Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    I think we should have to focus only on one pair if we start our trading career and should have to collect all necessary information about that pair and should have to learn about all the factors but as you become confident on your trading so you should have to do trading in all pair to enhances your experience and trading skils.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ap aik se zyada pairs mai bhi same time trade karsaktay hain ais se apko miltiple profits bananay kay moqay milenge bas koi bhi trade laganay se pahlay market trend zaroor check kia karain
      • #18 Collapse

        bhai g forex trading main ye app ki apni learning aur tagarba ha app jitnay marzi pair pe chain aik waqat main trading kar saktay hain in sab ka knowledge must ha aur in main trend kay hisaab se trade banti ha tu karain iss main koi pabandi nahi ha
        • #19 Collapse

          bhi ap ne bhot acha sawaal ki he lekin me is me fourm me new ho or mera yee kehna manasab ho ga k ap ek se zada piars per trading nhi ker sakte or ap ko ek hi piar per trading per hi tradeing kere apk liye ye hi behter he or ap ka tajerba bhi zada ho ga.
          • #20 Collapse

            agar aap forex main achi learning rakhtey hain to phir to hamen zaroor aik se ziada pair par bhi is main wor karna chahiye is trha se hum forex main ziada profit bhi nikal saktye hain.
            • #21 Collapse

              Jie han jnab aap aap aik se zyada pairs per bohat asani k sath aap trading kr sakty hain kyo k ye bohat hi achi or faida mand cheez hy or is ky zariye aap apni malomat main azafa kr skty hain.
              • #22 Collapse

                yo can trade more than one pairs and a good trader always trade in many pairs so that he could earn more and more and i think we need to think that which way is best or we having so much experience and can we trade in multiple and can we handle to trade with so many pars and we have so much metal level and experience and skills or not
                • #23 Collapse

                  markete k hisab se aap ko tread kerni chahiye or aap aik se ziyada pairs pe tread ker sakte hain es mein koi qaed nahi markete kabi slow hoti hai to es mein loss k chances ziyada hote hein to aap pher dosre pairs pe bhi tread ker sakte hein
                  • #24 Collapse

                    aik se ziada currency pairs pe trading kar tu sakty hain magar inko manage karna zar mushkil ho jata hai or aap double minded ho jaaty hain. Me personaly aik currency pair me kam kar raha hoon or iskay benefits tu aap khud bhi jaanty hain kay aap currency ki fluctuation se bilkul wakif hoon
                       
                    • #25 Collapse

                      ager ap ka acunt bara ha to ap aik sa zida pair pa tading kar sakta ha carefuly ager ap ka pas acunt chota ha to ap aik he pair ko ue karta howa trading kara as sa nuksan ka chanca bht kam ha
                      • #26 Collapse

                        g bhai forex me totrade usi pair pe krni chahye jis me trade dalne ka wakt ho or koi has trend nazr ay forex me to bohat se trading pairs hen un me se hr ak pe analysis kr k us me trade open kro jis me koi ap ko kuch has trend wgera nazr ay nahi to na kro trade
                        • #27 Collapse

                          1 time main 1 hi pair main trading karni cahiya.zayada pairs main 1 time main kabhi trade nahi kerni cahiya.kue kay ager apko 1 pair main profit honay kag jay.or dosray pair main loss .to ap apni trading ko close nahi ker sakty.ager 1 time main 1 hi pair main trade ho gy.jo jab apko profit ho ga.to ap us profit ko forn hi hasil ker sakty ho..
                          • #28 Collapse

                            aik he currency pair per he trade kerne chaiye kyun ke har currency pair ke apne alag nature hote hai.is liye koish kare aik per trade karen take apko ous currency ke bare main zayada se zayada knowledge ho.
                            • #29 Collapse

                              aik se ziada currency pairs per trading karny ka faida tu ha magar nuqsa bhi bohat ziada hai. Faida tu tab hai kay agar aap bohat achy analyst hain tu aap easily in pairs me trading kar sakty hain. magar aap kay agar analysis itny strong nahi hain tu aap aik pair ko bhi bohat mushkil se handle kar saken gay so my recommendation is to please start your trading with just one major currency pair its enough for you.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bilkul mere bhai ap ko chaiye ke ap aik se zyada pair mai kam kare take agar ap ko kisi pair mai loss ho bi raha hai to agle pair se woh loss cover ho jaye aur mai bhi hamesha aik se zyada pair par hi kam karta ho aur aik acha khasa handsome profite ghar beth kar generate kar leta ho.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X