greed se bachne ka koi asan hal hai tu batayen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    what is the point other traders do not wish you well, because you're not out of their pocket will earn, if everything goes smoothly, and the profits will flow to you a river. On this there is no point beginning not to trust to those who are more experienced, and gives his tips on the contrary need to listen, not every pro will give advice.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear greed se bachne ka aapko koi bhi banda koi tarika nhi bata sakta hai kahe to aisa koi tarika duniya mei nhi hai sirf ek ko chod kar wo hai aapka self control emotion par forex mei money hi money kuch log sochte hai ki jaldi se mill jaaye jisse unmei greed aa jata hai aur loss hota hai aapka self control aapko is situation se bachata hai
      • #18 Collapse

        dekhian yeh tou hamara apna nafs hae.. hum greed se usi waqt bach saktay hain jab hamara khud pe control hoga.. oe yehi sabse acha tareqa h k hum khud pe control rakhen.. kynk greedy honay se hamen nuqsaan honay k ilawa or kuch nhn ho skta hae..
        • #19 Collapse

          greed aik mind ki emotional state hoti hai jo kay control karany akay liye humain khud hi us ko rookana hota hian is ko controll karna asaaan hota hai agar aap kaam pay ziyada dhayan dain gay to ap kay liye kaam karna bhi asaan ho jata hai aur aap ka trading main skills aur strategies bhi achi ho jati hai is main kaam karna hi gred ko rokta hai.
          • #20 Collapse

            Yes ye bat sach hai k greed humari dushman hai or humen is se bachna chaye agar koi trader be honest trading kary ga hard working kary ga to wo greed se save reh skhta hai greed forex trader ki dushman hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Assalam u alikum friend jee haan greed se bach ker forex me trading kerni chahiye kyun k greed k chakker me kabhi kabhi hum apna loss ker bethy hain or phir forex business se mayoos ho jaaty hain iss liye jab bhi trading keren to iss bat ka khas khayal rakhen.

              اب آن لائن

              Working...
              X