Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay?
    Aksar yahi ho jata hay k ham jab koi trade buy main open kartay hain to market down move kar jati hay aor buy ki profit main honay wali trade loss main chalnay lag jati hay aisaa ziada tar us time hota hay jab ham news kay mutabiq trading nahi kartay ya hamaray analysis complete nahi hotay es soorat main jab buy ki trade loss main chal rahi hoti hay to os time kia ham koi dosri trade sell ki ziada lot say open kar kay honay walay loss ko control kar kay recover kar saktay hain es baray main senoirs kuch guide karain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

    hamy trade ko soch samj kar lagan ho ga hamy market mai trade lagny sy pahly is main stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta han hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy expert trader ban kar market ke movement ko dakth kar buy or sell ka order lagan ho ga hamy kabe be galt order nahe lagan chahey
    • #3 Collapse

      Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

      Apka point bara valid hai lekin instaforex ki bonus account me is ko mana kia gaia hai is ko heading kehten hn is amal ko. Sell ka sath nahi laga satke nahi to account band ho sajta hai. Forex Trading jaldi me karne wala karobar nahi hai. Is k leye apko sakon se beth kar hi aram se analysis aur market news dekh kar trading karni chaheye. Forex trading k leye hamen chaheye k din me is k leye aik khas lamha muhtas karen jis me hum apni analysis k zarye se trading kare. Agar aik client new hai to pher us ko is k leye aur zyada time dena zarori hai. Q k pehle wo apne analysis practice account ya Demo account pe kare us k baad hi wo real account me trading karen. Bagher waqat deye hum forex k knowledge aur experience se waqif nahi ho sakte. Hamara sarmaya bohut ehem hota hai is waja se hamen trading k leye bhi waqat dene ki zarorat hai.
      • #4 Collapse

        Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

        ji mere khyal se aisi mistake hamen nahin karni chahie kyunki Jab Ham ek hi currency pair per donon trends ki trades open kar dete Hain to usse hamen bahut jyada nuksan ho jata hai kyunki agar aapane bhai ki trade li hai aur agar aapko nuksan ho raha hai to iska matlab yah nahin hai ki aap usi currency pair per yah commodity per selling ki trade laga de agar donon Surat mein train aapke Gaya Chala Gaya to aapko double nuksan ho sakta hai leja aapane aisi mistake bilkul bhi nahin karni aur main to aapko bilkul nahin suggest karungi ki aap aisa Karen kyunki mere liye hath se yah karna bilkul galat hai aur apne aap ko nuksan pahunchane wali baat hai kyunki se aapka Sara capital best ho sakta hai
        👍 ​Ayesha-Malik 👍
        • #5 Collapse

          Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
          Aksar yahi ho jata hay k ham jab koi trade buy main open kartay hain to market down move kar jati hay aor buy ki profit main honay wali trade loss main chalnay lag jati hay aisaa ziada tar us time hota hay jab ham news kay mutabiq trading nahi kartay ya hamaray analysis complete nahi hotay es soorat main jab buy ki trade loss main chal rahi hoti hay to os time kia ham koi dosri trade sell ki ziada lot say open kar kay honay walay loss ko control kar kay recover kar saktay hain es baray main senoirs kuch guide karain?
          thanks dear member umedd hai ap ki is post se hamin bhau faid ho ga aur pa ki ye posts hamry kafi achi rhe umeed hai ye hamin forex mien agy kam zaroor ay gi
          :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
          • #6 Collapse

            Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

            nahin ji hamen Is tarah Ki stupid mistakes jise Ham blunders kahate Hain nahin karne chahie kyunki Agar hamari ek train jo hai profit mein nahin ja rahi to iska matlab yah nahin hai ki Ham uske reciprocal trade laga kar to dekho re cover karne ki koshish karen main aapko ek baat batana chahta Hun Ki jab Ham uske reciprocal lagayenge kya pata vah uske reciprocal chali jaaye to donon ek dusre ke ulat nahin chal sakti To hamen chahie ki Ham FIR dobara se achcha analysis Karen aur trade ki movement ko acchi tarah samjhe FIR dobara trade lagaen
            • #7 Collapse

              Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Aksar yahi ho jata hay k ham jab koi trade buy main open kartay hain to market down move kar jati hay aor buy ki profit main honay wali trade loss main chalnay lag jati hay aisaa ziada tar us time hota hay jab ham news kay mutabiq trading nahi kartay ya hamaray analysis complete nahi hotay es soorat main jab buy ki trade loss main chal rahi hoti hay to os time kia ham koi dosri trade sell ki ziada lot say open kar kay honay walay loss ko control kar kay recover kar saktay hain es baray main senoirs kuch guide karain?
              Dear member aapki baat bilkul theek hai hamen chahie ke Ham forest per samajh Kar Hi Kam Karen kyunki jitna achcha Ham kam karenge itna hi achcha hamen bonus mil sakta hai isliye hamen chahie ke trading mein kam karte hue ham aur agar hamen last hota hai to hamen is ko cover karne ke liye bhi koshish karni chahie
              • #8 Collapse

                Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

                Dear apne bhut achi bat ke hay sab phlye apne bhut bare mistake ke hay trade open karny say phlye market ke analysis ko daikh kar phir hume trade open karna chlye soch samjh kar trading karna chlye agar loss hay too phir margan hay too phir ap sell kar sakty hay market k moment ko daikh kar phir ap loss recover kr sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

                  Agar Hamen Apne trade Mein loss Ho Jaaye To Hamen Apne loss Gori cover karne ki koshish Karni chahie aur apne kam ko acche tarike se karna chahie aur mistake se bachne ki koshish Karna chahie Jab Ham Apne kam ko acche tarike se Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen trading Hamesha acche tarike se Karni chahie trading rules ko follow karte hue trading Karni chahie trading main confuse Nahin Hona chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar buy ki trade loss main ho to sath sell ki trade laga kar recover kar sakatay

                    Ji han bilkul theek kaha hai agar bike ki rate loss Mein Ja Rahi Ho To Hamen chahie Usi pair per Hamen sell py Laga Deni chahie&nbsp; trade tha ki Hamen loss cover Kar Paye Agar Ham trade by SL per Nahin Lagate To Hamen ek side per trade Jaate Hue loss ho sakte hain Bada Kaun si wash ho sakta hai agar buy sell Karte Hain To isase Hamari trade Koi Jyada loss Nahin hota agar Ek&nbsp; tarifa hota hai to recovery ke liye dusre side per profit ho raha Hota Hai isase Hamara Kaun bhi wash Nahin Hota aur Hamari trade bhi save rahti hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X