Tukky say trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji haa aesa possible he kiyu tukka to kabhi kabhi sahi lag bhi jata he lekin kab tak tukke se kaam chalaoge bhai tukke se kabhi success nahi mili kis ko tukka ek bar ya zyada se zyada 2 se 3 bar lagjayega bar bar tukka kam nh ata ye sab jante he isliya behtar yehi he ke aap forum & demo account se phele knowledge le phir kaam start kre.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      my dear friends forex trading market main tukky se trading bilkul nai karni chahiye. forex main trading sirf market ka analysis kar ke or market ke trend ke mutabik trading karni chahiye.
      • #33 Collapse

        aoa bhaio forex mey teer tukkay nai chelaty ager ferz be karo chel be jata hy tow wo 1 dafa ya 2 dafa trade kerny kay baad itna bara loss khay ga kay aus ka account wash ho jay ga humesha forex ki trading mey planning key teht hi trade hoti hy forex ka knowledge hona boht zaroori hyforex ku mkt ko watch kerna demo account ko barha kerna yah sab teer tukkay mey nai planning key teht ati hy
        • #34 Collapse

          kuch had tak to main is k baray main kaha ja sakta hai k baaz oqaat tukay say trading say faida hasil kiya ja sakt hai laikn yeh her waqt mumkin b nahain hai.
          • #35 Collapse

            Assalam u alikum friend, yhe to aap ne tukke wala short cut nikala hai friend, jo bhi new commers aaty hai wo yhi kerty hain k tukka lag gaya to lag gaya warna loss, to humein chahiye k proper forex trading ko samjhein or phir trading kren agar hum samjh ker kren gy to ziada profit k chances se banisbat tukkuon k.
            • #36 Collapse

              Jeehan bohat say log tukkay trading kartay hain laikin us say unko koi khas faida nahin hota kabhi tukka chal gaya to profit warna sara loss aur majority aisa forum walay account pur kartay hain kyunkay yeh bonus hota hai.
              • #37 Collapse

                Jesa k hum sab janty hain k forex aik international business hy to iss main aik baat app mind main zahin nasheen ker laen k knowledge our experience k bagheer kabhe bhe successful trader nahe ban sagty hain
                • #38 Collapse

                  g pa ki batt thaek ha k hun tooky say tred karty hain es main hum ko bohat sara loss hosakta ha kun k mujy experience huwa haa so ap bi perhaz karewn gg
                  • #39 Collapse

                    aslamopalaikum according to my experience some people do it when market is going up then they trade with heavy leverage then market can turn back so they may be loose some amount .....
                    • #40 Collapse

                      ji bhai ji is main kisi bhi kism ka koi shak nhi hi ks is main ap ko profit mil skta hai laikin is main hota ye hai k is main kam krny se ap ko i smain ziada se ziada profit milta hai is main akm krna thek hai laikin is main tukky se akma nhihota hai i smain kam kny
                      • #41 Collapse

                        ma ap ki baat sy agree karta hu hamay tuka tradinng bilkul nahe karni chae ha hamay hamari aik galti ki waja sy sara balnce zaya ho sakta ha hamay chae ha k hum soch smj k sth tradinng kary tuka tradinng ma faida kam aur nuksan zeyada ha
                         
                        • #42 Collapse

                          asslkm mere bhai min app ko bataa data hoon 3es sday hm koo kafi faidaa hotaa haa ye achaa kam haa es say hm bohat kch earn kar sakty haa es liee hm koo es kam koo karna chye ye achaa kam haa i likee it soo mch
                          • #43 Collapse

                            G main tu forex trading mein abhi new hun main ne abhi trading start nhi ki aur learning kar raha hun learning k bad trading karun ga likn tukky se trading nhi karun ga kiok tuka kabhi kabhi kaamzab hota hy aur ziada loss hi hota hy
                            • #44 Collapse

                              Dear hmen is business me tukky se kam nahi karna chahe hmen is business me mehnat se kam karna chahe hmeshah agr hm is business me tukky se kam karty hain tu hmen loss ho sakta ha is business me isi liye hmen chahye k hm is business me mehnat se kam kiaa karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                nahi bhaui jaan mai apki ioss baat say agree nahiu karta kyun k iss mai kafggi zyada risk hai isss ay hamara account band b ho sakta hai kyun k market ka kuch nahi pata chalta jab marzi agay peechay ho jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X