Dear ais market mai ap ne jab bhi trade open karni hai aus time ap ko jald bazi nai karni chaye ais market mai ap agar jald bazi k sath kaam karty hai to ap ko ais market mai loss ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai analysis karny k baad trade open karny par ap ko profit hota hai agar ais market mai jald bazi karny k baad jab trade open karty hai to ap ais market mai kabi kamyab nai hoty hai ais market mai ap ko acha kaam karny par kamyabi mil jati hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим