Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market me traders ki planing kia honi chaye?
    Forex market me traders ki planing safe trading ki hona bahot zarori hay risk management ko jab tak priority nahi di jaye gi traders ka koi be trading plan kamyab nahi ho saky ga, risk ko jetna minimize kia ja sakta hay etna es ko karna chaye agar ham baghir hi risk ko reduce key trading karen gey to es ka matlab yahi hota hay key ham baghir planing key hi trading kar rahy hoty hey jes me bahot hi zeyada nuqsan trader ka hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

    forex trading me jab bhi aapane Koi trade open karni hai to sabse pahle aapane apni planning karni hai koi bhi trade aap short term trading ke liye kholen your long term trading ke liye kholen to aapane apni trade mein hamesha apni planning ko dekhna hai ki aap kitna profit is muscle kar sakte hain aur aap ko kaun si trade karni chahie aapki trading mein a jaaye to aap isliye trading mein main bhi kar sakte hain aur profit ko handle bhi kar sakte hain aur aisi situation jismein aapko loss ho aap usko perfectly handle karke apni trading co avoid bhi kar sakte hain aapane trading mein jab bhi Koi trade lagani hai yah trade open karni hai to aapane apni planning ko focus karna hai aur vajah se aap trading mein kamyab ho sakte hain aur han trader kiye duty hai kya trading mein apni planning ko perfect banakar acche aur kaamyaab trailer ki tarah kam Karen
    • #3 Collapse

      Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

      hamy trade ko be soch samj kar lagana ho ga hamy aik time man aik he trade lagane chahey hum is main sahe trade laga kar profit hasil karty hain agar hum is main galt trade laga dy gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy market ko achy sy analyses kar ky indicator ko use kar ky news ko watch kar ky is main trade lagane chahey
      • #4 Collapse

        Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Forex market me traders ki planing safe trading ki hona bahot zarori hay risk management ko jab tak priority nahi di jaye gi traders ka koi be trading plan kamyab nahi ho saky ga, risk ko jetna minimize kia ja sakta hay etna es ko karna chaye agar ham baghir hi risk ko reduce key trading karen gey to es ka matlab yahi hota hay key ham baghir planing key hi trading kar rahy hoty hey jes me bahot hi zeyada nuqsan trader ka hota hay.
        Assalamu alaikum ji bilkul 1 best trader vohe hota hai jor isko manage karna acche se jaanta hai jab tak aap trading mein main 100% sure na ho ki aapko vah trade profit dekhi aap kabhi bhi trade mat lagaen palke a nice opportunity ka vate Karen aur fir se acche se market ko analyse karke a apni planning karke strategy use karke trade lagaen otherwise aap ko nuksan ka samna karna pad sakta hai kyunki agar aap har opportunity per risk lekar trade laga denge to aap aap kabhi bhi apni earning increase nahin kar payenge kyunki aise aap emotions mein aakar apna account wash KR sakte hain aur aap ki sari mehnat zayay ho sakti hai rich ko manage karne sikhen aur apni safe trading Karen
        Last edited by ; 06-08-2020, 04:13 PM.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Forex market me traders ki planing safe trading ki hona bahot zarori hay risk management ko jab tak priority nahi di jaye gi traders ka koi be trading plan kamyab nahi ho saky ga, risk ko jetna minimize kia ja sakta hay etna es ko karna chaye agar ham baghir hi risk ko reduce key trading karen gey to es ka matlab yahi hota hay key ham baghir planing key hi trading kar rahy hoty hey jes me bahot hi zeyada nuqsan trader ka hota hay.
          Dear membermember for US market mein trading keep learning ke liye hamen chahie kya humse trading ka hona bahut jaruri hai cute hai jab tak Ham risk management ke sath hi Ham kam karte Hain to hamen chahie ke Ham sathi agar Ham chahte hain aur iski management karte Hain to isase hamen bahut jyada achcha ho sakta hai isliye hamen chahie ke naam trading coronavirus karte hue Apne experience ke sath kam Karen hamen is se fayda ho sake
          • #6 Collapse

            Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

            hanji dear jab aik trader trade lagata hai to us kay liye sab say pehly market ka analyses karna hoga jab market ka anlayses karey ga to pata chalay ga kay market ki movements kiya hai market hamari favour mein hai kay hmary against ja rai hai is liye market ki movements ko samjhna zarori hai tab hi ham kamyaab trade laga sakty hein is liye forex news ko bhi importancedaini chahye is say bhi hamein pata chalta hai hamein information milti hai tab hi ham market mein kamyabi hasil kar sakty hein.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

              Yes. Forex market ma ik trader ko ye sochna chahe k iska capital b safe rahy or isy kuch had tak profit b ho jae. Forex forum ma achy capital k sath small lot ko use karna he sb ay best hota hai. Forex ma hamesa sy ye he bat mashoor hai k small profit is always better than big loss. Ap small profit par khus hon gynto apko big loss recover ni karna pary ga.
              • #8 Collapse

                Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                Forex trading mein traders ki planning money management ke sath kam karna Hona bahut jaruri hai market ko watch Karke trade Karen profit or stop loss use Karke trade Karen Itni Jyada knowledge ke sath rate Karenge aur demo per practice Karke knowledge Hustle Karke kam Karenge Itna Achcha benefit Hasil kar sakte hain aur Kamyab trader Ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                  forex treader my market my planing hm ko is tareky sy karni chahiy k hm ko market ka trend phyly samjna chahiy agar hm ko market ka trend smaj my ajata ha r hmara analysis market k trend k motabik hta ha phr chahay hm jtny pair's ki b tread lagau hamare koi b tread loss my ni jati ha hm ko yaha soch smaj k hmysha kam karna chajaiy yaha hm jald bazi k st jo b kam kary gy hamara kam.loss my jay gy hamare treads loss my jay gi jb tak.hm market ka trend ni smajy gy hmu analysis ki b ni smaj ay gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                    Forex trading mein agar Ham acchi earning karna chahte hain to Hamen chahie ke pahle apni learning ko improve Karen tab real account mein kam Karen to Hamen achcha fayda ho sakta hai per x trading mein Hamen money management ka Khas khyal karna chahie aur jyada risk nahin Lena chahie jisse Hamen nuksan Ho farex mein vahi log na kam hote Hain Jo jaldbazi karte hain per x mein Hamen thoda thoda karke earn karne ki koshish karni chahie tabhi Ham achcha fayda asar kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                      Forex market Mein traders ki planning ki honi chahie ke vah apne kam ko best Banaye apni working per focus Karen Achcha knowledge experience and Silk Karke best trade lagaen aur Jyada Se Jyada acchi earning karne ki koshish karen Agar Ham Forex ka proper time Denge apni working ko best banaenge Apne learning per focus Karenge aur Full focus and concentration ke sath apni trade open Karenge To Ham Jarur Kamyab Honge aur Achcha profit Hustle Karke successful trader band Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                        Ji han hamen apni trade ko achcha banane ke liye sabse pahle planning karni hogi aur planning ke sath sath management strategies ko create karna hoga jaisa ki Ham jante Hain ki achcha trader banne ke liye sabse pahle Jo planning ki jaati hai vah learning learning ke bad knowledge increase Kiya jata hai knowledgeable please ho jata hai to practice and experience to increase Kiya jata hai kyunki forex business mein sabse jyada experience aur practice for importance Di jaati hai aur iske bad apne account ko sev banana boss members hote Hain jinke paas little amount mein bonus hota hai aur vah trade lagana start kar dete Hain magar yah kam galat hai pahle bonus Koi karta kiya jaaye tab jakar trade lagai jaaye otherwise train na lagai jaaye kyunki jab insan sabar karta hai to sabar ka phal meetha hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                          Forex trading mein agar Ham achcha fayda asel karna chahte hain to Hamen pahle apni learning ko improve karna hoga aur ek plan ke matlabi Forex trading mein kam karna hoga Hamen koshish karne chahie academic per jyada Se jyada practice Karen ke apne experience kobita karke farak Se achcha fayda asalkar sake.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                            Forex trading mein agar Ham achcha fayda asar karna chahte hain to Hamen Forex trading co apna personal business samajh Kar kam karna hoga iski learning kaun prove karna hoga proper time Dena hoga jitni jyada main ke sath Forex trading mein kam Karenge to Hamen achcha fayda ho sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market me traders ki planing kia honi chaye?

                              Jab trader market Mein trading karne lage to use sabse pahle market ka analysis karna chahie market ki Munh Mein ko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Karni chahie Jo trader market ki moment ko acche tarike se Samajhta Hai vah trater market Mein trade bhi acche tarike Se Laga sakta hai Sabse pahle To Hamen market ki moment ko dekhna chahie Hamen Hamesha trading ke dauran kabhi bhi confused Nahin Hona chahie Hamen Hamesha Sab ke sath kam karna chahie Hamen Kabhi Bhi jazbaati Hoga trading Nahin Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X