thore knowledge our experience k nuqsanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thore knowledge our experience k nuqsanat
    helo dear friends jesy k ham sab jante hain k trading aik bohat hi zayda profitable business hai lekin is business main kamyabi good knowledge and experience par mambi hoti hai agr aap k pass acha knowledge and experience nahi hai to aap is business main kamyaab nahi ho sakte hai kam knowlegde our experience k buhat zayda nuqsan hotey hain sab se pehly to ye k thora knowledge aap ko over confidence kar deta hai ku k aap shuru main to thora profit le lete hain lekin jab aap bara risk lete hai to aap k pass acha knowledge nahi hota hai our aap ko buhat loss ho jata hai is k ilawa thora knowledge aap k luye is liye bhi khatrnak hai k aap sai wakt par sahi faisla nhi kar pate hain our loss lete hai is liye jaha tak mumkin ho aap trading ko seekho our demo account ko daily base par use karo our apna experience increase karo our achy trader bano
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

    hello is business and work mai new users boht zyada mar kha jaty kuky unhy pta nh hota ky unho ny kya krna hai kesy krna hai kidr krna hai and quality of post kesi honi chahiye unko policies ka nh pta hota bs ye hota ky hum pesy kamany lg jay to ye impossible hai pehly forex ko time dena prta phr kahin ja kr trading sy earning shuru hoti Thanks.
    • #3 Collapse

      Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

      dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay forex k baray mn knowledge aur experience bahot zroori ha keun k knowledge aur experience k baghsir forex trading mn kamyabi mumkin naen isliay new join krnay walaygorex k baray mn achhi trh knowledge aur trading experience gain kr k trading kren
      • #4 Collapse

        Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

        Forex Trading me kam knowledge aur experience hamen tukke lagane pe majboor kardeta hai aur hum achi tarah se trading nahi kar pate jo hamari leye behatr trading sabit nahi hota. Hamen chaheye k hum achi trading k leye ziada se ziada knowledge aur experience ka hosol karen. Knowledge ka har jagah pe apna aik khas muqam hai. Is se hum achi tarah waqif hen. Forex trading me knowledge ki waja se hamara skill level up ho jata hai. Jis hamen trading ki analysis me bohut had tak asani hoti hai. Knowledge k bagher forex trading ki techniques samajhna nehayat mushkil kaam hai. Forex trading real account me shoro karne se pehle hamen knowledge me izafa karna hoga jo hamari kamyabi ka khas waja hai. Forex trading me knowledge ki waja se ye hamen experience melta hai jo k hamare trading me bohut tak kamyab banati hai.
        • #5 Collapse

          Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

          Assalamu Alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai abhi bhi Hamen kam knowledge and experience ke sath risk lete Hue kabhi bhi trade mein Apni trade open Nahin Karni chahie Kyunki yah FIR Hamare account ke liye bahut risky ho jata hai hi Hamesha jab tak aap market ko acchi Tarah Se samajhna Le kabhi bhi trade open na Karen Forex trading aapse bahut jyada knowledge aur experience ki demand karti hai agar aap ismein kamyabi Chahte Hain aur usse acha profit Hasil karna chahte hain to
          • #6 Collapse

            Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

            Islamic Mere prayog rikhs trading business Mein Uske knowledge ke aur uske bahut jyada hi Kyon Agar Ham kam knowledge experience ke sath market Mein trading Karenge To Hamen kabhi bhi ismein kamyabi Husan Nahin ho sakti Nahin Ham usmein apne liye learning kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

              Agar aap reading ke about proper knowledge and experience Nahin rakhte to aapko loss hoga agar aap proper kisi chij ke bare mein Nahin Jante to aap usmein work kaise kar sakte hain sabse pahle agar aap forex market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap Jyada Se Jyada knowledge and experience hasil Karen then hi aap acchi trading Karke ismein easily work kar sakte hain.... knowledge and experience ki base per hi aap acche trader Ban sakte hain....shukriyaaàaaaa
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: thore knowledge our experience k nuqsanat

                Forex mein theory knowledge aur experience dono must hain kiun experience knowledge say hi ata hay is liy hmain knowledge aur experience main say ksi al pay depend kar kay dosry ignore nai krna chahiy kiun Forex asa business hay jis main hmain har field ko improve karny ki zrurat hay phr hi ham professional tariky say trading kar skty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X