Friday trading bohat slow ho jaati hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Friday trading bohat slow ho jaati hai
    Weekend honay ki wajah say ziada ter Forex market USA session mai bohat slow ho jaati hai. Aaj kall USA mai halaat wesay he bohat kharaab chall rahey hain jiss ki wajah say us dollar tareekh ki sub say weak stage pay pohanch chuka hai. Aaj experts nay us dollar kay unexpected strong honay kay bawajud overall us dollar ki international value aur strength kay khatam honay ka dawa bhi ker diya hai. Iss liye bhi aaj USA market session opening say he baghair kisi proper trend kay move ker raha hai. Friday trading aur Monday trading issi tarah slow hoti hai jiss mai traders ko new trades open kernay say ijtinaab he kerna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

    G ham Friday trading bht ziada slow ho jatti h hmain chahye keh ham log bus trend ko understand Kar k lgy rhein or market ki jo b movement ho hmain us par tawaja Ni Deni chahye hmain B's bht ziada mehnat k sth Apny Kam ko jari Rakhna chahte yeh BT hmary liay bht ziada zarori h or trading styles check karty Jana chahye or khud ko agy ly Jana chahye
    • #3 Collapse

      Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

      Friday ky ilawa staruday sunday bhi ab slow ho gai hai virus ki waja sy pory global ki market giri vi hai us dollar ki value is waqt kafi down ho chuki hai kuky waha pr halat kafi kharab hain unki export bhi ruki vi phr bhi in halat mai bhi vo trading ko sath ly kr chul rahy hain Europe isi sy Asia sy boht agy nikal chuka hai kuky vo online business ko support krty hain kisi bhi halat mai.
      • #4 Collapse

        Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

        Brother aap ka tabsra bahut zabardast ha friday ko market down hoti ha tahum hamara focus market ki speed nahen semt yani market ka konsa pair ya commodity kiss tarraf move karta ha bullish ya bearish uss ke baad hum ne apne analysis ke mutabiq trade open karni hoti ha iss liay aap ki baat billkul darust ha keh market movement low ha tahum zaroori nahen keh Trading hee nah ki jaey chance ko carefully check kartey rahna chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

          aaj weekend hony ki wajah se ziada ter Forex market USA session mai bohat slow ho jaati hai. Aaj kall USA mai halaat wesay he bohat kharaab chall rahey hain jiss ki wajah say us dollar tareekh ki sub say weak stage pay pohanch chuka hai. Aaj experts nay us dollar kay unexpected strong honay kay bawajud overall us dollar ki international value aur strength kay khatam honay ka dawa bhi ker diya.ilawa staruday sunday bhi ab slow ho gai hai virus ki waja sy pory global ki market giri vi hai us dollar ki value is waqt kafi down ho chuki hai kuky waha pr halat kafi kharab hain unki export bhi ruki vi phr bhi in halat mai bhi vo trading ko sath ly kr chul rahy hain Europe isi sy Asia sy boht agy nikal chuka hai.
          • #6 Collapse

            Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

            dear asal main friday ka day closing ka day hota hay jis main markeet nay apni total haftay ki moove ka hisaaab kitaab kartay huway is main jn pairs ki moove abhi baaki hoty hay un main isay poora karna hota hay aur agar hamaray pass iska sahi experience hay to hamko chaye k ham is main friday k din main kabhi bhi koi risk na lain qk jub markeet sab kuch close kar rahi hoty hay to hamain is main koi bhi risk aur reward ka hisaab nai rakhna chaye k jis say hamain is makreet main koi mushkil ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

              Yes dear Friday ko trading bahut slow ho jaati hai isliye aapko jitni bhi senior aur expert traders Hain Unki advice hoti hai ki Jab Bhi Friday market ka last session start hota hai to aapko koshish Karni chahie Apne jitne bhi trade Hai unko close kar den iske sath vah free advice Karte Hain Ki Mande ko Jaise hi market open hoti hai to use time bhi foreign apni investment na Karen aur trading karne se avoid Karen pahle market ki movement ko aap acchi Tarah observe Karen aur uske bad hi use per trading Karen.

              Kyunki Agar jaldbaji main aap fayde ke last session ya Mande ke first session mein trading Karenge to usmein aap ko nuksan hone ke chances ho sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki agar aap fayde ko trading kar rahe hain to one day trading honi chahie ya FIR short term trading honi chahie aur Market ki close hone se pahle pahle aap hi trade close ho Jaani chahie Kyunki market Jab open hoti hai to uski Baat uski movement totally unexpected ho sakti hai aur sometime aapane note kiya Hoga Ki market Kafi gas ke sath open Hoti Hai To yah bhi aapke liye ek dangerous Baat hoti hai isliye apni Puri koshish Kiya Karen ki Friday market Class session mein trading se avoid Karen aur Market ki close hone se pahle apni sari trades ko close kar diya Karen.
              • #8 Collapse

                Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

                You are right Hamesha Friday always Hamesha wicket ka last day hota hai isliye post Mein Hamesha trading Hamesha Hamari Ho Jaati Hai isliye Hamen chahie market Ko Dekhe market ko samjhaie market ke bare mein Nache Karen Agaram market ke bare mein message Karenge to hamare liye bilkul bhi Hogi Achcha kam Karenge Forex Mein kamyabi ke liye koshish Karenge to almost all time mein milegi Agar good koshish se Forex Mein kam Karenge to kamyabi hamare liye possible ho jayegi Achcha work Hamesha maintain karte ho aap Jab Bhi Forex Mein Hamesha focus Karenge to Forex aapko Khoob kamyabi Dekha Achcha tha advantage add karne hi main aapke liye kamyabi Khoob hoti hai aapko chahie Dil lagakar Yahan per kam Kare to aap meri kamyabi very very good important ho gai
                • #9 Collapse

                  Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

                  Assalam walekum to kaise hain aap sab log Mai ummid karta hun kya aap sab log khairiyat se honge jaisa ki aapane bataya ek Friday ko market slow ho jaati hai ji ek hakikat baat hai ki Friday Kumar geet slow ho jaati hai Bihar ja hamen Friday se pahle pahle apni achievement ko pura karna chahie Apne target ko pura karna chahie weekend bare mein Apne target pura Nahin Karni chahie kyon kyon Friday ko Forex trading slow ho jaati hai yahan per Friday se hamen jyada tension Nahin leni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

                    Forex trading Mein Friday ko trading karne main isliye slow hoti Hai kyunki Friday ko market close ho rahi hoti Hai yah bhi ka last de hota Hai jab trading ki ja rahi hoti hai isliye hamen soch samajh Kar apne trading karni chahie jaldbaji Mein Koi Bhi Kam nahin karna chahie jaldbaji Mein hamesha nuksan hi hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Friday trading bohat slow ho jaati hai

                      G ham Friday buying and selling bht ziada sluggish ho jatti h hmain chahye keh ham log bus trend ko understand Kar okay lgy rhein or marketplace ki jo b motion ho hmain us par tawaja Ni Deni chahye hmain B's bht ziada mehnat k sth Apny Kam ko jari Rakhna chahte yeh BT hmary liay bht ziada zarori h or buying and selling patterns take a look at karty Jana chahye or khud ko agy ly Jana chahye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X