Loss kei kiya wajah ho sakti he??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Mera kheyal min insan kw lalch nhi krni chaiye aor kbhi bhi jld bazi nhi krni chaiy. is sy nqsan he hota hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Loss ki bht sary wajohat hy forex trading main sub say pahly waja km khnowledge aur km experience ki hy dusri baat yai k.emotions par controle nai rahta
      • #63 Collapse

        is ki i thnk jo main waja ye hai k ap forex ko bgair kisi planing k start kar lety hai ap apna earnng ka target nai rekhty ap bs sochty ho sari forex market ki money ab mery paas aa jay gi to ye bat apki sari money loss kar jati hai.
        • #64 Collapse

          mari to abhi shorwat hai mare account ma kuch bahi nahi hai trade ma bhai kuch nahi hai q k mai naya hoo mare account ma kuch bahi nahi hi iss lia koi tanshan nahi hai
          • #65 Collapse

            loss ki bohut sri waja hosakti hain sub sy barii eaja to loss jo ho sakti hai vo emotional hai jiss ki waja sy hum jald baazi krty hain or oh result vohi loss ki shikal main aata hai or bezaar hojaty hai iss y hamain bachna chaye .
            • #66 Collapse

              Is business me hmen loss tb hi hota ha jb hm is business me lalach se kam karty hain isi liye hmen chhae k hm is business me lalach se kam nah kareen kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu loss kar skaty hain kafi is busines me
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #67 Collapse

                Asslam-o-Alakum my dear brother forex main jase profit bohat ziada hota hay isi trah se loss b bohat ziada ho sekta hai kuin k forex aik risky business hai aur is main loss ki kai causes ho sekti hain mare khyal main ya to ap k pass abi forex ka complete knowledge aur experience ni hai aur ye phir ap ne ziada greed kia hai jis ki wjah se ap ko itna loss howa hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X