dear aaj main aap sab members k sath aik aisay topic pay jaiza laina chahta hoon k jub ham makreet main kaam kartay hain to jis tarha say ham makreet main kisi knoledge experience aur planing say kaam kartay hain waisay he forex makreet bhi aik planing say apni moovmnt ko start karty hay aur aik plnaing say he uski end karty hay aur agar ham is markeet main achay experience say aik achi planing kartay huway kaam kartay hain to ham makreet say kuch earn kartay huway is main say nikal jatay hain aur agar hamari planing fail ho jaty hay to us main ham makreet main lose kar jatay hain aur markeet apnay targets ki tarf rawan dawaan rehtay huway apnay kaam ko jari rakhty hay is liye agar ham is main enter honay say pehlay aik propper tareekay say is main wait kartay huway aur aik shikaari ki tarha say kaam kartay hain to ham is main say kuch na kuch zarur earn bhi kar skatay hain aur mazeed isk baray main ham jaan bhi skatay hain aur agar ham koi bhi planing nai bana kar is main kaam kartay hain to is say lose karna aur is markeet main fail hona hamara mukaddar ban sakta hay jisk koi bhi phir solutions nai hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим