Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?
    Asslamualeikum


    Topic Ka Naam : “ Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Par Zaida Nazar Rakhni Chahiye “


    Topic Ki Deegar Malomaat :



    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….


    Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..


    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Hamein Forex Mai Kin Khass Chezoun Par Dehan Rakhna Chahiye Or Un Cheezoun Par Dehaan Rakh Kar Hamein Kia Faida Ho Ga Or Hum Kesy Un Cheezoun Say Acha Profit Nikal Sakein Gay Or Kamiyab Rahein Gay Future Mai Bhi Hamein Cahhaiye Keh Hum In Sab Cheezoun Par Dehan Dean Or Apni Malomaat Ko Ziada Say Zaida Barhaein..Ap In San Cheezoun Ya Batoun Ka Jawab Is Thread Mai Reply Kar Kay Matlab Post Kar Kay De Saktay Hain.



    Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

    Click image for larger version

Name:	download (70).jpg
Views:	2
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12466599

    Click image for larger version

Name:	download (16).png
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12466600


    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?

    Asalam o alikum friend forex trading aik asa business hy jis m humy kisi aik baat ka khyal ni rakhna hota balky bot c asi batan hoti han jin ka khyal rakh kar hum yahan kamyabi hasil kar sakty han forex business main trading karty hoay humy lot size ka khyal sab sy ziada or pahly rakhna hota hy q k lot size py hi hmara nfa nuqsan depend karta hy humy market k up down ko dakhty hoay or analysis ko study kr k lot size chose kar k trade open karni hoti hy forex trading m humy learning knowledge or experience ka b khyal rakhna hota hy k humary pass trading karny k leay mukmal knowledge information learning or experience hy to hi ham kamyab ho sakty han agr hum in chezon ka khyal ni rakhty or mukmal knowledge learning or experience ni hasil kar paty to hum aik nakam trader han jo kbi b faida hasil ni kar sakty humy trading karty huay him jo mistakes karty han to unan b humy dhyan m rakhty hoay kam karna chaey pahly to humy mistakes sy bachena chaey phr bi agr mistakes ho jati han to humy ghbrany k bjaiy in sy sekh kr agy brhna chaey humy forex trading jasy difficult business m hr chez ka or hr baat ka khyal rakhna chaey tbi hum kamyab ho kar earning kar saken gy
    • #3 Collapse

      Re: Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?

      G dear jhan tak bat ki jati hai forex mai kam karnye ki tu es mai ap ka kam kafi mushkil hota hai ager ap nay kamyab hona hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap bad mai es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap ka kam hai kay ap hamesha har aik cheez pay achye say nazar rakhain gaye tu ap es mai faida laye pain gaye aur ap es mai kamyab ho pain gaye tu ap ka kam hai kay ap forex mai apna kam achye say acha karain aur ap ka kam hai kay ap nay jub bhi trade open karna hai tu ap shuru say he trade pay achye say nazar rakhain mean kay ap es mai achye say achye anylsis pay kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain ta kay ap es mai mahnet kay sath kam kartye rhaun tu ap acha kam karain mahnet kay sath kam karain aur ap es mai har aik mai acha kam hota hai tu es mai kafi sari cheezain hain jin ka ap ko khas khyal rakhna parta hai aur ap es mai usi hisab say kam kar kay kafi acha kam bana saktye hain kiyu kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap focus rakhain kay ap nay har aik kam achye say acha karna hai ager ap nay es taraz ka kam kiya hota hai kay ap har aik cheez pay nazar rakh kay acha kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyan ho jatye hain jub kay ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap mahnet aur lagan kay sath kam kara in aur ap ka kam hai kay ap dil laga kay har aik cheez kay barye mai seekha karain ager es mai ap har aik cheez kay barye mai daikh kay ya seekh kay kam kartye hain tu ap ka kafi had tak es mai faida ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?

        Assalam-o-Alikum dear forex member humhy forex trading main humhy ik kamyab trader banna hai tu humhy buth c chezo pay focus krna ho ga apni learning dekhni ho gai k humhri learing skill kitni achii hai forex main agr humhy acha trader banna hai tu humhy achii learning power rkhni ho gai or zyda sy zyda mehnat krni ho gai forex main demo account pay apni learning achii karni ho gai or khud ko is qabil banna ho ga k hum forex ko axh atime dy forex main apni poating ki limit ko pura kry sky or humhy forex main forex k rules ko follow krna ho ga trading karty waqt humhy market ko dekhna ho ga market ki movement ko dekhna ho ga or usko understand krna ho ga us sy phly humhy trade close nahi krna chiye nahi tu humhy loss ho ga forex main humhy achy benefit k liye apni daily limit ko pura kry or post ki quality ko ach rkhyor zyda sy zyda knowledge share kry or mehnat kary taa k ap achy trader ban sky or lalach say dor rhy or kabi b jldbzi say kaam na lay nahi tu apko loss ho ga shukriyaClick image for larger version

Name:	Success-1.png
Views:	1
Size:	110.6 کلوبائٹ
ID:	12329809
        • #5 Collapse

          Re: Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?

          Dear forex members forex trading may Kam start karney say pehlay haumay kuch batono ka khyal rakhna hota hay aur phir apna knowledge aur information ko increase kartay hoye trading seekhnay ki zarorat hoti hay haum forex trading may bagair knowledge Kay aur bagair experience Kay Trading nai Kar saktay hay haum forex trading may practice ko kabhi bhi ignore nai Kar saktay hay Kyu Kay jab haum forex trading may haum trading ki learning Kay sath trading ki practice kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti haumay trading karney Kay liye hameshs informative news pay focus karna hoga aur apni skills Kay mutabiq trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay haumay trading may kuch batoo ko seriously laytay hoay trading strategy tarteeb dayni hogi phir uss Kay mutabiq trading karni parti hay phir hi haum kamyab trading Kar saktay hay haumay hamesha apni learning aur information ko increase kartay hoye trading karni chahiye aur apney knowledge ko improve kartay hoye trading karni chahiye jab haum trading kartay hoye market ki movement ko analyz kartay hay to haumay appni trade ko open karney may asaani rehti hay haumay trading may jiss currency pair pay ya commudities pay trade open Karni hoti hay pehlay uss say related knowledge aur information ko dekhna bohaut zayada lazmi hota hay phir uss currency pay experts aur experienced traders ki opinion ko importance daytay hoye trading strategy tarteeb dayni chahiye takay haum theak tarekey say trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.

          Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs informative news pay focus kartay hoye trading strategy tarteeb dayni hogi phir uss Kay mutabiq technically bunyadono pay analaysis kartay hoye trading karni parti hay aur haumay hamesha market ki movement ko analyz karney Kay liye fundamental analysis ko istamaal karna zarori hota hay iss ki waja say haum market ki movement ko samhj laytay hay aor pher jab haum trading kartay hay to haumay zayada achay tareekay say trading karni parti hay.

          Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye pehlay market ki movement ko monitor karney ki zarorat hoti hay aur haumay hamesha terminal pay indicators aur Candal Sticks patterns ko samajhna zarori hota hay Kyu Kay Candal Sticks patterns ake behtareen Indications dayta hay market ki previous movement ko monitor karney Kay liye aur next movement ko analyz karney Kay liye iss liye haumay Trading start Kartay hoye pehlay apna knowledge , learning, practice,money management, risk mangement, account balance ki security aur indiactors aur tools ki information ka hona bohut zayada important hota hay Agar haum kamyab trading karna chahtey hay aur forex trading may zayada profit hasal karna chahtey hay.
          Last edited by ; 05-08-2020, 02:10 PM.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Sawaal : Forex Mai Hamein Kin Cheezoun Ka Khass Khyal Rakhein...?

            Business koi bhi ho uss kay apnay apnay important points hotay hain aur business kay rules bhi alag alag hotay hain jaisay kaha jaa sakta hai kay business ki requirements aur demands alag alag hoti hain aur business ki kamayabi ka daromadaar iss baat pay hota hai kay kitni requirements ko Pura kia Jata hai aur kitni demands ko meet kia jaata hai. Forex trading bhi aisa he aik business hai jiss ki demands bhi hain aur requirements bhi hain. Her Forex traders ko apnay business ki requirements aur demands ka bhi pata hona chaiye kiyu kay jabb takk inn cheezoo ka pata nahi hoga tou inhain Pura kerna aur business ko success ki taraf lay kay Jana bhi mumkin nahi hoga. Forex trading mai traders kay liye her tarah say inn points ka khayaal rakhna laazmi hojata hai.

            Forex trading mai learning ka bohat eham role hota hai. Learning kay baghair trading aisay he hai jaisay goli kay baghair fun hoti hai. Forex trading ki learning kay liye pak Forex forum bhi bahtreen jagah hai. Issi tarah trading kay liye knowledge aur skills improvements bohat laazmi hoti hain jinn say traders ko iss baat ka faida hota hai kay market mai koi bhi current movement hoti hai tou traders uss say faida uthanay kay liye tayyaar hotay hain. Demo trading account mai trading ka bhi apna kiradaar hota hai. Traders learning aur knowledge tou haasil ker laitay hain laikin yeh nahi samajh patey hain kay usay practically seekhna uss say bhi ziada zaruri hota hai. Demo trading mai he traders MT4 trading terminal kay barey mai bhi seekhtay hain aur unhain samajh aati hai kay kaisay achi trading kernay kay liye MT4 trading terminal ko utilize kia jaa sakta hai. Forex trading mai success kay liye aur achi earning long time takk kertay rehnay kay liye inn baatoo pay ammal kerna bohat zaruri hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X