greed se kese bachen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    friend agar pig great results hona t also initial step work l pig efforts kar kee great results ho sakte. close friend pig work kar kee koi fish bhee chag find out kar sakte t or sikh bhi sakte t
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes, ess mien koi shak nahi k greed bohat hi buri cheez es say hameesha bachana chahiay aor iss say bachnay ky leay humain apni trading ky doran limits banani chahien aor in limit ko kabhi bhi cross nahi kerni chahiay aor dosri baat yeh ko apnay emotions ko control min rakhien aor kabhi bhi trading ky duran emotional decisions na lien kyon meray khayal k mtabiq emotions greed ki basic hien
      • #48 Collapse

        bhai mein apko greed ka ak simple method bata deta hoon jo k mein bhi use krta raha hoon aur ab mein greed se bacha he hua hoon trading mein ap apna ak target set kr lo k ap ne daily itny dollars he earn krne hain usk baad trading mt kro kuch bhi ho jaye trading desk leave krdo next day trade plan kro bs is trah ap fix target hasil kr k na greed kro gy profit k liye na he profit hua loss mein convert ho ga
        • #49 Collapse

          y dear greed say bachny ka tarika yeh hai k ap khud pay control karin or lalch na karin lalach say insan ko boht loss hota hai har businees ma chay wo forex ho yah koi or ho is liay lalach nai karni chyia apni mehant say jitna ap aram say earn kar sakty ho wo he thek hai
          • #50 Collapse

            greedy hone se bachna hai to us ki bhi practice aap demo se he sahi se kar sakte hain kiun ke jab aap greedy ho jate hain loss tab he zyada hota hai aap ko is lye aap ko greed se bachna hai to us ki bhi practice karni parti hai .
             
            • #51 Collapse

              greed se agar agar aap ko bachna hai to aap yeh karen ke hamesha plans bana kar trading karen or news ko samjhne ki koshish karen us se zyada better kahin se aap ko faida nhi ho sakta hai or loss ho to foran recover mat karen thora ruk kar kaam karen .
               
              • #52 Collapse

                sab bhai se yehi guzarish hay k humain greed yani laalaach se bachana chahye hay q k ye humara buhat loss karti hay is lye is se bacha jay to acha hay
                 
                • #53 Collapse

                  Greed to kisi bhi kaam main acha nahin hoota.agar hum greed karain gay to loss ka chance boohat zyaada barh jaye ga.iss liey apny targets kay mutabik kaam karna he theek hai.greed kar kay to loss ka chance he barhta hai.
                  • #54 Collapse

                    my dear agar hum khud per control rakhen tu greed se bach sakte hain greed waqai bht zada dangerous hai iss se hume door rehne ki puri koshish karni chahiye tab hi hum loss se bach sakte hain.
                    • #55 Collapse

                      have patience then you will not do greedy trading and in this way youbusiness ha jis me hm sbr se kam karty hain tu hm tb bhi is
                      • #56 Collapse

                        Chahy jo marzi ho jay ap ko greed se bachna hoga greed ehsi aik lannat he jo bhi es ki chaal mein phansta he boht mushkil mein chla jata he he or pher os se nikalna bhi boht mushkil ho jata he ehsi liye kehty hein k greed se hamesha bacho.
                        • #57 Collapse

                          Dear member mein greed se bachne ka jo way use kerta hoon woh yeh hai ke hum ko daily trading profit set kerna chahiye investment ke hisab se and jub yeh target achieve ho jaye to us din trading close ker deni chahiye is way se mein greed se zyada ter safe rehta hoon ,,,
                          • #58 Collapse

                            dost greed say buchany ka bohat asan hal yeh ha k hum apni trade emotional less aur cool mind ho k karain.. agar hum apnay emmotions pay cntrol kar lain to hum thek wakat main thek faisla lay saktay hain..
                            • #59 Collapse

                              Aslam o alikum janab mere khayal ma ham greed par control karsakte hain iss liye k greed se hamesha loss hi hota hai iss liye daily ki ak average rakh lain bs os ki earning karin ye beter hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex is the name of knowledge and experience. jis bande kai pass jtna acha knowledge and experience ho ge wo utna he kamyab ho ga is business mai. knowledge and experience sai banda greed sai easily bach jata hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X