Aap apny big trading Account ko kaisy treat karen gay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    agar aap k paas bif capital ho magar tujarbaa no ho to phir aap ko money management ki hikmat e amli ko laazmi apnana chahiye warna aap jald hi is ko kho den gey haan agar koi tujarbaa hai to be fikar ho kar 1 se 2 volume ki trade lagain ,best of luck
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Assalam-o-alaikum to all my dear friends , mian tou usko aik aesay account ki trah treat keron gaa jeay meri mercedes hai zero meter. usko bohut he dehan say chalao ga our lagnay ke risk say bohut he aehtiyat say chalao gaa.
      • #63 Collapse

        gee mre bhai forex busineess me agr mre paas ak big amount ho to bohat mza aye ga trading krny kaa me phr trading apny knowledge ke mutabik he kro ga
        • #64 Collapse

          Is main lot size kam se kam use karo ga aur jab muj ko acha trend mile ga main is main zada lot size bhi use karo ga aur kam nafe ko bhi qabool karo ga aur learning karo ga jis se muj ko zada ho ga trading karne main .
          • #65 Collapse

            ager app kay pass big trading account hai to app ko knowledge aur experience bhi ziada chahiye taa kay yahan acha earn kar sako sirf amount he sab kuch nahin hoti us amount ka sahi use karna chahiye hamesha small volume se trade kiya karo.
            • #66 Collapse

              mai daily ki news parhun ga aur phir technical analysis ki madad se trade karu ga aur din kay maximum 20 pips ko apna target banau ga is tarah greed se bhi bacha ja sakta hai aur jab investments huge hun tu 20 pips bhi ap ko bara profit de dete hain aur ap ko zada risk bhi nahi lena parta
              • #67 Collapse

                forex trading aik bohat hi profit able business hi orr main janta hon ke forex trading main apne account ko kese handle kerna hi agar main 1000 dollar ki investment keroo to main basani 500 dollar per month earn ker sakta hon
                • #68 Collapse

                  mera bahi ager meri account ma 1000 ho to ma 0.50 lots ke trading karo ga jab moka mil jaya ka bahi chance earn ka to ma 1 ya 2 lots ke trading karo ga muka dondo jab me kohi news ana wala ho jaya kohi dosri ka ap ko 100% satisfy ho to lagavo pir ap achi earning kar sakta ho
                  • #69 Collapse

                    way ye hy k aap pehly trading ko achi tarha sy sekhen us k bad he real account ma trading start karen. agr aap k pas 1000$ hain or aap full confident hain tu aap 8.0 ki trade bhe lga sakty hain. otherwise mari advice hy k aap 0.01 sy 0.05 ya buht he maximum jain 1.0 ki trade sy he trading karen.
                     
                    • #70 Collapse

                      yar muj mara khyal sa amy aysa kam mah bohot achi job ban chka ho jsi ko be hamy ayaa kuch na kuch karna cha ha as leya ham aysa kar hots ha as mah n]bohot achi sa.
                      • #71 Collapse

                        agar ap k paas big capital ho to aap k paas big experience b honaa chahiye mere mutabiq me to aap se kahoon ga k money managment aur pair selection ko madd de nazar rakhtey hue chalainlihazaa 1 ya 2 volume ki trade karain euro/usd k saath
                         
                        • #72 Collapse

                          Agr mere pas 1000$ ka acont ho to mn 0.30 se ziyada kbi b trade ni kronga,ye jo apko log 1.00 aur 2.00 ka keh rhy hn ye lalchi log hn haqeqat me,inka acont kisi waqt b wash ho skta hy,isi liye mn to apko yehi mashwara donga k ap risk fre trading kro,aur hamesha profit earn kro.
                          • #73 Collapse

                            ye depend karta hai ap ke trading plan pr is me sab se aham baat ap ka trading style hai scalper ke liye best ye hai ke 10000$ ke account par standard lot use kare aur is me takeprofit aur stoploss ko laazmi use kare aur is ke ilawa kisi ke pas koi trading plan hai to phir lot size us ke trading plan pe depend karta hai
                            • #74 Collapse

                              Apko chahiye kay apne big trading account ko is tarah treat karen kay apka loss kam se kam ka ho kyun kay ap kay pass agar big amount hai aur apne apni knowledge se ziada volume la ga diya to apko loss bhi hosakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ager mery account main zayda investment ho ge tu ye aik achi bat ho ge aur main zayda learn ker paho ga forex tarding sy is lie ap ko is bsuiness main zayda he investmnet kerni chiye aur lot size kam kerna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X