# trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

    Ji Ham Sab Koi Chahie Jab Bhi market Mein Apni trade open karen to mayke ki situation Dekh Kar apni parading Karni chahie ISI Mein Hamari kamyabi hai jo Banda Forex Per Dil lagakar kam karta hai vah apni trade open karne se pahle lazmi Apna account aur Apna lot size check Karta Hai Usi se kamyabi Hasil hoti hai aur vah mehnat Karke apni field Mein Aage nikal jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

      Main hamesha money management ke sabse aapane trade open karni chahie Varna Ham loss kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

        g han bhai ap ny tk kaha ha my ap ki baat sy agre karti ho hmy treading my lot size apny acount k hisab st lagana chahiy agar hamara balmc zada h hm lot size zada big aford karty hy to rak skaty hy par hmy asa risq ni lana chahiy k lot extra kuch big laga dy r st hamara acount b wash ho jay hmy yaha treading my soch smaj k kam karna hta ha jb tak hm relax ho k analysis r market ki move k motabik treading ni kary gy hmare tread kbi b sucess ni ho skati ha hmy dil laga k kam karna chahiy
        • #19 Collapse

          Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

          yes dear 100% right kaha hian haar trader ko kaaam karne k liye apni trade lene say phly apne balance ko check karna hain agar account small hain or big lot use ki jati hain tu big loss ho skta hain is liye har traders ko work karne k liye trading main lot size apne balance ko dekh kar he use karna must hain big lot say big loss hota hian or account wash ho jata hain is liye traders ko jaab b work karna hain tu soach samjh k work karna hain kamyabi tab he milti hain jaab trader hard work kare gy
          ​Sadaf Khan
          • #20 Collapse

            Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

            Humain trading karty waqt apna lot size normally use karna chahye
            • #21 Collapse

              Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

              Yes jab bhi Koi trade lagai jaaye tu pahle apne balance ko check kiya jaaye agar balance achcha hai to trade lagaye jaaye agar pahle saccha na ho to trade na lagai jaaye agar balance kam hai to small lot size lagai jaaye agar balance jyada hai aur balance ke hisab ko dekhkar lot size lagaya jaaye agar lot size lagana bhi ho to sabse pahle balance ko dekhen agar balance ka hisab kitab theek hai to laga de agar balance theek Na Ho to Na lagaen kyunki jiski vajah se account washout ho sakta hai aur dobara account ko restart karne ke liye bahut jyada mehnat karna padta hai isliye tumhen members in tamam baton ka khyal rakhen aur faizul trade se bacche kyunki trade lagane se pahle agar use samajh nahin a rahi ho to apni kisi senior se helpline demo kaun se helpline tab jakar trade lagaen kyunki help lene ke liye kabhi Na khabar hai agar koi bhi matlab Ho tu kaun sa use kar le aur Sara masla clear ho jaega
              • #22 Collapse

                Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

                Lot size ki selection ko Ham money management mein count karte Hain agr yeh achi ho gi tu at the end hum apne sarmaya ko better way mn deal kr paen gy.kabhi bhi is ko choice krty waqt basic criteria ko nazar andaaz maat kren vrna is k anjaam k zimdaari khud k oper ati hoti hy.yeh lalaach hi hoti hy hum sy is type ki mistakes krwate hy aur hum aisa step le lety hain jis ka humein wazeh nazar aa raha hota hy k yeh good nahi hy hamary lye phr bhi hum yeh soch kr kuch extra risk le lety hain may be at the end situation hamare haq mn a jae aur extra benefit gain kr lein yehi soch dar haqeeqat tabahi ki cause hoti hy is sy bacho jitna mumkin ho ske vrna doob jao gy
                • #23 Collapse

                  Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

                  Assalamualaikum
                  G yeh ap nay baat bhot important ki hai trade start karty waqt humay apnay main balance ko mind main rakh Kay decision Lena chahe jitna balance ho ga us hisab say hi lot size b select Kiya jaye ga aur small account account ho to 5 cent say zayda kabi b lot size select nahi karna chahe agr hum is say zayda karain gay to risk factor pehle say b zayda bar jaye gi aur waise b new traders Kay pas itna experience nahi hota Kay wo is balance pay zayda lot say profit earn Kar sakain jab Tak trading experience na ho jaye tab Tak zayda lot size na lagain chahe zayda balance hi kun na Jana ho jaye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: # trade lete Waqt Apna lot size account balance ke hisab se len.

                    Walekum assalam bilkul Hamen jo hai buying and selling Ashok Karni chahie Jab hamare pass acche amount Hoga Achcha capital log Dube Jab hamare bypass quantity acchi Hogi To Ham apni training ko Behtar se behtar Bana Sakenge Koi isliye apni lot length Bhi Apne hisab se education ke hisab se listing threat Le Taki aapko awful Mein capital kilos hone ka Khatra Na Ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X