dear maine baut saray experts traders say yeh sunna hay k hamain forex markeet main ziada say ziada overtrading karnay say avoid karna chaye qk jub ham markeet main overtrading say kaam kartay hain to hamaray liye lose ziada tar hota jata hay jis main hamain nuksaan he nuksan hota jata hay laikin mairay khayal main agar hamaray acount ka balance acha hay to hamain aisa risk lainay main koi bhi harj nai hay agar ham mrkeet main achi skills rakhtay hain to hamain jub sahi confirmations hay k ham markeet main kis had tak achi earning kar saktay hain ham markeet main kitna risk lay saktay hain agar ham aik week main acha earn kar chukkay hain to hamain phir bhi is main aik shikaari ki tarha say kaam karna hoga aisa nai hay k ham aik baar earn kar chukkay hain to dusry baar hamain lose he hoga agar ham aisay kaam akrtay hain to ham makreet main apnay experience ki kabhi lose k dar say barha nai saktay hain jisk liye hamain risk laina he hoga qk jub hamaray pass aik strong account hay to hamain lose ka koi bhi fikkar na kartay huway markeet main apnay knowledge k hisaab say risk lainay main koi bhi harj nai hay jis say agar hamain lose bhi hota hay to hamain phir bhi kuch na kuch seekhnay ko mil sakta hay aur agar ham overtrading k dar say markeet main out ho jatay hain to ham bravely markeet main kaam nai kar skatay hain ham apnay account ko strong say strong tar nai kar saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим