Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overtrading bhi account wash ka sabab hai.
    Forex trading mein kuchh members zyada profit hasil karne ke liye forex mein overtrading karte hain forex trading mein overtrading mein ham ek ya 2 se zyada trades laga dete hain aur is tarah se forex mein hamen zyada loss bhi ho sakta hai jisse forex mein hamara bonus account wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye aur apne bonus account ko safe rakhne ke liye hamen overtrading se bachana chahie aur forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ek waqt mein ek ya do se zyada trades ko open na karen aur is tarah se forex mein ham kamyab ho sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain aur forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie kyunki forex trading mein lalach ki wajah se hamen sirf loss hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

    Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex trading ek bhut acha aur kamyab business hay pak forex trading ma humre waja mistake ke waja say account wash hota hay foxes treading ma hum over treading karty hay phir trading karty waqot phir hum bhut zadya larch karty hay jis waja say humra account wash hu jata hay isley hume sab say phly hume ke movement ko dakh kar kam krnaa chlye phir hume treading karna chaly phir hume treading karna chaly phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
    • #3 Collapse

      Re: Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men over trading karnay se hamesha nuksan hota hey aur agar daily profit ka target set kartay hen aur target jaldi poora karnay k bahd mzaeed profit k liay over trading nah karen kiun k next trade men loss bhi ho sakta hey aur profit zaiya bhi ho sakta hey iss liay kam profit pe compromise karen aur over trading se avoid karen
      • #4 Collapse

        Re: Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

        bilkul thek kaha hy apny, over trading bhi loss ka sabab banty hy is lye hamien is mian mehant karnyc haey aur pehr loss to kabhi bhinhe hoga ager ham sahi shia work karty hn to so hamein ismianmehant karnyc haey jis sy pehrkafi ziada fiad hoaskt ahy aur per kamyabi bhi osakty hy
        • #5 Collapse

          Re: Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

          Assalamualaikum Pyare bhaiyon Forex trading business main Vahi log Kamyab Hote Hain Jo kam profit per bhi is Sabar karte hain aur lalchi Ka Shikar Nahin Hote Hain Jab Ham lalach Ka Shikar Hote Hue overtrading karne ki koshish Karte Hain To Hamara count was Ho Jata Hai To Hamen usmein loss bhi hota hai Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie balkeshwar lagn ke sath Apne work ko continue rakhte Hue kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo log Sawar Ke Sath Hain kam profit Hasil Karke bhi Hasil karne ki koshish karte hain Vahi log kam yah Businessman trader ke haisiyat se apne liye learning for earning to increase kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

            Yes dear aapane bilkul theek hai overtrading se bhi hamara account wash ho jata hai Ramesh chahie kya ham kabhi bhi overtrading Na Karen aur hamesha yah trading ka knowledge lete Rahe trading ke bare mein information rakhen market ko analyse Karen uske bad hi trade Karen.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Overtrading bhi account wash ka sabab hai.

              yes agar hum apne account balance se zayada trades kar lety hain aur account capital se zayada ka lot size use karty hain to humara account wash ho jata hy , forex trading mein aksar members ka account es liye wash hota hy kun keh wo es mein lalach karty hain aur zayada earning gain karne ky chakar mein zayada lot size use karty hain jis ki wajah se unka account wash ho jata hy agar hum chahty hain keh humara account save rahy to humein chahiye keh trading karty howe humein kum profit par he concern karna chahiye zayada profit ki lalach nahin karne chahiye aur apne account ky mutabiq he trading karne chahiye zayada over trades se bachna chahiye takeh humara account wash na hon thanks

              اب آن لائن

              Working...
              X