emotional logon k liye forex kafi dangerous hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    a.salam.forex bht risky business hai .forex main emotional logo ki koi jaga ni hai .ap jb emotional ho k trading karny gyn uthna loss ho ga ap ko.apni emotion ko contorl main rakh k trading karny gyn thn u gann gud earning.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Han ji ya sach hai kay jab bhi kam karty hain ya jitna bhi ham kam karty hain wo bhoth hi ach akam hai is jas akoi bhi kam n ai hai ya bhoth hi ahc akma hai jo jitna kam karta hai wo usko utni hi income de deta hai.
      • #138 Collapse

        emotional log raat o raat rich hona chahtay hain jub wo forex trading join kertay hain to wo short cut dhondhnay kay chaker main rehtay hain wo forex se honay walay huge profit ko dekhtay hoay apni small investment ko zayea ker detay hain.
        • #139 Collapse

          g han bilkul forex mai emotional log kaam nhi kr sktay q kay Forex trading emotional logon kay liye nhi hai Forex trading mai sirf patience walay log kaam kr sktay hain agr aap kay pas patience hai to aap is mai kaam kr sktay hain.
           
          • #140 Collapse

            Mere saath bhi yahi masla he me kuch ziada hi emotional hun us ki kuch wajha bhi he k mujh pay load bahot ziada he jis ki wajha se me hamesha chahta hun k kam waqt mein ziada kamalun...
            • #141 Collapse

              Each along with every business admittance will never be very good industry met the criteria. I think all analysis, market place craze follow, money businesses guideline, appropriate placement admittance is the foremost industry with this particular markets. Without top notch placement you can not obtain top notch income.
              • #142 Collapse

                My Dear Friend i think ka emotional logon ka liya forex iss liya dangerous ha keon ka jab un logon na real money invest kiya hota ha tu ager un ko us ma profit hota ha wo log boht khush hota hn lekin nuksan hona ka bad unko khuch smaj nahi aata.....
                • #143 Collapse

                  Dear ma to yahi kaho ga k emotional bndy ko forex trading krni hi nahi chahye q k is ma jub loss hota hy to ache khasy bndy ro purte hen k loss hogya or depreshn ka shikaar ho jate hen to emotions pe control kr k hi is business ko kijye ga.
                  • #144 Collapse

                    jee han friends mer dost ny sahi kaha hai k forex jo hai aik fresh or thandy dimagh rakhny walon ka kaaam hai kio iss main acanak sy loss bi hosakta or profite bi so emotional hona qudrati baad hain mgr iss pr foran aboo pana bohut zarori hota hai
                    • #145 Collapse

                      forex mai agar success hasil karni ha to greed se dor rehna ho ga kiyu k gredd ek esi chaeez ha jo sub khutch loss karwa deta ha .es liye forex mai greed se kam nai karna chay
                      • #146 Collapse

                        g han bilkule is ko dangerous log nai kr skte hain kyun k is main sare game he emotions ki hah ap ko is main apne emotions ko ontrol kr k apne greed ko control kr k is main ap ko kam kran hota hah tab hi ap is amin success hasil kr skte ho warna nai bhai jan
                        • #147 Collapse

                          g bilkul sahi khe rahey hy app emotional logo k liye forex kafi dangerous hy lehaza humein har hal mein apny emotions par control krna chayein.. chahy wo khushi k emotions ho ya dukh k .. humein apny emotions par full control hona chayein :)
                          • #148 Collapse

                            G forex trading mein jo log emotional ho kar trading karty han wo forex trading mein kabhi bhi kaamzab trader nhi ban sakty han kiok emotions se ki gayi trade mein loss hi hota hy kiok emotions k sath greed bhi hota hy is liye hum KO forex trading mein emotional ho kar trading nhi karni cahaiye
                            • #149 Collapse

                              han g is bat main koi shak nahe k emotion boaht dagerios hai forex trading k lai or yah bat b such hai k jo banda apny emotion or greed per control kar skta hai wo he kamyab ho sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                gee bhai forex trading ke lie emotional hone ke zarorat nhe hote he blkeh forex trading mein proper kam krna prta he es mein bhtr trading tb hote he jb trader market mein apne sahih jaga bna lata he aur marekt ko ache trah se smjh lata he to phir trading bhtr hote he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X