loss ki surat me himmat nahi harni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha hmen is business me loss k waqt sbr se kam laina chahe hmen is business me loss k waqt hmeshah achi earning karni chahe or loss se hmen hmeshah is business ka acha experince hasil karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain hamain kabhi haar nahi manni cahiaye main ne bhi aisa hi kiya main 2 ya 3 years se es forex bussniees main kam ker rha hon or mujhay loss bhi bhohat hua hai but main ne haar nahi manni or mehnat ki ab ja key ALLAH ne mujhay rasta dikha diya
      • #18 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi loss business ka hisa hai agar ap business se profit earn krte ho to ap ko loss ka samna b krna par sakta hai is liye agar ap ko loss ho bajaye ap ko tension lene ki bajaye ap apni mistakes se learn kro
        • #19 Collapse

          g haan loss kee soorat main himmat nai haarni chahiye bal k hosho hwas main rehna chahiye ta k ap apna mazeed loss na krwaain. . .or jo loss jis mistake sy hua us hy us mistake sy bachna chahiye next time. . .isee trha mehnat sy success milti hy forex trading main. . .
          • #20 Collapse

            Asalmuelikum brother.
            G bhai ap bilkul sahi keh rhe hain. pese tu anye janye wali chez hai. humyen bs mehnat krni chahiye. jitna naseeb me ho ga hamyen milye ga. mehnat ka phal ALLAh zroor deta hai. INSHALLAH ham sb ke kaam me barkat parye gi. r agr loss se hum himmat nhi harni chahiye.
            • #21 Collapse

              g haan g bilkul teekh kaha hai oor myn agree karti hoon hmyn iss business myn loss tuu sab he ko hota rehta hai hmyn kbhe bhe himmat nahe harni chahye balkey sabar oor himmat sey mushkill wakt ka samna karna chahye iss sey success hasil ho sakti hai ...
              • #22 Collapse

                yes jee ap ny bht he achi bat ki hai k ager hamaines mien aker loss ho jata hai to hamain es mien himmat ni harna chahye bel k or mehanat ker k earning kerni chhaye
                • #23 Collapse

                  Dear friend aap ne aik achi baat ki hai mai aap ki baat sai agree krta hon aap ne kaha hai k loss ki surat me himmat nahi harni chahiye to mai is baray main itna kahoonga k aap ne thk kaha hai
                  • #24 Collapse

                    hum ko himmat nahi harni chahya loss honay ki surat main apko bahut ziada hardworking karna parti hy phir ap acha profit earning kar saktay hy ais online business sey ager apko loss ho jay tow phir bi apko business sey stop nahi karna chaya luck ki baat hai kuch log hotay hy jin ki bahut luck hoti hai wo ais business may sub sey agay hotay hy loss honay ki surat main himmat nahi harni chaya kue kay aisi sey hi aap ko
                    • #25 Collapse

                      Forex traidng aik great online business he es min se hum bari earning aur profit ki umeed rakhte hin magar aksar humin loss bhi ho jata he jeise mujhe hua phir mujhe mayosi bhi buhat hue magar main ne khud ko samjhya k himat nahi harni chahye aur phir work kar k es business min profit earn kiya ja sakta he.
                      • #26 Collapse

                        assalam o alaikum my dear ****s jee han humy loss ki surat main humy himmat se kam lena chaiye taky hum or mhenat kar k us loss ki kami ko pura kar saken or 1 acha benefert hasil kar saky
                        • #27 Collapse

                          je main ap ke bat se agre karta hon .kah loss ke sorat main hamin hemmat nahe harne chae .balkah or zyada mahnat karna chae .takah ap ache tradar ban kar acha profit hasel kar saken .kunkah jab ap ko loss hota h to as ke ye matlab nahe ab ap koy kam nahe kar sakte .balkah ap as main or ache tareke se mahnat karo ka log ap ke tahreef karne lagen .as lae hemmat nahe harne chae .balkah ache tradar ban kar ache trade karen.
                          • #28 Collapse

                            Yes Dear.forex trading 1 trusted or legal business hai or hr business ki trha is business mai b trader ko profit or loss dono hi hotay hai.lakin agr trader ko loss ho jata hai to trader ko trading leave nhi krni chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #29 Collapse

                              g han bhai ap sahi keh rahe ho humain loss ki surat mai himmat nahi harni chahiye or sabar se kaam lena chahiye humain q loss huwa hai is baat pr ghor karna chahiye or is galti ko dour karne ki koshish karni chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                آپکو ہمت ںہیں ہارنی چاہیے لوس ہونے کی صورت میں آپکو بہت زیادہ ہارڈورکنگ کرنی پڑتی ہے پِھر آپ اچھا پروفیٹ ارن کر سکتے ہاں اس اون لائن بزنس سے اگر آپکو لوس ہو جائے تو پِھر بھی آپکو بزنس سے اسٹاپ ںہیں کرنا . لک کی بات ہے کچھ لوگ ہوتے ہیں جن کی بہت لک ہوتی ہے وہ اس بزنس میں سب سے آگے ہوتے ہیں مگر آپ بھی محنت کرو تو ایک دن ضرور کامیابی آپکے قدم چومے گی سو لوس ہونے کی صورت میں کبھی بھی ہمت ںہیں ہارنی چاہیے
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X