Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han
    Friends forex Trading business men agar soch kar mushahida keya jaey apne loss ki wajohat par ghore karren tu wazahat yeh hoti ha keh Trade karne waley se ghalti zaroor huey ha yani loss men mistake baharhall trader hee ki hoti ha lehaza loss men jane ke bajaey agar hum trade order ko soch samangh kar open karren or technical fundamental analysition men sabar or soch se kaam len tu ghalti ke chances nahen hote
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

    Hamen apni galtiyo ko khatm karna chahie for accept bahut bada business jaaiye Kabhi khatm Nahin ho sakta Ham ismein posting or trading kar sakte hain Hamen market ko proper analyse karne ke bad ismein kam karna chahie Fir Bhi Ham Paisa Kumar Sakenge Agar Ham kam karte hue Galti Karenge To Hamen nuksan ho jaega isliye Hamen Soch Samajh Kar market Mein kam karna chahie Forex all world mein bahut Teji se famous hone wala Achcha business hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

      hamy is main loss or profit ka saman karna parta han jab hum kam kart howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata han hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna ho ga hum is mai pair or currency main trading karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

        Aisa hi hai ki ham log yah galtiyan ki vajah se loss hota hai Hamesha Apne HAL kya Dur Karen Jo log apni Galti per aur karte hain aur FIR Unse Sadak sikhate Hain To vah nuksan Nahin uthate Daal Ke achha profit Aasan hota hai trading Mein ham log bhi kar rahe Hote Hain Ki vajah Se nuksan Hota Hai Anisha koshish Karenge analysis Karke trading Karen Taki Ham Logon Ko class Kasam Na Na Ho apni Galti Hoti Hai To iski vajah se nuksan hota hai aur kaun Vishay Ek Nahin rahata
        • #5 Collapse

          Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

          dear apki baat say main bhi agree karta hoon k agar ham forex markeet main lose kartay hain to is main ham kabhi bhi markeet ko doshi nai thera saktay hain aur agar hamko lose hamaray achay experience k bawjood bhi hota hay tab bhi us main hamari he koi na koi aisi ghalty hoty hay jisk baray main khud hamain bhi kuch pata nai hota hay is liye mairay khayal say agar hamain forex markeet main lose hota hay to hamain yeh zarur janna chaye k hamain yeh kis wajha say aur q huwa hay agar ham aisay is makreet main kaam akriangay to haamra is main kamyaab hona must hay aur ham har haal main isko samjhtay huway kamyab ho jayngay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

            HAn g bilkul Appki BT thek h keh hmain chahye keh ham log ko jab bliss hojae to hmain chahye keh ham loss ko understand krein or jitna ham s loss hojae utni ham s ghltian hotti Hein to hmain unko ghltion ko smjhna chahye kehham s knc ghltian Hui hrin
            • #7 Collapse

              Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad88 پيغام ديکھيے
              Friends forex Trading business men agar soch kar mushahida keya jaey apne loss ki wajohat par ghore karren tu wazahat yeh hoti ha keh Trade karne waley se ghalti zaroor huey ha yani loss men mistake baharhall trader hee ki hoti ha lehaza loss men jane ke bajaey agar hum trade order ko soch samangh kar open karren or technical fundamental analysition men sabar or soch se kaam len tu ghalti ke chances nahen hote
              dear aapki baat sahi hai loss ka matlab ulti karna hai to Jab bhi hamen loss hota hai to hamen chahie ki Ham mayus Na Ho aur apni galti ko dhundhne ki koshish karen aur apni betiyon ko theek karne ki koshish karen hamen chahie kya apni galti ko kam se kam karne ki koshish karen agar Ham apni galti per kabu Pa Lete Hain to yah hamari bahut badi kamyabi Hain kyunki Hamesha insan apni betiyon se sakta hai agar Ham apni galtiyo ko ignore Karenge aur Sahi karne ki koshish Nahin Karenge to yah hamari na kami ka sab bante Hain.
              سرکار
              • #8 Collapse

                Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                Yes dear ais market mai jo traders loss karty hai aus mai aun ki mistakes hoti hai ais market mai ap agar mistake karty hai to aus ki waja se ap ko ais market mai loss ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karna hoti hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai acha kaam karty hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hain ais market mai ap ko time lagnay se kafi zayda faida ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                  Ji he dfa same mistake krne se bhtr ha sekh k kam kren
                  Log smjhte forex bht asan ha jb k sekhe bghair krngy to loss he hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                    Ji han trading mein last ke dauran bahut jyada galti hoti hain Las vaise hi nahin a jata fal ke iske piche bahut si baten hoti hai Din se last aata hai laskari cover karne ke liye bahut jyada hard work karna padta hai jab insan mistakes karta hai to Las aata hai mistakes se bachne ke liye insan ko hardworking karna padati hai jo bhi Punjab district jyada karta hai usko bahut jyada nuksan ka samna karna padta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                      Yes dear bilkul theek kaha hai apni galti hone ki vajah se hi loss hota hai hamen chahie ki agar humse galti HO bhi jaati hai to Ham apni galti ko durust karne apni galti se sikhen hamen vahi galti baar baar nahin karni chahie hamen apni galti se sikhana chahie Taki next time Ham galti se baat saken galti na Karen hamen chahie ki Ham jyada se jyada apne knowledge ko increse Karen experience hasil Karen ta kay behtar tarike se trade kar saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                        salam dear member g ap ke bat bilkul theak ha agr hum forex business join krtay hain or humay is ma loss hota ha to wo humari galtiyon ke waja sa he hota ha yah hum apnay kam ko serious nhi laitay yah humaray pass os cheez ka experience kam hota ha or hum apni kamyabi k pechay bhagtay rahtay hain jis ka hmay b nuksan hota ha or apnay ap ko loss ma lai jatay hain...
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                          Ji bilkul Forex trading ek aisa business hai jismein aapko kisi bhi waqt loss ka samna karna parta hai..aur yah loss hamari apni galti aur kam tajrby ki vajah se hota hai...lihaza hamen acha trader banne ke liye Forex trading mein mistakes karne se avoid karna chahie... Aur zeyda se zeyda learning karni chahie.. baz okaat market ki movment itni taiz hoti hai tajrba kaar trader bhi loss ka shikar Ho jaate Hain.. lihaza hamen hamesha trade soch samajh kar lagani chaiye..aur agar hamen Forex trading mein loss Ho bhi jata hai to hamen itna tajurba hona chahie ki Ham Apna loss recover kar kar ke profit mein convert kar sakein...
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                            Loss hmesha apni ghalti ki wjah se hota chahy chotti ghalti ho yaa barri bohat km chances hoty k market ki movement ki wjah se loss ho otherwise loss tab hota jab ap ghalti krty aur ghaltio ko ignore kr dety hmesha ghaltio ko yad rkhy or again ghalti de bchna chahye ghalti krna alag bat bai us ghalti se naa seekh pana bohat nuksaan de skta apko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading par loss men apni ghaltiyan zaroor hoti han

                              bilkul trading mein loss hum Jo karte hain ismein huMari galtiyan shamil Hain Hamen koshish karne chahie ke Ham apni galti ko ignore na Karen Bal ke usse subakasalu Karen Taki Ham dobara aisi mistake na Karen jisse Hamen nuksan Ho Hamen thoda thoda karke earn karne ki koshish karni chahie aur acche ki ummid rakhni chahie last emotional nahin hona chahie aur Hamen koshish karne chahie ke jaldbazi se trade na Karen jisse Hamen nuksan Ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X