How to Trade on Market Momentum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    bhai yahan baat hai experience ki agar to ap master hen forex mein to ap trading kar saktay yahan lakin agra nahi to mat karna kyun kay choti c ghalti sey bohat zayada lose ho jata hai aor jo master hotay hen trading kay wo bohat profit earn kar letay hen,
    :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
    Thanks in Advance
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      brother momentum k saath market main loss he ho skata hai profit tu nhi ho sakta hia aap ko kabhi los s aur kabhi profit hota hai tu momentum hasil karna buaht he mushkil hai in my point of view.
      • #243 Collapse

        Trading karnay kay leya satheyo hamain sab say phalay market ka mokamal jaiza lana chheya or is main honay waley sarey pash rafat ko dakh kar apney trade ko market kaytrend kay motabik lagana chheya . is tarha he ham is trading say zayada say zayada faida utha saktay hain
        • #244 Collapse

          market me trade krne se pehle ak trader ko cahhye g k wo pehle forex k technila ko achi tra se samje or pher fundamentla analuysis ko b achi tra se samje pher ja k wo market ko analyse kre or pher real trade ko opn kre
          • #245 Collapse

            daer forex tardeing mee hamien cahhiey kih ham forex atrdeing ki d1 ki caNDEKS KO DEIKH KAR MARKEET KY trend ko deikh kar trade lagaien taa kih hmien achi profit hoo sakien is liy yeh best tareeqa hy
            • #246 Collapse

              Market momentum pe trading wo log karty hain jo market kay levels se familier nahi hoty or unko sirf kuch pips earn kar kay order close karna parta hai. Market momentum se levels ki trading bohat ziada profitable hai kiun kay level to level hum apna order easily laga bhi sakty hain or se profit bhi confirm hota hai.
              • #247 Collapse

                mery khayal sy moment market main work karny sy hamy faida hota hai. lykin is main kam karny ky liye hamary pas experiance ka hona bohot zarori hai kiu ky agar ap high level main kam karty hai to ap ky pas abilites ka hona zarori hai.
                • #248 Collapse

                  dekho jahan tak mera khayal he to bhai jan market momentam kay trading karnay kay liya app ko kafi experence ki zahrooraat hoti ha kyun iss main zara si galti se bara loss ho jata ha ahsi soratehaal main scapling kamyab rahti ha aur experience trader iss main buhaat faida uthatay hain kyun ke woh risky he
                  • #249 Collapse

                    dear agar app k pass ak acha knowledge aur experience hoga to app momentum men b trading kar sken gy aur kamyab ho sken gay is liye ak achi kamyabi hasel karne k liye experince ka hona sb sy zyada zaroori hai
                    • #250 Collapse

                      momentum main trading kerna kafi muskil hota hai is liye main yahi kahon ga ke aap abhi scalping per trading karein aur jab ap ko bht zayda eperience ho jaye tu ap momentum per bhi trading karen aur kar sakeen ge
                      • #251 Collapse

                        G han dear humain hamesha trading market k momentum ko dekh kar karni chahye agar hum market trend jany bgair trading karty hai to hum is mai bajae profit k acha khase loss ho jae ga so humain hamesha market anlysis k mutabiq trading karni chahey
                        • #252 Collapse

                          dost g yeah aap k knowledge par depend karta hai sara k aap momentum trading kar saktey hain ya nai, kiun k is main galti ki bilkul b gunjaish nai hai aur bohat bara loss ho sakta hai is say....
                          • #253 Collapse

                            abhi Tak Bohat saray logoun ko nahin pataa k Market momentum Kya hai,main tou Simply Market main Support or Ressistance levels nikal kar Candle Stick Chart ki madad say Trading Kartaaa hon,Zaraa hammain ye momentum par trade Karnaa bhi bata dijye tou Ap Ki Meherbani ho Ge
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #254 Collapse

                              sir forex market mai agar momentum pay kar na bhut hi risky hota hain is mai aap chuti se galty se acha khasa loss kar dety hain is mai wohi profit gain kar sakta hain jis ko bhut experience ho sub se acha scalping hain jis mai aap acha profit gain kar sakty hain experience k sath..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                bro momentum me trade karna foran mat shuru karo.. is ke lye bht tajarbe ki zaroorat hoti he or investment bhi kafi chayee.. agar tajarba nai hoga to lase ho jae ga ap ko....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X