Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.
    Dear friends forex trading ek bhot hi bey ghrzar market Hy ISI mn aksar log apna loss kr dety hn or PHR us k bd is forem py kaam krna chor dyte hn Jo k bhot ghalt baat Hy halnk myre khyl mn uny cheye k wo phly Sy zada mehnt krn taak my kamyab ho sakn trading chor Dyna ya koi achi baat no Hy AP ka Kia khyl Hy is Bry mn apna apna openion share krn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

    Los ke bad aap forex trading kuchh chhor dete Hain Jo ki bahut badi bevkuf ki hai har trader palas hota hai aise nahin hai ki kuchh stator core loss hota hai aur kuchh ko prapt hota hai jo log bahut der senior hai aur knowledge home theatre Hain unko bhi nuksan hota hai aur nuksan se aapane darna nahin hai forex trading mein nuksan ka hona aapke liye acchi hai agar aap nuksan se sikhe aur kya wajah hai kya aapko loss Ho Raha hai jab in chijon ko aap mind mein rakhenge to reading aapki acchi hogi aur aapke result positive aaenge otherwise forex trading mein loss ki vajah se jo log forest ko chhod dete Hain vah kabhi bhi jindagi mein apni trading mein kamyab nahin hote Hain koshish karenge apne trading co utilise Karen aur apni trading ko achcha Karen tab jakar aap trading mein kamyabi ho sakte hain aur chijon ko main karte hue aap apni kamyabi ke liye chijon ko achcha kar sakte hain aur aapke liye trading bhi aasan ho sakti hai trading co aasan karna aur kam ko perfect banana aapko lazmi karna padta hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aiqaspaari پيغام ديکھيے
      Dear friends forex trading ek bhot hi bey ghrzar market Hy ISI mn aksar log apna loss kr dety hn or PHR us k bd is forem py kaam krna chor dyte hn Jo k bhot ghalt baat Hy halnk myre khyl mn uny cheye k wo phly Sy zada mehnt krn taak my kamyab ho sakn trading chor Dyna ya koi achi baat no Hy AP ka Kia khyl Hy is Bry mn apna apna openion share krn
      Assalamu alaikum ji bilkul loss ki baat agar Ham kam karna chhod dete Hain to yah hamari sabse badi bewakoofi hoti hai kyunki ek successful trader wahi hota hai jo loss se learn karna jaanta hai aur lost se kab rahata nahin hai balki usko recover karne ka sochta hai trading ek aisa business hai jismein loss or profit donon ho sakte hain lekin agar loss Ho jaaye to hamen himmat nahin Hani chahie Taki ek nai sweater ji ek nai planing ke sath use loss ko recover karne ki koshish karni chahie aur ki bhi zaroori nahin hai ki hamen ek hi bar mein loss recover ho jaega lekin apne himmat nahin hath Ni hard work karna hai jyada se jyada learn karna hai to Kya market ko acche se analyse Kar paye aur apne loss ke liye actor strategy choose karni hai jis ko use karke apni loss ko recover kar sake apni planning Karen apne knowledge per confidently trade lagaen aur jyada mehnat Karen Taki aap profit gain kar sake
      Last edited by ; 05-08-2020, 05:21 PM.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

        hamy loss hny ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is main agy bar sakty hai jab hum is main kam karty howy mistake kar daty hai to hamy loss hota han hamy market ko achy sy samj kar is main mehnat sy kam karna chahey hum is main pair or currency main kam karty han hamy market ko achy sy learn kar ky is main trading karne chahey
        • #5 Collapse

          Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

          dear friend Apne bilkul sahi kaha hai Hamen loss ke bad kabhi bhi trading Ko Nahin chhodana chahie friend Forex 1 1 online international business Duniya ka koi bhi business usmein profit or loss last Mein Hota Hai Hamen lost Se Hi lesson game karna chahie aur FIR trade Lagani chahie their friendship Hamen Koi log Hota Hai To Ham Jyada Se Jyada hardworking karte hain Taki Ham Apne loss ko recover kar sake Hamen Jyada Se Jyada struggle Karni chahie tabhi Ham Forex once a loss ko recover kaise karte hain aur Forex 1 se acche earning kar sakte hain Ham Jab forest form per Jyada Se Jyada struggle Karte Hain To Hamen Forex Humse acchi earning hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

            Forex Ek bahut bada business hai kabhi bhi khatm nahin ho sakta Ham market Mein trading Karke profit hasal kar sakte hain Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain forex business Kabhi khatm Nahin ho sakta Agar Ham Kis Mein kaam karte hue Galti Karenge To Hamen Jo Pasand ho jaega Hamen nuksan ke bad forex ko corna nahin karna chahie Bal ke Hamen apni mistake ko durust karke pura Karke kam karna chahie Fir Bhi Ham profit Hotel kar Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aiqaspaari پيغام ديکھيے
              Dear friends forex trading ek bhot hi bey ghrzar market Hy ISI mn aksar log apna loss kr dety hn or PHR us k bd is forem py kaam krna chor dyte hn Jo k bhot ghalt baat Hy halnk myre khyl mn uny cheye k wo phly Sy zada mehnt krn taak my kamyab ho sakn trading chor Dyna ya koi achi baat no Hy AP ka Kia khyl Hy is Bry mn apna apna openion share krn
              Dear forex business main aapko profit bhi hota hai loss bhi hota hai lekin jo members Yahan lost Ho Jaane Ki vajah se products trading Mein working ko stop kar dete Hain To yah sab se Bari bewakoofi consider ki Jaati Hai Kyunki Yahan per loss hone ki vajah se jo members Pareshan Ho Jaate Hain aur is business ko stop kar dete Hain vah member Se Kabhi Bhi Kamyab read Nahin Ban Sakte Ek Kamyab trader Hamesha losco Sabar ke sath hi handle karna Jante hain aur Jante Hain ke Kis Tarah is lost key recovery karni hai Jab Hamen is market Mein launch ho jata hai to use loss ki vajah se pareshan hone ki vajah ek Kamyab trader use loss Kori cover karne ke liye proper planning Karte Hain ke Kis Tarah is lost key recovery possible Banai Jaaye aur jo members Yahan Apne loss ko recover kar lete hain aise hi traders long time ke liye is market se acchi earning Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                Dear ap ais market mai agar loss kar lety hai to aus k baad ap agr ais market mai dar jaty hai aor kaam stop kar lety hai to ap ais market mai kabi kamyab nai ho skaty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k bad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko hard work karna hota hai aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai acha kaam karty hai ais market mai ap ko mehnat karny se kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko hard work karny se faida ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                  Firex mai naffa nuqsan chlta rehta hai kbi aap bht profot tou aap bht nuqsan khatt hain agr aap kamyabi chahty ahin tou profit pe proudy na hon aur nuqsan pe hopeless na hon hmesha kee trah iskay chaly aur himmay na haaren aur nuqsan honay oer learning kren aur apni ghltion ko dekhen k kiis wja se ghlti hui aur ghlti ki wja dekhen aur ghlti se seekhne kee koshish kren aur hir se mehnat kren aur kamyabi kliye hopefull honk clen aur inSjaAlllah kamyabibhassil hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                    Aoa loss trading ka hesa hen lkn kbi b loss ki waja sa huma trading nahi chorni cheya agar loss o jata ha tou hosa recover karna ki khosh aur hos galti sa sabbaq hasil karna cheya agar loss hota b tou apni daily posting aur thread ko nahi chorna loss ya recover o jata ha apka account wash ho jata ha hos k bad loss recovery nahi hoti
                    ​Amir-Akram
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                      Absolutely right hmein kbi b give up nh krna aj nh to kl apko profit zrur hoga bs ap mehnat krein kam kbi b na chorain hmesha mehnat sy kam krein acha kam krein gy to acha result b mily ga dekhein loss ee to h loss b part of business h ap kbi b is sy preshan na hon bs mehnat krty jaen takay apko kamyabi mily mzboot bnain hlat to asy hoty rehty hn life m ups and downs aty rehty hn takay kamyabi mily apko to loss sy insan zyada seekhta h kbi b loss sy preshan ho k kam ko na chrain bs mehnat krty rhein sequence khrab na krein mehnat krein bs
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                        Forex trading mein hamen loss apni hi mistakes ki wajah se hota hai ismein market ka koi bhi kasur Nahin hota hai isiliye Agar hamen Forex trading mein nuksan hota hai to hamen chahie ke ham apni mistake se learn Karen Jin ki vajah se hamen nuksan hua hai kuchh member nuksan hone ke bad Forex Ko chhod jaate Hain to yah sabse badi bevkufi hai Forex trading ek proper business hai ismein hamen nuksan bhi hota hai aur hamen profit bhi hota hai to nuksan hone per hamen apni learning ko increase karna chahie taka Jin mistakes ki vajah se hamen nuksan hua hai ham unse bachake aur fir nuksan se bus saken isiliye nuksan se hamen ghabrana Nahin chahie aur hamen chahie ki hamen fresh trading mein last hone ke bad jyada mehnat Karni chahie taki ham apne aap ko improve Karke jyada kam kar sake aur jyada munafa Kama saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                          Forex market mai ap ko profit bhe hota hai aur loss bhe jab ap ko loss ho tou ap es ko aur learn krey aur es market mai achi strategy baney ki koshish krey. jis sey ap market mai achi earning hasil kr sakty ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                            Salam...yaad rakhain loss apko haar kaam mei hogaa koshish karain k dil chotaa maat karain balkay mehnat kartay rahain..kbhi kbhi loss ho jataa hai ap ne buhat mehnat ki hoty haii..hamai ni ptaa chaltaa hum kbhi kbhi choty galtian kar dytai hain jisse hamai loss ho jataa hai..lekin eska matlab yeh nahi hum dil chotaa kar lain apko chahie k ap us galty se seekhain aur next time us galty ko ignore karain ...
                            Mehnat kartay rehnaa chahie ALALH paak ko vo log buhat pasand hain jo mehnat kartay rahain baqi saaf niyaat rakho takai apko result achaa milay ..ALLAH paak ap sbko kaamyab karai aur hosla aur sabar bhe dain ameen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss k bad forex trading main working chor Dyna bhot bro bywakufi hy.

                              G han bhai me ap ki bat se agree krta hn agar ap ka forex me loss hota hai to ap ko trading nhi chorni chahiye balke aor ziada experince aor knowledge hasil krna chahiye jis ghalti ki waja se ap ka loss huwa tha wo ghalti dobara na krain tab hi ap kamyaab ho sakhtey hain ap forex me agar ek bar loss hone ke bad forex chor dete hain to is se ap kamyaab trader kabhi nhi ban sakhain gye agar ap ko acha profit chaihye to ap ko sakht mehnat aor koshish jari rakhni chahiye.
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X