Calculation of Take profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Calculation of Take profit?
    Dear members assalam walekum main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur usmein ham take profit ki limit set karte hain to uski calculation Humko kin basis per Karni chahie for example agar humne $5 ka take profit limit Lagai hui hai aur ho sakta hai market Se Jyada Upar Chali Jaaye yah ho sakta hai market Humko 4.50 dollar profit dene ke bad Wapas a Jaaye aur Hamara take profit Ke Liye meatheads Na Ho To Humko kaun se main factors aur tools Apne mind Mera kar take profit ki calculation Karni chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Calculation of Take profit?

    jub bhi hum koi tarade lagin tu humain order lagaty hi TP bhi set ker daina chahiy is se aik tu ya faida hota ha k is se humain market per gahri nazer nhi rakhna parti dosra hum emotional ho k apny loss ko trade loss main close bhi nhi kerty hun ager humari trdae risky ha tu huamin apni trade main TP k sath sath SL bhi set ker laina chahiy asa na ho k humara acount safe na rah saky.
    • #3 Collapse

      Re: Calculation of Take profit?

      Walekum assalam dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Kyunki park market Mein Ham Sab koi bhi trade open Karte Hain Hamen Ek bahut hi important step ki jarurat Hoti Hai jismein Ham Apna take profit set karte hain aap apni lot ke hisab Se Apna target dekhte hain ki aapane is trade Se Kitna profit Hasil karna hai dear brother aap Jab Apne analysis Karte Hain To ismein aapko apni trade ka stop loss aur take profit mind Mein Rakhna hota hai aur aapko is hisab se apne target select karna hota hai kya aapane apni trade se loss Kitna bardasht karna hai aur Agar aapko ismein profit hota hai to aapko ismein profit Kitna Hasil karna hi dear brother aap Jab support aur relations per kam kar rahe hote hain aur aapko apni trading strategy ke hisab Se ismein Apna profit set karna hota hai agar aap short term trading kar rahe hain to usse aapka profit bhi short hi ho sakte hain aur agar aapas mein long term trading Karte Hain hisab se aapko Achcha profit bhi hota hai aur aap apna take profit Jyada target per select kar sakte hain aap ko apni lot size dekhna hota hai aur ismein aapko apna takat select karna hota hai aapane agar Ek trade se pahunch dollar lene hain hisab se aapko Achcha profit bhi hota hai aur aap apna take profit Jyada target per select kar sakte hain aap ko apni lot size dekhna hota hai aur ismein aapko apna takat select karna hota hai aapane agar Ek trade se $5 lene hain to to aapko is hisab Se Apna take profit chat karna hota hai aapko Jab Bhi trading strategy plan Karni Hoti Hai To ismein Apne per trade ke hisab Se Apna profit book karna Hota Hai Tabhi aapko ismein Hasil ho sakti hai aur aap ismein acchi earning kar sakte hain Jab aap apne proper tracter ji ke hisab se kam karte hain to Yaseen aapke liye Koi Mushkil Nahin Hoti
      • #4 Collapse

        Re: Calculation of Take profit?

        Dear Forex members mary khyal say take profit hmain maximum limit pay set karna chahiy kiun agr market maximum profit tak na b jay to apko lgy ab market trend change hony wala hay to ap khud b trade ko close kar skty hain lkn agr apny take profit low limit pay set kia ho ga to jasy hi profit apki limit ko toch kary ga apki trade close ho jay gi aur us kay bad b market profit jay to apko koi fida nai ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Calculation of Take profit?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
          Dear members assalam walekum main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur usmein ham take profit ki limit set karte hain to uski calculation Humko kin basis per Karni chahie for example agar humne $5 ka take profit limit Lagai hui hai aur ho sakta hai market Se Jyada Upar Chali Jaaye yah ho sakta hai market Humko 4.50 dollar profit dene ke bad Wapas a Jaaye aur Hamara take profit Ke Liye meatheads Na Ho To Humko kaun se main factors aur tools Apne mind Mera kar take profit ki calculation Karni chahie.
          Dear forex members, forex forum per hamen kamyabi hasil kerna k liye apna kam consistently hardworking aur learning ki waja sa milti ha. Hamen daily targets ko informative bana ker weekly bonus acha le sakta han. Daily targets ki quality ko improve kerna hamen apna post aur thread man spelling mistakes ko remove karen. Aur asan alfaz man tafseel ko mokamal aur jama likhen. Aur apni post aur thread ki explaination kam sa kam 10 s 11 lines ki honi chaheye. Hamen seniers ki post aur thread ko acha sa read aur learn ker k apna knowledge increase ker sakta han. Forex forum per trading ko b time dena chaheye aur trade related knowledge ko Demo account per acha sa practice ker k trade experience hasil ker k Real Account pa kamyabi k sath profit hasil ker sakta han.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Calculation of Take profit?

            dear forex forum per hamen kamyabi hasil kerna k liye apna kam consistently hardworking aur learning ki waja sa milti ha. Hamen daily targets ko informative bana ker weekly bonus acha le sakta han. Daily targets ki quality ko improve kerna hamen apna post aur thread man spelling mistakes ko remove karen. Aur asan alfaz man tafseel ko mokamal aur jama likhen. Aur apni post aur thread ki explaination kam sa kam 10 s 11 lines ki honi chaheye. Hamen seniers ki post aur thread ko acha sa read aur learn ker k apna knowledge increase ker sakta han. Forex forum per trading ko b time dena chaheye aur trade related knowledge ko Demo account per acha sa practice ker k trade experience hasil ker k Real Account pa kamyabi k sath profit hasil ker sakta han Kyunki park market Mein Ham Sab koi bhi trade open Karte Hain Hamen Ek bahut hi important step ki jarurat Hoti Hai jismein Ham Apna take profit set karte hain aap apni lot ke hisab Se Apna target dekhte hain ki aapane is trade Se Kitna profit Hasil karna hai dear brother aap Jab Apne analysis Karte Hain To ismein aapko apni trade ka stop loss aur take profit mind Mein Rakhna hota hai aur aapko is hisab se apne target select karna hota hai kya aapane apni trade se loss Kitna bardasht karna hai aur Agar aapko ismein profit hota hai

            اب آن لائن

            Working...
            X