account ko safe kaisay rakh sakten hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account ko safe kaisay rakh sakten hain
    dear member humm apne account ko safe kaisaay rakh sakten hain aggar humm soch samajh kerr trading karen to humm apne account ko safew rakh kerr ache earning haasil kerr sakten hain pherr humm kaamiyaab hon gaay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

    dear friend, apnay account ko safe rakhnay k liay hmain apni learning ko use kar k market ko predict karna chaiaay aur us k mutabik trading karain, hmesha achay entry point ka wait karain aur small lot k sath trade karain, big lot sa avoid karain q k ye aik risky faisla hota ha jo hmara account wash kar da ga
    Last edited by ; 05-08-2020, 03:22 PM.
    • #3 Collapse

      Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

      is frum ain account k demand ko pora kar rskaty hain so hamain cahhye is k b ary main learn karein gay tab hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain forum main ghr main beth k hi hum real main kam karen gay aur forum main knowldge hsail kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain forum main learn karien gay
      • #4 Collapse

        Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

        Agar Ham Apna account save Rakhna Chahte Hain To Hamen sabse pahle Achcha knowledge aur Achcha experience Hassan karna chahie Hamen market ki movement ko Samajh Kar market mein kam per bhi Ham Paisa Kama Sakenge Forex Mein Ham raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain yah business kabhi bhi khatm nahin ho sakta
        • #5 Collapse

          Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

          Pyare doston account ko saaf kaise rakhe ja sakta hai is se Murad yah hai ki aap aapko jyada se jyada mehnat karni hai aur market ke bare mein analyse karna hai aur struggle karni hai tu bhi aap apne account ko saaf rakh sakte hain aur dusri baat yah hai kya.
          Agar aap apne account ko saaf rakhna chahte Hain To kabhi bhi rules and regulations ke ingest kuchh bhi mat post Karen.
          SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

          • #6 Collapse

            Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ahmad2004 پيغام ديکھيے
            dear member humm apne account ko safe kaisaay rakh sakten hain aggar humm soch samajh kerr trading karen to humm apne account ko safew rakh kerr ache earning haasil kerr sakten hain pherr humm kaamiyaab hon gaay
            Account ko bilkul safe Rakhna Chahte Hain To usmein aap ko lot size bilkul hi minimum rakhni chahie aur apne account balance ke mutabik hi trading Karni chahie iske sath sath aapko Hamesha Soch Samajh Kar trading Karni chahie aur kabhi bhi jaldbaji Mein Koi decision Nahin Lena chahie agar aap lot size ki gel extraction Jyada karte hain aur Soch samajhkar trading karte hain to use aapka account se Raha sakta hai aur aapka account gradually increase Hota Jaega aur aap acchi trading kar sakte hain
             
            • #7 Collapse

              Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

              Hello dear Forex members 😇 agr hum apny account ki save rakhna chahaty hain to humen chahaya Kay hum trading karty time lot size ko kam rakhen or achhy say soch smj my trade lagin kbhi bhi over trading mat Karen over trading say humen loss ho jay ga is liya humen trading krny Kay sath apny account ko bhi manage krna ho ga tab hi hum kamyab ho pain gain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: account ko safe kaisay rakh sakten hain

                Ji bilkal ager ham careful ho kar trading karain gay to apny account ki safety ka khial rakhain gay. Forex market main wuhi safe trading karta hay jo apni trade analysis kay bad start karta hay or trading kay liye proper planning and preparation karta hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X