Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aaj aapko bolenge bahan ke Hawale se kuch important information Dena Chahta Hun Ki yah indicator kya hota hai aur yah kis basis per kam Karta Hai ummid karta hun aapko meri post Pasand Aaegi.
What is Bollinger Band:
Dear members Bollinger band Ek Aisa indicator Hai Jo Humko moving average aur deviation ki basis per Kuchh calculation Deta Hai Jisko learn Karke Ham trading kar sakte hain aur apni trading ko profitable or effective banaa sakte hain.
What is Lower Band :
Jab aap average value main deviation ki value ko minus karte hain to use value ko lower band kaha jata hai agar aap bollinger band apply karte hue deviation ki value to se multiply Karte Hain To fir aap aap deviation ki Valley ko double Karke usmein se Les Karenge aur aapka Hua Lower band ah jaega for example Agar aapki deviation ki value 2.5 I hai to usmein aap 5 ko less Karenge to Aapka Lower band ah jaega.
What is Upper Band :
Aapke pass Jo standard deviation ki calculation aati hai agar vah calculation aap aap average value ke andar add kar dete hain to use value ko aap upper Band Ke sakte hain agar aap standard deviation kasise Dur hote hain to usmein aap deviation ki value ko double Karke average value Mein Plus ka Dete Hain Jiske bad aapke pass Jo value aati hai usko upper band Kaha jata hai.
Main ummid Karta Hun ki aap ko meri post acchi lagi Hogi aur aapke liye bahut jyada informative Hogi aap meri post per thanks bhi Karenge aur iske sath sath is per reply bhi Karenge

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим