Loss se darny waly safe trading kerty han.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se darny waly safe trading kerty han.
    Dear forum members humain forex main humyshan safe kam hi kerna chahiay q k market per koi trust nhi k ya kisi bhi wqt kis side main move kerny lagy ager humari trade risky lagi hoti ha tu is se humara acount bht juldi wash ho jta ha humain apny acunt ko safe rakhny k liay humyshan safe trading hi kerni cxhahiay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

    hamy is mai loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy market ko achy sy samj kar is man trading karne chahey hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bahcta hai hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey ya asa karobar hain jo ky kabe be band nahe ho sakta yai aik legal karobar hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

      Hamen nuksan se Darna Nahin chahie Hamen Sabar karna hoga aur Hamen nuksan se learning ****l Karke kam karna chahie nuksan Hamara sabse bada Ustad Hai Hamen is se Sabak sikhana chahie aur FIR Hamen next time market Mein kam karte hue Soch Samajh Kar apni galtiyo ko khatm karke kam karna chahie Is Tarah Ham 100% kamyabi Hasil kar sakte hain Forex Ek bahut bada business hai aur yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham ismein Agar hardworking Karte Hain To Hamen kamyabi mil Jayegi
      • #4 Collapse

        Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

        yes dear, hmain safe trading hi karni chaiay aur soch samajh kar market ki situation ko daikh kar decisions lain, ta k baad ma pareshani na ho, hmain loss ko mind ma rakhna chaiay aur us sa bachnay ki har mumkin koshish karain, sabr k sath acha entry point muntakhib karain, jaldbazi sa bachain aur small lot k sath riskfree trade karain
        Last edited by ; 06-08-2020, 08:18 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

          Yes you are right dear loss Sy darny Waly safe tradings krty hn kunk wo janty hn k in ki Zara si ghalti ya ghaflat in ko loss Dy sakti Hy isily wo forex trading mn kaam Karty huy apna best time Dany ki koshish krty hn taak k uny loss naa ho or wo acha profit hasil kar saken kyunki Forex trading mein Hamra maksad profit hasil karna hi hota naa k apna loss krna isily sadly trading krna hi expert logon kaa kaam hy
          • #6 Collapse

            Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
            Dear forum members humain forex main humyshan safe kam hi kerna chahiay q k market per koi trust nhi k ya kisi bhi wqt kis side main move kerny lagy ager humari trade risky lagi hoti ha tu is se humara acount bht juldi wash ho jta ha humain apny acunt ko safe rakhny k liay humyshan safe trading hi kerni cxhahiay.
            Sev trading trading karna ek hi Kamyab trader Ki Nishani Hoti Hai Kyunki Ek Kamyab trader Hamesha Yahan per loss ko Samne rakhte hain aur is Baat Ko mind Mein rakhte Hue Yahan proper money management ko follow karte hue trading karte hain aur big risk Lene se avoid Karte Hain Jab Ham is market mein big risk Lene se avoid Karte Hain To Hamen Yahan Achcha bonus bhi mil sakta hai Kyunki agar aap Yahan risky trading karte hain aur Big Lot size ka use karte hain to aap apna account is market Mein long time ke liye saaf Nahin Rakh Sakte aur jab aapka account yahan se nahin hoga to Aap Yahan Se acchi earning bhi Hasil nahin kar Sakenge so aapko always Yahan per patient ke sath trading karne chahie Kyunki Jitna aap ke andar Shabd Hoga itna hi aapke yahan se Acha profit Hasil kar Sakenge loss se Darne wale members safe trading karte hain Kyunki Yahan unhen Apne account ki safety Ka Dar hota hai aur account ki safety Hamare liye first priority honi chahie
            • #7 Collapse

              Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tallatmehmood پيغام ديکھيے
              Dear forum members humain forex main humyshan safe kam hi kerna chahiay q k market per koi trust nhi k ya kisi bhi wqt kis side main move kerny lagy ager humari trade risky lagi hoti ha tu is se humara acount bht juldi wash ho jta ha humain apny acunt ko safe rakhny k liay humyshan safe trading hi kerni cxhahiay.
              Assalam o Aluikum! Dear forex members, Forex ttading man saber sa bhot zayada kamyabi hasil ker sakta han. Air ager ap ak kamyab trader aur bara profit hasil kerna chahta han to apko b saber kerna seekhna hoga. Forex trading man zayada ter trader sa saber ni hota aur wo apna trade lagana k forun bad he trade k profit man ana ka intezar kerna start ho jata han. Aur tension lena start ker deta han. Aur saber n hona ki waja sa wo fustration man a ker trade vlose ker deta han. Aur kuch he time bad jab wahen trade profit man a sakti ha dakh ker mayos ho jata han. Dear members forex trafing man ager ap saber seekh len to apko koi b dosri cheez profit sa ni rok sakti. Asa trader jin sa saber ni hota unko chaheye k wo apni trade entry k sath he trade exit b decide ker len. Is terha ap trade laga ker mt4 ko close ker den. Trade khod he exit point per ja ker profit man close ho jati ha. Is terha apki be sabri apki trade ko koi nuqsan nahe poncha pati ha.
              • #8 Collapse

                Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

                Forex business ma kam kerty hoa hamain loss sa avoid kerna chahiya.Jab hamarain pass ache knowledge aur ache experience ho gha hamain loss nahi ho gha.Jin trader ko loss nahi hota os logo na ache mahnat ki hoti hain aur wo ak expert trader ki misal hoti hain.Loss sa bachney wala hi ache kamyabi hasl ker sakta hain.Loss hamain osi time hota hain jab ham koi mistake kerty hain ya ham lalach kerty hain bina kisi waja k aloss nahi hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

                  Assalam o Alikum,..
                  G han bikul jo trades trading ma apny mehnet sa kamay hoye bonus ko yad rkty hein r apny loss sa dart hein to pir wo trading full constration k sat krty hein r pir wo aca profit kamaty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

                    G han ap ne bilkul thk kha hy jo log loss say dertay hain aur loss say bachnay ki koshish krtay hain wo safe trading krany ki koshis krtay hain. Thora lekin profit able trade ko tarjeh detay hain. Aur stop loss aur take profit to lazmi set krtay hain. to saft tradeing kaliye stop loss aur take profit lazmi set krian.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

                      Forex trading main Jo members loss se drte Hain woh hmesha save trading krte hain or market ki situation ko dekh kar trading krte hain Woh Soch Smjh kar trading krte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

                        Ji Ham Sab cal or se Darna Nahin chahie mehnat Karni chahie aur kamyabi Hasil karne par focus karna chahie so Yahan per kam karne ke liye Ham Sab Ko chahie Forex ko Apna life partner banale aur regular kam Karke kamyabi Hasil Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se darny waly safe trading kerty han.

                          Hamen nuksan se Darna Nahin chahie Hamen Sabar karna hoga aur Hamen nuksan se learning ****l Karke kam karna chahie nuksan Hamara sabse bada Ustad Hai Hamen is se Sabak sikhana chahie aur FIR Hamen next time market Mein kam karte hue Soch Samajh Kar apni galtiyo ko khatm karke kam karna chahie Is Tarah Ham one hundred% kamyabi Hasil kar sakte hain foreign exchange Ek bahut bada commercial enterprise hai aur yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham ismein Agar hardworking Karte Hain To Hamen kamyabi mil Jayegi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X