Asalam-o-alikum dear forex trading mein agar humein acha profit hasil ho gaya hy to humein zayada profit ki lalach nahin karne chahiye balkeh humein chahiye keh hum usy kum profit ko book kar len agar hum lalach karin gy keh hum tabhe trades open karin gy jab humein zayada profit gain hoga to humein loss he hota hy es liye humein chahiye keh hum zayada profit ki lalch na kary balkeh humein chahiye keh hum kum profit ho to humein us ko book kar lena chahiye takeh humien phir loss na ho , aksar members forex trading mein lalavch ki wajah se apna account wash karty hain es liye humein es sy avoid karna chahiye takeh hum save trading kar saken thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим