Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    friends mere khayal say aapko aik say ziada pair main trading nahi karni chahye kyun kay aagar aap aik say ziada pair main trading karty hu tou iss say aapka mind convert hoga aur aapko loss ho sakta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      bhai sahab mere khayal k mutabik b ap ko aik sy ziada pairs mai trading karni chaheye q trading aik pair mai slow ho to ap dosry pair mai trade kar saky is tarha ap loss sy bach sakty hain or easily trade kar sakty hain
      • #423 Collapse

        Agar ap ki analysis perfect hen aur ap ka sapital bhi achha he to aik se ziyada currency pair pr trading ki jasakti he aur sirf us pair ka hi order lagaen jis ko ap achhi tarah samajhte hun.
        • #424 Collapse

          ye ap per depend karta hai ke ap kitna ziada trade kartee hain mere lehaz se aik acha pair per he grip banae jae or us per kam kia jae to ziada best hota hai trade ma
          Forex
          • #425 Collapse

            i think it is not good for you to trade on multiple pairs . if you have one trade and then after close you have to next trade it avoid you form loss because market trend sudden change so it is best to avoid you form over trading
            • #426 Collapse

              dear ye to humare apne per depend karta hai ke hum ke hum jis chahe pair per trading kar sakte hai jis me hum profit earn kar sake is me koi rule nai hai ke hum ek pair se trading kar sakte hai only is jo pair aap ko thek lage aap us me trading kar sakte hai
              • #427 Collapse

                dear ye to hamry level pay depend karta hay means ager ham ager initial stage pay han to behtar yehe hay kay ham at a time ek he trading pair ko choose karyn for trade but if we have enough knowledge to trade then we can also trade on multiple pairs as well
                • #428 Collapse

                  hi dear brothers ji bilkull aap kar sakte hain kyu market may aik pair thora slow hota hain aur bohat se log wahi pair pe zor laga they hote hain tho chahye ke doosrey pair par bhi tawajo rake lekin en sabh se achi bhaat ye hain ke hum ko chahye ke hum pehle market ko check karen ke kaun se pair zyada tezzi sai hain tb hm achae traiding karenge
                  • #429 Collapse

                    Yes we have to trade on 3 or 4 pairs, it doesn't mean that you should trade at a time and open 4 trades.
                    The point of interest is that when there is no trend In pair like EUR USD then we should go to USD JPY etc.
                    The best pairs in currency trading are EUR USD, USD JPY, GBP USD, CAD USD .
                     
                    • #430 Collapse

                      forex main is leye fail hojatay hain unkay pas kaam ki proper knowledge nahe hoti hayzrur kamyabi milti hay aisa nahe ho sakta k aap mehnat krian aur aap ko us ka ajar na mily trade may kamyabi hasil karny k liayforex main aur ye haqiqat hai kun khe forex bara hi complex business hai.
                       
                      • #431 Collapse

                        gee han agar ap low volume main trade kertay hain to aik say ziada pair main trade kerni chahiya us say boaht faida hota ha agar aik trade main loss ho raha ho to dosri main profit mil raha hota ha jis ki wajha say capital money safe rehti ha or profit ki ratio ziada ho jati ha.
                        • #432 Collapse

                          forex trading aap jitney narzi pair pe kar lo bus ye hy key aap jis pair pe bhe trade karo uski saari detail ka paat hona chaheiy ye na ho uski koi news aa rahi ho aur aapko uska knowlege he na ho aur aap loss kar lo is leiy thorey pair pe trade karo aur unko achi tran sey samjh lo ta aap loss sey buch sako
                          • #433 Collapse

                            jee bilkul ap ek se zyada pairs pe bhi trading kar sakte hien magar ap ko os ki pri jankari honi chahiye
                            lakin ek pair pe kam karna zyada better hy
                             
                            • #434 Collapse

                              g han 1 sy ziada pairs par trading kar sakty hain kuch log karty hain lekin experts hi multiple pairs par trading achi kar lety hain q k har pair ki market ko smjhna or analysis karna difficult hota hy newbie ko sirf 1 pair par hi trading karni chahiay jab expert ho jaen tab ziada pairs par trading karni chahiay ziada pairs par trading karna mushkil hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                agr ap ek pair per trading karo gay to ec trahan ap trading per focused rAho gay jo boht important hai ziada currency pairs per trading karny ka faida tu ha magar nuqsa bhi bohat ziada hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X