Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    jee ha maray bhi ik say zyada pair per trade ho sakta hay us kay lyi ap ka experience hona zaruri hay ager ap ka experience na ho aur ap ik say zyada per trade kertay hain to ap ko loss ka samna ho sakta hay to begginer kay leyi sirf ik he pair per trade karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      han g bilkul karin chahiye but hamen always money management ko achi trha se dekhna chahiye tab hi humen is main trade karni chahiye to hum is main ziada los nahin kartey hain aur achi trha se is main successful ho saktey hain.
       
      • #168 Collapse

        dekhen mere dost main to yeh khaunga kay ap ko aik se ziada pairs par trading market ko made nazar rakh kar karni chahiye kyun kay agar aap aik se ziada karte hain aur market down hogyi to apka loss bhi hosakta hai
        • #169 Collapse

          jee haa janab agar aap aik pair pey trading karna chahtey hey thab teek hey kio key aap aik pairs key baarey mey khooob study karey jis sey aap ko ye faida hoga key us pair ki sub kuch aap key memory mey save hoga orr aap ko trading achi hogi
          • #170 Collapse

            forex trading main koye be pabande nahee hain is main agar app chaho tu is main app ek pair main be trading kar sakty ho or is main agar app chaho tu is main app all pair main be trading kar sakty ho . buss agar app logo ko forex trading main ek acha expereince ho tu is main app logo kisi be pair main trading kar k acha profit earn kar sakty ho
               
            • #171 Collapse

              Ye to depend karta hai k ap ko forex trading par kitni command hai aur ap ka experience kitna hai,agar to ap apne experience se ziada pair mein trade karo gy to theek hai warna agar lalach mein aa kar karo y to loss ho ga.
              • #172 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
                Mery khyal main agar koi forex trading main new hay to usay chahiey keh wo forex trading main aik pair par trade kary jab usko achi trha samjh jaye tab wo dusry pair par trade kar lay.
                • #173 Collapse

                  jee han ye ap per depend kerta hi ke ap trading ke lye kin pair s ko chjoose klerte ho liken mere khayal main ap ko single pair main trade kerni ho gi tkeek ap ko acha profit mil sake iss ke bagar ap ko loss ho ho gi
                   
                  • #174 Collapse

                    g han brother hum ak sy zyda paire me b tradimg kr skty hain or profit earn kr skty hainap apni sari tawja markooz rhky gy to us ki trar kar pesa kama skty hainye best business ha humy learning ki zarorat nai ha.
                    • #175 Collapse

                      agar ap ke pass acha trend hi too ap ker skate ho magar iss main loss ka dar hota hi jis ki waje se single pair main trading kerni cheye teke ap achi earning bi ker sakoo iss main kam kerne ke lye acha plan hona zaroori hi then hi ap kamyab ho ge
                       
                      • #176 Collapse

                        ji haan app kar sakte hain lekin us ke liye apko trading ke pairs se achi tarha waqfiat hasil ho mere apne zati khial se trading ke liye aik pair hi bohat hota hai ager app lalich karte hain to apko nuqsaan hone ke chance hote hain
                        • #177 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                          Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
                          MERE khayal se jo log kafi arse se kaam kar rahe hain woto zrur kren kue k kisi 1 pair pe market same nhi huti sub ke apni move huti hai,1 pe agar move ruk jaye to 2nd pe market teez hu sakti hai
                             
                          • #178 Collapse

                            han g ap eik se zayda pair pe forex trading mein kam kar skte ho per ye apki knowledge and experience pe depend karta hai ke ap is mein kitni achi trading kar skte ho
                            • #179 Collapse

                              yuuupp yuppp ... of course ap bilkul kar sakte hain ik se zada trading ..... ye tou apke work skill pe depend karta hai naw k ap apne work ko khud kis tarhan manage karenge .... it fullly depends on you .... so do your own work with two or more pairs of tradingggg .....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Pair selection is so important in forex business. we need to choose a good trading pair for our trades. So I think we need to trade with only one pair for better learning and earning at the first time.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X