Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?
    Expert member bn'ny ky leay forex market ka basic knowledge zarori hai?
    Technical knowledge aor experience zeyada important hai ya fundamental analysis zeyada important hai?
    Demo account aor forex forum ma kesy kam kia jay ky ham expert trader bn jain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

    Dear members agar aap Forex Mein expert Rider Banna Chahte Hain To aapko koshish karne Hamen Hum Jyada Se Jyada demo account per kam Karen aur apne experian score increase karne ki koshish karen Jitna Jyada Hamara experience increased Hoga Ham Forex Mein expert reader Ban Jaenge Hamen demo account per Apne analysis ko bhi develop karna hai aur strategies ko develop karte hue demo account per test karna hai demo count bahut jyada jaruri hai demo Kaun per Hamen Apne knowledge ko aur apni information ko increase karna hai aur Aisa koshish karen ki aap apne senior traders ki guidelines ko follow karte hue Hamesha trading Karen aur Market ki up and down movement ko Dekhte Rahe aur unke analysis karte hue hi trading Karen Jitna Jyada Ham unke according kam Karenge Forex Mein easily Kamyab ho sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain senior traders prefer Karte Hain Ki expert trader banne ke liye Hamen mehnat aur apne experience per Fox karna hai aur according to the market analysis trading karni hai kabhi bhi Trend ke against trading Nahin Karni chahie Kyunki yah bahut jyada risky hota hai Hamen rules and regulations follow karte hue money management ke rules to follow karte hue trading karni hai aur apni earning ke liye struggle karni hai otherwise Jo trade Forex Mein struggle nahin karta aur na hi rules and regulations ko follow karte hue market ka analysis karta hai aur na hi Apne experience co-developed Karta Hai Aise trader kabhi bhi Fox Mein profitable trading nahin kar sakte aur na hi hi expert Rider Ban sakte hain thank you
    • #3 Collapse

      Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

      Asslamualeikum


      Topic Ka Naam : “ Expert Trader Baneney Kay Liye Kia Zarori Hai “


      Topic Ki Deegar Malomaat :



      Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….


      Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ye Hai Keh “ Forex Mai Expert Advisor Kon Hota Hai “ Or Iska Kia Kaam Hota Hai Or Iskay Kia Faiday Hoty Hain Or Hamein Expert Advicer Ki Kab Zarorat Parti Hai Or Koun Zarorat Hamein Peesh Ati Hai Expert Advisor Ki…Tu Apko Me Batata Houn..Tu Sab Say Pheley Baat Karaty Hain Keh Expert Advisors Kehtay Kise Hain…Apko Expert Advisors Ka Batane Say Pheley Apko Batana Chahoun Ga Keh Expert Advisors Istamal Khan Par Hoty Hain..Tu Expert Advisors Trading Ki Apss Mai Istamal Hoty Hain Jesy Keh “” MT4 “” Matlab MetaTrader 4 Mai Istamal Hotay Hain.Tu Ab Baat Kartay Hain Keh Expert Advisor Hotay Kia Hain..Tu Mahir Masheer ( E.A ) Asay program Hotay Hain Jo Meta Trader 4 ( MT4 ) Platform Par Chaltay Hain, Jo Algorithms Ka Istamal Karaty Howay Maliyati Mandioun Ki Nighrani Or Tijarat Kay liye Istamal Hotay Hain.Inhein Apkay Muqarar Kardah Parameters Kay Mutabiq Mokah Miltay Hain , Phir Apko Mutalah Karein Ya Khod ba Khud Koi Position Kholein.Ab Baat Karaty Hain Keh Hamein Zarorat Koun Peesh Ati Hai Expert Advisors Ki Hamein Zarorat Tab Peesh Ati Hai Jab Humare Pass Pora Din Screen Ko Deakhnay Ka Time Nhi Hota Ya Hum Kise Or Kamoun Mai Masroof Hotay Hain..Tab Hi Hamein “ Expert Advisors “ Ki Zarorat Peesh Ati Hai.Or Ab Baat Kartay Hain Keh Hamein “ Expert Advisors “ Kia Faida Detay Hain..Tu Hum Jab Farigh Nhi Hotay Or Hamein Trade Bhi Lagani Hoti Hai Tab Hi Hum Expert Advisor Ki Zarorat Parti Hai…Yehi Wo Sab Expert Advisors Ki Details Theen Jo Mne Apky Sath Share Kar Dein.


      Apko Agr Mera Post Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

        Expert trader banny key ley zarori hay key ham knowledge bahot hi acha hasil karen hamary knowledge par hi depend karta hay key ham expert traders ban saken, knowledge hi traders key ley kamyab banny ka base hota hay jab tak ye base strong nahi ho ga es time tak traders ko kamyabi nahi mil sakti hay, Forex business me expert banny key ley be step by step learning karna hoti hay 1st step me traders ko apny knowledge ko complete karny ki planing karni chaye jab knowledge complete hasil kar leya jata hay es key bad traders ko advance trading ki learning ka step lena chaye aur demo account me trading kar key apny experience ko increase karny ki koshish karni chaye, Forex knowledge aur trading experience hi kesi trader ko expert bana sakta hay, knowledge ya per experience me kami ki waja se traders kabi be expert traders nahi ban sakty hey, expert banny key ley traders ko planing par be work karna chaye trading me planing kesy ki jati hay es bary me traders ko complete learning ki zarorat hoti hay es key elawa traders ko strategies par be work karna chaye achi strategies agar traders bana sakty hey to hi wo expert traders be ban sakty hey es tarha ki step by step learning hi ki waja se traders expert banty hey aur Forex business me kamyab hoty hey, Forex business me expert banny ka process mushkil zaror hay magar namumken nahi hay, agar koshish aur mehnat ki jaye to har trader hi expert ban sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

          dear main is forex markeet main 2013 say kaam kar raha hoon aur is itnay arsay main maine aaj tak is baaray main yeah jana hay k jub tak ham forex market main practicaly kuch nai akrtay hain hamain tab tak is markeet k baray main kuch bhi sahi jankaari ka milna mumkin nai hay aur agar ham is markeet main is hisaab say kaam kartay hain k ham is main kuch shortcut lay kar kuch hasil karnay main kmayaab ho skatay hain to aisa hona na mumkin bhi hay aur aisa ho bhi nai sakta hay aur agar ham yeh samjhtay hain kaaj tak jitnay bhi experts traders ban chukkay hain unk peechay aisa kia kuch hay jiski wajha say unhain forex markeet main aisi hikmat aur earning ka miln apossibal hay to aisa kuch bhi nai hay jiski wajha say wo sab experts ban gaye hain aur ham aaj peechay agar ham is markeet main kaam ko kaam samjhtay huway kartay hain to hamain is markeet main experts bannay main koi bhi ziada wakt ka lagna ziada nai hay jis main hamain har dink hisaab say is markeet ko samhna hoga aur tab he ham is markeeet main success hotay huway yeh jaan saktay hain k kab markeet kis news say ziada kis tarf kis wajha say moove karty hay agar ham in amal ko samjhtay huway markeet main kaam kartay hain to aisa kuch bhi nai hay k ham phir is markeet main experts traders nai ban saktay hain ya ham professional traders nai ban saktay hain,forex markeet ko samjhn aya is main kaam karna ki bhi mushkil kaam nai hay isk liye lazmi hay k hamara mined ka set hona is main kuch traders seniors say pehlay he experts ban jatay hain iski wajha yahi hay k jis banday ka mined sab say pehlay sab say ziada is markeet ko samjh jata hay usk liye is main experts banna aur is main professional traders banna koi bhi mushkil kaam nai hay yeh wo markeet hay jis main experts bannay k liye ham kisi ki koi siifarish nai lagwa saktay hain ham kisi aur kisi aur sajha say help nai lay saktay hain jub tak ham is markeet ko khud achay tareekay say learn nai akr laitay hain is main practical nai kar laitya hain.
          • #6 Collapse

            Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

            expert bnne k liye ap ko bahut ziyada mehnat krni prey gi ye aik risky business hai wrna ap ko bahut ziyada loss ho skta hai ap sb se pehly is buiness ko kisi achy aur senior trader se learn krein phir is ko demo pr practice krein aur yahan tk k ap ko achi success mil jai phir ap real pr tradingg krein aur expert bn jain gy
            • #7 Collapse

              Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

              Ji ap ne bilkal thek kaha hea.expert tradr banny ke leay apke ke ander confidance hona chayea ao ke ander itni approch chayea ke apke teacher apko forex ke mutaliq jo malumat frahm karen ap unko sahi trah estmal karen jitna ap ke ander kam karne ka confidence ho ga ap utna he acha kam karen ge
              Last edited by ; 29-08-2020, 09:41 AM.
              • #8 Collapse

                Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

                Dear expert trader sab sy pehly learning or daily working k experience sy banta hai or analysis karny wala he expert trader ban sakta hai sab sy pehly daily posts kar k apna target achieve karna chahea or us k bad trading k hawaly sy sabhe posts ko achy sy read kar k knowledge gain karna chahea or demo account par practice kar k trading k hawaly sy sary steps seekhain or us k bad hamein chahea k hum seniors ki help sy demo account par trade lagayein or har ak currency ko achy sy analyze karein jis sy apko ache samjh a jaye ge k kn se currency ziada profit dilwa sakti hai...
                • #9 Collapse

                  Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

                  Forex me ap ko kamyaab trader banane ke liye kisi approach ki zarorat nhi agar ap forex me mehnat krte hain aor hardwork krte hian ziada se ziada aor apna experince aor knowledge ke saath trading krte hain to ap forex me kisi approach ki zaroorat nhi bas ap ke pass acha experince aor knowledge ho to ap forex me kamyaab trader ban sakhtey hain aor acha profit earn kr sakhtey hain bas ap ko mehnat aor lagan se trading krna ho gi
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Expert traderer bnany ky leay kya approach honi chye?

                    hamen agar aise mein apne aap ko ek expert samajhna hai achcha samajh mein to yah sochana chahie ki Ham ismein use waqt hi achcha kam kar sakte hain jab tak hamare manatu sakte hain aur hamen jyada fayda ho sakta hai aur isliye hamen bhi yah kam aasani se hasil ho sakta hai aur apne kam ko samajhne ke liye Ham jitna ki main karte rahte Hain to hamen itna jyada hi paida hota rahata hai aur ismein har insan na Kam nahin ho sakta hamen bhi agar apne aap ko ek successful banana hai achcha banana hai to jitna main karte rahenge itna jyada fayda hota rahega isliye hamen ismein Koi Na kami nahin ho sakti apne aap ko bolo na kam banaa sakte Hain jinke pass acchi mehnat nahin hoti aur vah achcha Kam nahin kar sakte hamen bhi yah kam aasani se hasil ho sakta lekin hamen apne kam ko samajhne ke liye kitni mehnat karte rahenge to itna jyada fayda hota rahega aur achcha Kam Karne Wala har insan na Kam nahin hota lekin usko uska karna kam ho sakegi jagah kaun ki limit Puri nahin ho sakti hamen bhi agar ismein aapane aapko ek kam yaha banana hai to hamesha ke liye apni limit ko bura karte rahen aur apna Kam acche se hi share karte rahen ISI mein Hi hamara fayda ho sakta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X