Forex trading kertay huay traders ko market ki movement ka andaza pehlay say he hota hai. Forex market mai kuch technical points ko samajhna her new trader kay liye bohat zaruri hai. Market mai sell aur buy ki trade ko movement samajh kay he open kerna chaiye. MT4 trading terminal pay traders ko yehi cheezain seekhni chaiye. Forex trading mai jab market mai price ziada ho rahi hoti hai tou buy ki trade lagai jaati hai aur issi tarah market mai jab price Kamm ho rahi hoti hai tou sell ki trade open ki jaati hai. Traders ko movement ko daikh kay aur trends ko samajh kay he trade open kernay mai faida hota hai kabhi bhi trends kay opposite trade open nahi kenri chaiye kiyu kay uss say hamesha nuqsaan he hota hai aur aisa risk lainay say koi faida nahi hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим