trading confidence k sath karni chahiye tab hi hum successful ho sakte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee han bilkul aap ne sai kaha hai bhai trading confidance ky sath he karni chahiye jub he aap success ho sakty hain warna loss he hoga apko khud par confidence hai to aap zaror jetain gy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes dear ap ki baat sahi hai forex mein success k liye confidence ka b ek ahm krdar hai forex market har time up or down hoti hai is liye agar ap ki trade mukhalif b ho jaye to ghabraye mat ek had tak tp or sl set kr dein
      • #33 Collapse

        dear apne theak kaha hai humay forex trading mai confidence k saat he trading karni chaiey kiu k yahe waja hoti hai hum forex mai apne experience k saat confidence say trading kar k much profit easily earn karlte hai forex mai ayhe waja haik loag is kaam mai daily time dete hai us say unka confidence level b acha hota hai
        • #34 Collapse

          brother yeh baat toh bilkul sahi hai k humein trading confidence key sath karni chahiya magar confidence correct knowledge key sath ata hai aur jitna appka experience barega uthna hi appka confidence level bharta jayega.
          • #35 Collapse

            G Bhai ap theek kh rhay hai.Profitable or successful trading krnay k liye trader ka apni strategies pr B confident rhna b bohat zroori hota hai Q k agr B confident nhi hoga to trader ko tenshion rhay gi ro fear rhay ga loss ka isi liye B confident or fresh mind k sath hi trading krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #36 Collapse

              Jee bilkul trading full confidence kay saath karni chayie aur confidence tab hee aye ga jab ap ko ise forex trading par pura uboore ajai ga ise liye forex ko learn kartey rahiain aur demo account par new strategy bana kar ise ka result dehkain aur market ko dehkain.
              • #37 Collapse

                Han dear bilkul hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or confidence bht zarori hai hmy chahiyeh mehnat kry
                • #38 Collapse

                  yeah frind u..r , right ...hm sb ko confident ho k krni k hm zarror kamiyab hone gye or hamare mhent successful ho gye ...bs yahi bt zahan ma dal k kam krna chahae k ham zarror kamiya
                  • #39 Collapse

                    g han forex trading mein apko chahiye ke ap is mien hamesha trading poore confidence ke sath is mien karen aur kabhi bhi ap panic nahi hon isko aga ap deeply seekhenge to hi ap is mein kamiyab hosakte hian.
                    • #40 Collapse

                      Forex trading key doran confidence buhat zarori hota hy aur is sey aap saheeh decision ley saktey hain, jis ki waja sey aap loss sey bach saktey hain aur profit bhi acha ho sakta hy. Jin traders ka confidence strong nahi hota unhain demo account main ziada sey ziada practice krni chaheye takeh un ka confidence increase ho sakay.
                      • #41 Collapse

                        g han ap jab order lagty hein tu dear pehly trend ko find ker lein k trend kon sa hai ager jab ap ko trend confirm ho jeay tu ap is men apna order ko confidence k sath laga ker relax ho jaein
                        Success is the Best Revenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Forex trading business mein ap confidence se trading us waqt hi kar saktay han jab ap forex trading business mein learning hasil karain gay forex trading business mein learning knewledge experience hasil kar k profit earn Kar saktay han aur forex trading business mein confidence se trading kar k acha profit earn Kar saktay han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X