dear aaj kal ham sab daikhtay hain k forex markeet main hamain agar kuch learning nai bhi hai to hm is markeet k baray main information aur sahi earning karnay k liye ham kisi na kisi k signals say kaam kartay huway is markeet say acha kuch kama saktay hain laikin hamain sath yeh bhi to pata hona chaye k ham jub kisi k sath koi deal kartay hain to hamain aik month k hisaab say kitn apay karna sahi rahaiga jis say hamko earning bhi theek ho jaye aur ham markeet k signals say bhi nuksaan na karain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим