Aap apny big trading Account ko kaisy treat karen gay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    big trading account ko mange karnay kay liay subsa y bara plan hona chaiy is kay baad apko account ki mopney mangemhet karni ani chaiy phir ap apnay aik baray acount ki treatment kar sakaty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      ma pona big acount ko bhut auchi tra sa soch samj k karo gi tak moja loss ni ho ma jab bi trding karo gi phly auchi ra sa pling karo gi news ko dyko gi market ki voliyam ko dykho g sam cheso ko dyka k pher soch samj k pher ja kr ma trding karo gi tak ma bhary loss sa bach jao
      • #918 Collapse

        big account jis say mai nay trade ko krna hai is ko mera khial hai humy use krnay mai kafi care ki zarort hoti hai kun k isi ki madad say humy market mai invest krna hota hai or is account ki importance kafi zada ho jati hai market mai
        • #919 Collapse

          ap ko is per 1 ya 2 chart per hi trad kerni ho ghi is se zyada per ap ko loss ho sakta he or zyda ammount per trading kerni ho to ap ko experince hona chahiy warna loss ho sakta he
          • #920 Collapse

            trading account ko theak say chlany kay liey humay esko sahi say money mangement aur risk manage karty huway he trading karni chahiey tab he hum esmain safe reh sakty hay aur humay esmain lalach kay chakar main nahi parna chahiey
            • #921 Collapse

              agar ap ki invetsent zadia ha to us ka ap ko bht zaida main ye smajhta hon k benefit hah kyun k jitne zaida ap ki investment hoge utna he risk factor kam hoga aur utn he loss k chances kam honge aur utne he ap ka profit ka chances barh jate hain i think so brother
              • #922 Collapse

                g bhai forex trading mien waise main cheez ye hi hai ke is mien ap pehle khoob mehnat karen aur iski khoob practice karen taake apke andar trading skills develop hon.
                 
                • #923 Collapse

                  Dear main apni trading skills ka use ker ke chohti lot size se trades karonga kiyun ke money management ko bhi follow kerna lazim hai trading kerte wakt
                  • #924 Collapse

                    Pehli bat to yeh hy keh agar aap unexperienced hain to ziada equity sey trading na karain. Aur agar trading krni hy to small volum of lots use krain takeh aap ka balance bacha rahay. Agar aap key pas 1000 dollar hain to aap 0.5 ka volum lagayen takeh aap ki amount safe rahay aur aap ko trading key doran tension na ho.
                    • #925 Collapse

                      bhai ap usi waqt kamyab hon gy jab ap ko apna account mange karna ay ga agr ap k pas 1000$ ha tu ap ko maximum 1 ya 2 lot sy trade karna chahye aur agr ap k pas 200$ hai tu then ap ko 0.01 ya maximum 0.10 lot k sath trade karna chaye asa na ho zeada k lalch ma ap ka account wash ho jay..!!
                      • #926 Collapse

                        agar ap k pas trading k liye ek bari amount hah to ap ko trading main thre bht mushkil to hoge kyun k ap ko yahi hoga k kahin ap ko loss na ho jaye aur loss hogaya to ap kia karo gay is liye ap thk khte ho k thra mushkil hoga manage krna big investent ko so ap chote se chote karo investment
                        • #927 Collapse

                          koshish krun ga k aik say zyada orderknowledge hai trading main toh mera mashwra hai k aap 500$ say 1000$ ta kabhee bhee place na karun first strategy I adopt to handle this when I execute a trade so i f , jab tak emra aik o
                          • #928 Collapse

                            forex trading mein agar apka koi big account hai to ap usk apne business hub ki tarah teat karen aur is mien kam risk le kar trade karen aur bohat ehtiyat karen us mien trading mein kiunke us mien loss bhi big hoga.
                             
                            • #929 Collapse

                              ai big trading account ko handle karna aik tuff kam nai hai balkay big trading kay account pe trade bi karnay ka bohat hi mazah ata hai kyu kay apkay pass margin kafi hota hai aur risk easyly manage ho jata hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                jnab hum jab trading karty hain to humain is main sab say phly levrage ko set kar kay kam karna ho ga ta kay huamain trading main loss nai ho skay or humain is main practice kar kay kam karna ho ga t akay huamin loss km ho saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X