g dear member aik naya mauzu start karty hain k pak forex ma experience ki bahut ziada ehmiyat hy . jis trader k pas experience ziada ho ga to wo utna ziada kamyab ho ga aur wo utnay achay tariky say kam kar sky ga . aur kam karty hovy usy kisi kisam ki duswari ka samna nahii karna pary ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим