How to Trade on Market Momentum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    market kay momentum pe ap is taraha say trade kar sakaty hai kay jub ap trade karnay ka plan karay tu apko aik forex factory ki website ko open karna chaiy is pe apko dekhna chaiy kay aj koi special event ha kay nai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      Market momentem k lie experience ki zarorat hai k is time market min bohut moving hoti hai oor ager ap kr trade ghalt lag gi to account ko wash kr sakti hai q k momentem k time trader bari lot use krtey hain is lie aap aram se technical trade krin
      • #693 Collapse

        Age ap market mai trade market kay momemtum kay mutabique krna hi tou ap ko forex market mi trend line ko draw krna hai aur market ki news ko under stad krna hai tou ap market ki momemtum kay kutabique trade kr sakty ho. jis say ap ki earning bhe zada ho gy.
        • #694 Collapse

          is main market main kafi movment hoti hay agr success hasil karna hay to low risk main kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain market ko khudi learning kar kay kam karna ho ga
          • #695 Collapse

            es main sir ye hai k ap market pe nazar rakhian aur daikhain ke market ka ruhjaan kia ja raha hai. konsi currency kaha hai es wakt usi hisab se badi ya choti trade lagain
            • #696 Collapse

              bhai market ki movement bohat speed se change ho jati hai or bohat se trador yahi coplain karty hain k jub hum trde lgay hain tu market move ho jati hai tu apko yah maswara hai k agr ap markit ko analyses karty hain tu foren action len lait na hun
              • #697 Collapse

                market ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k acha earn ho ga aur loss kam say kam ho saky ga aur profit hasil karein gay
                • #698 Collapse

                  market main trade karny say pahly experience hasil karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay
                  • #699 Collapse

                    market main movement ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say hamain profit hasil karny main bi asnai ho saky gi
                    • #700 Collapse

                      Market jb news ati hae to ziada move krti hae to uss time aksar pairs ka spread barh jata hae aur issi liay hamesha fixed spread waly brokers ka intekhaab kren na k voletile spread ya variable spread waly ka behtr ye hae k uss time trade na kren to acha hae q k markeet kissi side b move kr skti hae.
                       
                      • #701 Collapse

                        janab aap ko is ka experinec hona cahy aap ko sahi time par entre karne cahy tak koch fiad to ho our is sa aap ko loss be ho sakta ha our aap ko is ma profit beho sakta ha
                        • #702 Collapse

                          Bhai g forex trading main trading k liy agar ap market momentum ko samj sako to apko forex trading main bahut ziada kamyabi ho GI ,market momentum ka MATLAB yeh hy k ap technical tareeqa sy market ko annaylsis kr sako phr ap Jo forex trading karo gy to ap ko faida ho GA
                          • #703 Collapse

                            expert to is sa boht zad fiad hasil karty ha our is ma aap ko aik be galte ki gonjash nhe hote ha our aap ko is ma experinec our knowlged sa kaam karna cahy market kay trand ko smj kar trad karne cahy
                            • #704 Collapse

                              Market hr flickering karti rhti ha ,aik success trader jb bi koi trade lagata ha tu sb se pehle market k rujhaanat ko visit karya ha is lie jb jb bi trade lagaya jae market ko vusit karte rehna chahi aur munasof wqt pa trade lagaya jae
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                Trade karte waqt ap ko apni market k momentum ka khayall rakhna chahie kyn k trade karte waqt agr ap ko trade lagane ki values aur os k bremn sahee time priod ni use karte tu ap ko nuqsan ho sakta ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X