How to Trade on Market Momentum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Forex trading aik business he es min loss aur profit dono hi hote hin market kabhi up jati he aur kabhi down aur kabhi suddenly apni position change bhi kar leiti he eisa bhi hota he k market min humari earning kabhi ziyda ho jati he aur kabhi hum loss bhi buhat kar jate hin bas ye hi kahani he momentum ki.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      Market key trend ko samjhnay key leye aap ko kafi experience hasil karna parta hy. Tab kaheen ja kar aap market ko ups aur down ko samjhtay hain. Kamyab trader woh hota hy jo market key ups aur down ko samjhta ho aur market ki analysis ko bhi janta ho. Yeh sub mumkin ho sakta hy, lekan aap ko is key leye buhat ziada forex ki study karna ho gi aur analysis key methods ko seekhna ho ga, tab kaheen ja kar aap market key sath chal sakain gey.
      • #408 Collapse

        bro may to yahan pa new ho or muja itna pata nae hy mager itna janta ho kay ager app na market ko samjna hy to app ko bht mehant karni ho ge app na bht hard work karna ho ga tab he app market ko samj sakte ho or is pa kam kar sakte ho
        • #409 Collapse

          trading karne ke boht hi treeeke hen kuch indicators ko use kar rahe hote hen or kuch toh trend linse ki madad se or kuch candles ke analysis se tarde akr rahe hote hen or yhi forex he or isme hamari expectatisons hi ziyada tar hoti hen or isme achi grip us wakat ho gi jab ham achi mahnat karen ge
          • #410 Collapse

            bhai jan is ke lye aap ko kafi practice ki zarurat hoti hai aap ko forex me perfect hone or market momentum per kam karne me acha khasa time chahiye hota hai kiun ke forex koi itna simple nahi hai is me bohat mehnat ke sath kam karna parta hai aap ko .
            • #411 Collapse

              market ko daikh kar trade karney k lkiye ap ko pheley full tor par market ko watch karna hota hai aur us k bad ap agey ja kar trade kartey hain.
              • #412 Collapse

                Dear markit ky momentom per trade krny ka matlab ye hi k jes taraf markit ka rokh ho us taraf markit kafi jati hi yani makit agar sell ho rha ho to yani us ka rokh sell ki taraf hi or hamin bhi sell krna chahye...
                • #413 Collapse

                  dear i think forex business ma sab se mushkal kam he market movement ko judge karna hai ur is k leay different indicators ur analysis ki help lee ja sakti hai jo k kafi helpful sabit hotay hai...
                  • #414 Collapse

                    Bhai jan momentum me trading karna achha reheta he lekin isme hamesa shrot tearm trading hi kare kiun ki us wakt market kahna vi ja sakta he to isme trading karna jitna profitable hota he utna hi risky hita he so hame ustime carefully trading karna chahie.
                       
                    • #415 Collapse

                      Bhai is ka Abhi mujhay nahi Pata kio ke me khod naya hon Mera tamam senior members se darkhwast he ke aap is ka jawab dain takay hamara faida ho.
                      • #416 Collapse

                        market ko ham follow kar sakty hain forex hamre liye acha busienss hai jis mai earning ki ja sakti hai
                         
                        • #417 Collapse

                          ham iss mai market k hisab se b kam kar sakty hain ye hamre liye sab se best business hai jis mai ham earning kar sakty hain .. forex sab se best hai earning k liye
                           
                          • #418 Collapse

                            dear trading asaan ni hai hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy soch smj k e trade krni chahiyeh tub e kamyab ho skty or forex best kaam hai mehnat bht krna perti tub e kamyab ho sjty
                            • #419 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                              Market Momentum pe trading karny ka kia tareeqa e qaar hai or kia is par trading karna asan or faida mand hai bajay iskay kay hum market kay levels ko find karen or koi bhi confirm level predict na kar saken?
                              hum forex ma sub sa pala to is ma point ko bana ta ha or is ka bad hum is ma trade kar ta ha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko be laga kar hum is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa pasa ko laga kar hum is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma eran kar ta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                dear mery khayal mein to market momentum par trading karna mushkil hy kyun k market momentum k liye ap k pas proper knowledge aur experience hona chahiye ta k ap profit earn kar sakien aur loss say bach sakien

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X