Greed karny ki ghalati

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed karny ki ghalati
    Forex market me trading ka experience aur knowledge kam hony ki waja se etna nuqsan traders ko nahi ho sakta hay jetna greed traders ko nuqsan aur loss de sakti hay, greed ki waja se traders ki performance weak se weak tar hony lagti hay aur traders ko successful hony ka muqa be nahi milta hay magar trading experience aur knowledge ki kami key bawajood traders agar greed na karen to un ko profit zaror ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed karny ki ghalati

    greedy hamy loss he dy sakte han hamy is mai mehnat sy kam karna ho ga agar hum is main greedy ban kar kam kary gy to hamy negative result hasil ho ga hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market main agy bar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik acha karobar hain
    • #3 Collapse

      Re: Greed karny ki ghalati

      Hamen greed ko khatm karke kam karna chahie Forex Ek bahut bada business Hai Kabhi khatm Nahin ho sakta Ham Vishva raat mein bhi kam kar sakte hain Ham Ishwar Din Mein Bhi kam kar sakte hain Hamen ismein analysis Ka istemal Karke kam karna chahie FIR hi Ham Paisa Kumar ke Sange Ham ismein Agar kam karte hue Koi Chhoti Si Galti bhi Karenge To Hamen nuksan ho jaega Kyunki galti ke gunjaish Nahin Hai forex mai
      • #4 Collapse

        Re: Greed karny ki ghalati

        Forex Mein Hamen mehnat Karke work Karni chahie Jab Bhi Ham Forex Mein lalach ke sath kam Karte Hain To Hamen loss hota hai Jab Bhi aap overtreding Karte Hain zada profit ka lalach karte hain to Aapka account wash ho jata hai isliye aapko Bina lalac ke sincere hokar mehnat Karke Forex per work karna chahie ta k aap Achcha profit Hassal kr sakain
        • #5 Collapse

          Re: Greed karny ki ghalati

          Forex main trading krty hoy humen soch smj Kay hi kam krna ho ga forex trading main humen experience or knowledge na hony ki wajy say humen atna loss nhi hota jitna humen greed ki waja say hota hay is liya humen sabar say kam krna ho ga humen trade krty wakt over trading to bilkul bhi nhi karni chahya is say hamra apna hi loss ho jay ga agr trading krty time hum greed na kren to humen acha profit ho sakta hay
          • #6 Collapse

            Re: Greed karny ki ghalati

            Assalamu Alaikum dear Forex members greed karne se Hamen bahut nuksan hota hai greed karna Hamari bahut bri galti Hai Kyunki greed is curse jab Forex Mein hm lalach se kam lete hain To Ham loss ki taraf jate Hain Hamen chahie ki Ham Forex trading mein lalach se kam Na Le Kyunki lalach bahut Buri bala hai Hamen bahut Buri Tarah nuksan pahunchata Hai Hamen chahie ky agar Hamen profit ho gai kya hai To Ham lalach na Karen balki mehnat ko Jari rakhen aur lalach kiay bger yahan kam Karte Rahe Is Tarah yaha profit ki taraf Ja sakte hain lekin Agar lalach Karenge To Hamen Jo profit Hua Hai Ham use profit ko. B gnwa Denge aur nakaami ki taraf jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Greed karny ki ghalati

              Aoa greed karna sa kbi kaabar hum profit earn ka bajay hum zaida trah loss kar lata hn jes sa fr hum dimotivate o jata hn hes lea bina lalach kam karyn postive and cool mind sa kam karyn
              • #8 Collapse

                Re: Greed karny ki ghalati

                Assalamu Alaikum ji bilkul theek kaha aapane ke Hamen lalach Karne Ki Galti bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki lalach Hamara bahut bada Dushman hai aur yah Hamara bahut nuksan karwata Hai Jab Ham lalach Karte Hain To Ham soche samjhe jaldbaji Mein step Lete Hain aur Is Tarah Ham Koi mistake kar Jaate Hain aur vah mistake Hamara bahut nuksan karwati hai aur ultimately Hamara account bhi band ho sakta hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham Apne lalach Se Har Mumkin had Tak Dur Rahe Taake Ham loss se bacche sake aur Apna account safe Rakh sake aur safe earning kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Greed karny ki ghalati

                  dear forex markeet main lalach aik aisi mistakes hay jis main agar hamain ziada bhi faida milta hay to hamain is say avoid karna chaye qk is markeet main hamain ziada say ziada faida ho sakta hay aur sath sath hamain isk lose k baray min bhi soch kar kaam karna chaye jis say hamain kam say kam faiday main bhi aik sakoon feel hoga aur agar ham aisay kaam kartay hain to ham markeet main success bhi ho sakty hain aur sath isk baray main achi learning bhi kar saktay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed karny ki ghalati

                    Aslam o alaikum dear forex member kaisay hain ap umeed karta hun khariat say hon gay dear member ap nay bat ki kay forex trading main greed ki ghalti bahot ziada hoti hai G han ap nay theak kaha kay forex trading main hum lalach ki ghalti kar jaty hain or yeh choti se ghalti humain nuksan deti hia is liy lalach say avoid krin many time hmara pattern 100 pips ka margin deta hai laikin hum 150 tak take profit laga dity hain or is kay ilwa trading ka time us waqt ni hota pattern ka time end pay hota hai or hum trade kra daty hain
                    third ghalti aik candle pay profit lay kar lalach main phr say usi candle pay trade kar dity hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed karny ki ghalati

                      Forex Trading men soch samangh or analysition ki saath market ki profit requirements se waqfiyat ke bajey zeada earning ke lalach men trades lagate jana zeada tar loss ka baes banta ha iss ke ilawa traders agar greed men mini lot size ke bajaey bari lot size set kar den tu loss double se bhi double ja sakta ha lehaza Trading men target zeada earnings ke bajaey agar sirf trade winning ho tu behtar hota ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed karny ki ghalati

                        dear friend, hmain forex trading ma lalach sa bachna chaiay, trade sa profit ka aik target set kaarain aur us ko hasil kar k trade close kar dain, lalach ma aa kar overtrading na karain aur sabr k sath achay entry point ka wait karain
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed karny ki ghalati

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Forex market me trading ka experience aur knowledge kam hony ki waja se etna nuqsan traders ko nahi ho sakta hay jetna greed traders ko nuqsan aur loss de sakti hay, greed ki waja se traders ki performance weak se weak tar hony lagti hay aur traders ko successful hony ka muqa be nahi milta hay magar trading experience aur knowledge ki kami key bawajood traders agar greed na karen to un ko profit zaror ho sakta hay.
                          Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Creed Hi Hai Kaisi chij Hai Jo Hamen apni trading Chandra Jyada Se Jyada lodge deti hai agar Ham Chahte Hain Ki Ham melange Na Ho To Hamen Apne emotion jewellery ko control karne mein Rakhna hoga forex per start man hamara knowledge aur experience ki kami ki waja sa kafi moshkilat k samna kern perhta ha lakin ager saber sa kam len to ahesta ahesta hamari success b shoro ho jae gi aur ham b forex per acha bonus aur acha profit earn karen ga. Is liye hamen pehla forex forum ko smajhna chheye k is man ak mehnat ham na weekly bonus kamana k liye kerni ha aur dosri mehnat achi trading seekhni han. Ager ham dono man kamyab hon ga to he ham forex sa kuch earning le sakt han. Acha bonus k liye hamara daily targets ko por kerna, post aur thread ka informative hona, spelling mistakes n hona, asan lfaz k istemal, post ka thread k related hona aur thread k unwan ko post kerna sa pehla search kerna shamil ha. Aur achi trading k liye trade knowledge hasil keren.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed karny ki ghalati

                            forex m jo log klalach karty han un ko chy k wo iss sy door rhin or jo lkog kalach m a jaty han tyo weo kan=bhi bi kamyab ni hoty hissi liy aap ko cvhy k aap lalaqxch sy doo raqhin or jo bi kaam karin achy sy karin

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X