Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?
    Asslamualeikum


    Topic Ka Naam : “ Abhi Trade Kis Par Lagein Metals Pay Ya Currencies Pay "


    Topic Ki Deegar Malomaat :



    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….


    Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Aj Kal Kay Halat Mai Hamein Trade Kis Par Ziada Lagani Chahiye Metals Pay Ya Currencies Pay Or Hamein Dono Mai Say Kon Si Choose Karni Chahiye Or Koun Or Uskay Kia Fawaid Hain..Ye Sab Ap Is Thread Mai Bata Saktay Hain Ek Post Kar Kay Matlab Reply Kar Kay..

    Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

    Click image for larger version

Name:	download (66).jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12466579

    Click image for larger version

Name:	download (65).jpg
Views:	1
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12466580

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

    Ham metals pe bhi trading kar sakte hain aur currency ke bhi trading kar sakte hain iske liye hamen Koi registrations nahin hoti Hain Ham jis per chahe trading kar sakte hain agar Ham commodity ya metals pet reading karte Hain to yah hamare liye dangerous ho sakti hai aur currencies ki trading hamare liye best hoti hai aur is mein hamen danger kam hota hai isliye hamen try karna chahie ki Ham commodities ki vajah se ham currency trading Karen tujhe hamare liye best hota hai....
    commodity and metals trading
    Commodity and metals baby Ham trading kar sakte hain aur ismein hamen kafi profit bhi ho sakta hai hai lekin is mein hamen lost ki ratio big hoti hai jiski vajah se hamen kafi loss bhi ho sakta hai hamen chahie ke Ham commodity aur metals pet rating tab Karen Jab hamare pass bag account balance hota hai aur hamara experience d strong bahut hai tab hamen trading karni chahie agar hamara account balance bag nahin hai aur hamara experience a strong nahin hai to hamen is per trading nahin karni chahie...
    currencies trading
    currency trading hamare liye bahut best hoti hai aur agar Ham major currencies pair pet reading karte Hain tujhe hamare liye aur bhi best result se hote hain isliye hamen chahie ke Ham major currencies a trading Kiya Karen yah trading hamare liye bahut hi profitable ho sakti hai aur hamen bahut hi good profit mil sakta hai isliye hamen metal se aur commodities ki bajaye hamen currency trading karna chahie kyon ke iske trading hamare liye good benefits rahti hai aur ham easily successful ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

      Forex trading main hum log currency pairs or commodities ( metal ) main trading kar sakty han trading main kamyab hona ha to is k ley simple humy trading ko ache tahra seekena ho ga q k baqi trading same ha chart main candles pattern ko samjena or seekena ho ga
      Currency pairs
      Currency pairs main do currency ka apis main muqabila hota ha kabi aik currency strong hoti ha to dosri weak hoti ha or jab dosri currency strong hoti ha to pehli currency weak ho jati ha isi waja sy market candle chart main different patterns banty han jis sy hum samjeny ki koshish karty han k ab next movement kya ho ge is ley humy currency pairs main donu currencies k countries ki economic conditions or political situation ko dakh k trading karni ho ge jis sy hum ziada sy ziada behtar trading kar k kamyab ho saken gy
      Commodity ( metals )
      Forex trading main metal main trading both risky ha q k is metals main movement both fast hoti ha jis ki waja sy is main risk bi Ziada hota ha is ley humy both ahtiyat sy trading karni hoti ha warna is main jtna fayda hota ha us sy ziada loss bi ho sakta ha currency pairs main movement normal hoti ha jis main loss bi kam hota ha profit bi kam hota ha jab k metals main movement fast hoti ha or is main risk bi utna he ziada hota ha is ley humy both ahtiyat sy trading karni ho ge
      Jis main ziada risky trading karni ha wo metals main trading kar sakta ha jab k jo kam risk lana chahty han wo currency pairs main trading kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

        G dear jhan tak trading ki bat hai tu ap ka kam hai kay ap es mai say us pay he trade open karain jis mai ap already kam kartye hain matlab kay ap ka kam hai kay ap hamesha aik he pair mai acha kam kar rhain tu ap us pay he kam kartye rhain ta kay ap ka bad mai kafi acha expernce ho jata hai aur ap ko pta hai kay aik kam bar bar karnye say ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu curency pay acha kam kartye hain aur ap ko faida bhi daiti hain kiyu kay es mai hota ye hai kay ap ka lose bhi ho jaye tu aik na aik time pay ye ap ko profit daye jati hai ab jis tarha ap pair ki bat karain tu pair tu kafi zayda hai forex market mai tu ap ka kam hai kay ap usi aik pair mai kam karain jis mai kam karna kafi asan ho aur ap es mai acha kam kar pain tu mahnet aur lagan kay sath ap acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain jub kay trading ka ye asool hai kay ap es mai acha kam karain per ap ka kam hai kay ap es mai usi time pay he kam karain jis time pay ap ka es mai faida ho rha hota hai aur ap ka kam hai kay ap aik pair select kar lain aur pher usi pay ap lagtar mahnet kay sath acha kam kartye rhain ap es mai aik na aik time pay acha kam kar kay kamyab ho jatye hain kiyu kay ap lagtar aik he pair mai kam kartye hain tu ap ka kam asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyabi tu ap ko mil jatye hain tu ap nay mahnet aur lagan kay sath kam karna hai tu ap es mai kamyab hona hai jub kay ager ap es mai mahnet say hat kay kam kiya jata hai tu es mai faida nhi hota hai tu ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
          Asslamualeikum


          Topic Ka Naam : “ Abhi Trade Kis Par Lagein Metals Pay Ya Currencies Pay "


          Topic Ki Deegar Malomaat :



          Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….


          Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

          Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Ye Hai Keh Aj Kal Kay Halat Mai Hamein Trade Kis Par Ziada Lagani Chahiye Metals Pay Ya Currencies Pay Or Hamein Dono Mai Say Kon Si Choose Karni Chahiye Or Koun Or Uskay Kia Fawaid Hain..Ye Sab Ap Is Thread Mai Bata Saktay Hain Ek Post Kar Kay Matlab Reply Kar Kay..

          Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

          [ATTACH]17059[/ATTACH]

          [ATTACH]17060[/ATTACH]
          Dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To usmein Humko currency pairs aur commodities Mein Se Kisi Ek pair ko select Karke trading karna Hoti Hai To is selection Ki Jawani se main aapko Kuchh important point Bata deta hun jo aapki bahut jyada help Karenge aur aapki trading co effective banaa Denge.

          Jab Ham junior members hote hain to use time per Humko currency pairs per hi Hamesha trading Karni chahie aur Jaise Jaise Hamara experience build up ho jata hai uske bad Humko metals aur dusri commodities per trading start Karni chahie Kyunki currency pairs per trading karna Jyada Aasan hota hai aur iski movement bahut jyada Nahin Hoti Jiski vajah se Ham safe trading kar sakte hain.

          No doubt Agar Ham currency pairs aur metals ko apis mein compare Karte Hain To metals Mein Ham bahut jyada profit Hasil kar sakte hain lekin Agar Ham uske sath sath risk ko dekhte hain to metals mein itna hi jyada nuksan hone ka chance hota hai isliye Humko metals per us time per trading Karni chahie Jab Hamari learning bilkul acchi Ho Jaati Hai Aur Hamara experience bahut Achcha ho jata hai agar Ham experience aur learning ke bagair metals per trading Karenge To usmein Hamara nuksan ho sakta hai aur account bhi wash ho sakta hai.

          Isliye Humko initial stages per metals per trading se avoid karna chahie aur currency pair se apni trading ka start karna chahie aur Jaise Jaise Hamara experience increased Hota Jata Hai Humko currency pairs Ke Sath sath metals ko bhi apni trading mein add kar lena chahie aur in per trading Karke Achcha profit Hasil kar lena chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

            Dear brother aapane bahut hi Achcha question kiya hai ki Hamen Forex trading main commodities per kam karna chahie ya FIR Hamen ismein currency pairs per kam karna chahie Kyunki Ham dekhte hain case Mein hamare pass Mukta Leke some commodities hoti hain Jin main aapke pass natural gas main aapke pass through dial aur gold Jaise a commodities Hoti Hai Jin per aap trading kar sakte hain Iske alava aapke pass currency pairs Mein mukhtalif Kishan ke crosses hote hain Jin per ab trading Karke Achcha profit and kar sakte hain dear main aapko yah Kahana chahta hun ki agar aap Forex trading main you hai to uske liye aapke pass sabse best option hai kya aap ismein currency pairs per kam Karen.

            Currency pairs par trading:

            Dear aap Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To aapke pass ismein Mukhyalay currency pairs hote hain Jin per aap kam kar sakte hain currency pairs per trading karne isliye Aasan hote hain ki agar aap ismein acche se analysis Karke trade Karte Hain To aap ismein long term trading kar sakte hain long term trading ka aapko bahut jyada fayda hote hain long confidence mein aap Jitna Achcha kam Karenge aapko ismein jyada fayda ho sakta hai long term trading main aapko vate Jyada karna padta hai lekin se aapko profit bhi achha hota hai currency pair per aap Jab kam Karte Hain To aapki trade Agar Ek Tarfa profit Mein a jaati hai to ismein aap totally safe hokar trading kar sakte hain currency pairs per aap Jab kam Karte Hain To aap ismein Agar technical analysis acche tarike Se Karte Hain To aapko bahut fayda ho sakte hain aap ismein sport aur resistance per kam kar sakte hain aur aap ismein acchi earning kar sakte hain.

            Metals par trading:

            Dear Jaya Forex trading me metals by trading Karte Hain To uske liye aapke pass silver aur gold hote hain Jin per aap trade kar sakte hain lekin aapko yah Baat mind Mein rakhkar kam karna hoga ke Gold ke liye aapke pass Achcha experience Hoga aur aapke pass market ka knowledge hoga to aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain otherwise aapko kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin ho sakti Kyunki is per kam karne ke liye aapke pass experience or knowledge Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab tak aapke pass experience or knowledge Nahin Hoga in metals per aap trade nahin kar sakte aur iske liye Jab aap trade Karte Hain To aapke pass acche capital Ka Hona bhi bahut Jaruri hota hai tab hi aapko ismein kamyabi mil sakti hai agar aap ismein log capital ke sath kam Karenge to aap ko kabhi bhi fayda nahin ho sakta aapka account bahut jald wash ho sakta hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Sawaal : Metals Ya Currencies In Dono Mai Kis Par Trade Lagani Chahiye...?

              G pricey jhan tak buying and selling ki bat hai tu ap ka kam hai kay ap es mai say us pay he trade open karain jis mai ap already kam kartye hain matlab kay ap ka kam hai kay ap hamesha aik he pair mai acha kam kar rhain tu ap us pay he kam kartye rhain ta kay ap ka horrific mai kafi acha expernce ho jata hai aur ap ko pta hai kay aik kam bar bar karnye say ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu curency pay acha kam kartye hain aur ap ko faida bhi daiti hain kiyu kay es mai hota ye hai kay ap ka lose bhi ho jaye tu aik na aik time pay ye ap ko earnings daye jati hai ab jis tarha ap pair ki bat karain tu pair tu kafi zayda hai foreign exchange market mai tu ap ka kam hai kay ap usi aik pair mai kam karain jis mai kam karna kafi asan ho aur ap es mai acha kam kar pain tu mahnet aur lagan kay sath ap acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain jub kay buying and selling ka ye asool hai kay ap es mai acha kam karain in line with ap ka kam hai kay ap es mai usi time pay he kam karain jis time pay ap ka es mai faida ho rha hota hai aur ap ka kam hai kay ap aik pair pick out kar lain aur pher usi pay ap lagtar mahnet kay sath acha kam kartye rhain ap es mai aik na aik time pay acha kam kar kay kamyab ho jatye hain kiyu kay ap lagtar aik he pair mai kam kartye hain tu ap ka kam asan ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyabi tu ap ko mil jatye hain tu ap nay mahnet aur lagan kay sath kam karna hai tu ap es mai kamyab hona hai jub kay ager ap es mai mahnet say hat kay kam kiya jata hai tu es mai faida nhi hota hai tu ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain

              اب آن لائن

              Working...
              X