forex trading main loss hony ki boht se wajohat hain jin ki base par hmain loss hota hai es liye hmain un sub factors ko avoide kar k apni trade krni hogi jis se ap forex main kamyab ho skty hain or ahi trade kar skty hain forex main sub se zaya loss hmain jlad bazi main trading karny se hota hai jis main hum market ko achi trha se smjhty nahi hai or apni trade lga dety hain tab bhi hmain loss ho jata hai es liye hmaisha soch smjh kar apni trade karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu......
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим