greed ko door bhagana bht mushkil hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed ko door bhagana bht mushkil hai
    greed ko door bhagana bht mushkil hai seniors se request hai k wo apna experience share karain k kese greed se door raha ja sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ha g market me aah ke greed or b bar gata ha to app ko rokana hoga just appne dekha ka market sell ka ha to sell karna shoro kya asa nahe karna appko khob mehnat karka
    • #3 Collapse

      You are right dear brother greed say us time jan chor saktay ho but emotional control may hongay agar emotion control may nahi hongay our greed our motional 2no attack kartay hai our loss bahot ziyda ho jata hai is liyeh sub say pehlay emotional game control karo
       
      • #4 Collapse

        saalam bhai jee app foex mein kaamkarna chahtayhin tu app ko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin aur laaluch se dur rahin yaah app kaay liye acha hai
        • #5 Collapse

          saalam bhai jee app foex mein kaamkarna chahtayhin tu app ko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin aur laaluch se dur rahin yaah app kaay liye acha hai
          • #6 Collapse

            g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k hum yeh greed ko avoid nai kar sakty and na he yeh khtam hoti hai kyu k yeh har insan k andar naturally he hoti hai and but we have to try.
            • #7 Collapse

              buy or sell was not a wrong. wrong is when we should be out of the market both profit or loss. Most of us fear loss of profit but dare hold.
              • #8 Collapse

                g haan g bilkul greed sey hmyn door he rehna chahye greed bohat buri cheez hai iss sey door bhagana bohat mushkill hai ye aik baar lag jaye tuu iss sey kafi nuqsaan hota hai oor banda iss sey door bhe nae bhag sakta ...
                • #9 Collapse

                  g haan bai ap ki baat b kafi had tak theek hai jab ksis trader ko faida hasil hota hai to us k mind main money ki habas usay greed show kernain per majboor ker dayti hai.
                  • #10 Collapse

                    g han forex bsueinss ak bht hi zyda lalachi buseinss hai is lye is main ham apne lalach ko kam nahi kar skte hain magr is main hamen lalach ko khtm karna hi ho ga nahi to hamen is main se loss hone k chance bht hi zyda ho skte hain ku k lalach ak buri bala hai.......
                    • #11 Collapse

                      greed ko khatam krna itna zyada difficult nhi ha jitna zyada ap smjh rhe hn. agr ap patienc ko apny andar create krty hn to aisa impossible nhi ha k ap lalach kiye begair apki trading ko kr sake, sirf ap k andar patience hona chahiye.
                      • #12 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me greed ko khtm karna bht mushkil ha is business me hmen greed ko khtm karna ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me sbr se kam kareen or is business ka experince har jagah se hasil karen tb hi greed khtm kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Trading main greed ki wja say boohat problem ho jaati hai.iss liey pehly learning or study zarori hai.agar hum learning kay baad kaam karain gay to phir hum apny greed ko control kar kay iss field main achi earning lay sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan me ap ki is bat sey agree nahi hoon aur na he aisi koi bat hey laluch ko apney ander sey khatam karna koi mushkil kam nahi hey bs ap jab be profit earn kia karen us din koi aur trade na kia karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X