Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti
    Assalam o alaikum dear Forex friend kasy hn aap log dear friends Myra manana Hy k JB aap planing k sath Pak forex market mein tradeing krty hn to wo kbi bi aap ko loss ni dyti kunk planing k sath Kia gya kaam zaror kamyab hota Hy ISI ly Myra Myra khyl Hy k phly app planing krn and then you should take action AP sab ka Kia khyal Hy is vary mn kindly comments krn sb
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

    Forex Ek bahut bada business hai yah Kabhi khatm Nahin ho sakta Ham ismein raat mein bhi kam kar sakte hain Ham ismein Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham market Mein trading karna chahte hain To Hamen pahle market ko analyse karna chahie Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna hoga FIR hi Ham kamyabi Hasil per setting hai yah business Pakistan mein bahut Teji se mashur ho raha hai isliye Hamara koi bhi Boss Nahin Hai
    • #3 Collapse

      Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

      Dear friend forex trading men wesay tu loss se bachna namumkin hota hey kiun k iss men loss business ka hissa hey lekin agar pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir acha bonus create karen aur phir trade open karnay se pahlay market ka analysis karen aur proper planning k sath soch samaj kar lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

        Yes absolutely right planning ki ke sath ki gai trading bahut jyada faydemand sabit hoti hai hamen jyada se jyada planning karni chahie apne fundamental status jisko apna chahie iske sath management karna chahie aur kyunki kisi bhi per ko karne ke liye uski pahle management ki jaati hai aur planning ki jaati hai agar Ham aam routine ki duniya mein bhi dekhen to Forex ke alava agar dekha jaaye to bahut se log pahle kisi bhi business ko start karne se pahle planning karte hain kya yah business ko kaise uska
        • #5 Collapse

          Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

          Dear friends forex aik legal business hain hamay is mian jab be trading karni chahiya pahlay planning karni chahiya pher hamay trading karni chahiya is liya hamay market ke movement ko cheak kartay rahna chahiya jab market ups and down hoti haiun hamay tab he trade lagni chahiya or ache strategy kay sath trading karni chhaiya phjer he hum kamyab ho saktay hain or acha profet kama saktay hain is liya hamay is mian mahnat or lagan say kam karna chahiya.
          • #6 Collapse

            Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

            Forex aisa business hay jis main hamain kabhi bhi apni trade main so fisad kamyabi ka yaqeen nai hota. Laikin ager hama analysis karain, or isky bad aik trading plan banayain to is say ham loss kay kam say kam chance kar sakty hain or market ko better predict kar kay profitable trade kay liye hopeful ho sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

              Han g bikul planning sy he treading ma kbi loss NH Hoga hum Kam koi be kry planning sy to kamiyab ho jaty ha hum isliya forex ma planning sy Kam kry or acha bouns hasil kry or profit Acha mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                Forex mein achi trading ke liye ache plan ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading ache plan ke sath karni chahie aur tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ache plan ki wajah se hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein ache plan ke sath sath ache experience our knowledge ka hona bhi bahut zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen ache experience our knowledge ki madad se start karna chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                  Ji han bilkul dear aapki baat sahi hai Forex trading mein agar Ham planning ke sath koi bhi trade Karti Hain aur ismein ham market ko acchi se inertia Karke koi bhi Tod Jaate Hain To Hamen usse kabhi bhi loss Nahin ho sakta Kyunki yah Kaisa business hai jismein aap Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aapko ismein hi jyada fayda ho sakta hai yah Ek bahut hi Jabardast online business advertisement in main bhi kam kar sakte hain aur raat mein bhi kam kar sakte hain Agar isko time lete hain aur is Muhammad net Karte Hain To Hamen ismein kamyabi mil sakti hai yah Ek Aisa business hai jismein Ham Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam Karte Hain Ham itna hi Achcha profit ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                    Yes dear ais market mai ap ne agar achi trading karni hai to ap ko ais market mai trading karty hoye achi trading karni ho gi aus k baad ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar acha profit lena chaty hai to ap ko ais market mai apny plan k sath chalna hota hai aus k baad ap ais market mai loss se bach jaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai apny plan ko achy tareeky se manage kar k chalty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko kamyabi mil jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                      agar aaap trade ko planing k saat karty han to aap ko chy k aap har kaam ko achy sy oar palaaning k sath karin or loss sy aap ko bachna chy afgar aap asa karty han to kissi bi ;oss sy bach sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                        Agar Ham training ke sath rate karenge aur vo soch samajhkar lagayenge to hamen is acche se accha profit Hasil ho sakta hai aur ham isase jyada earn kar sakte hain Ham mein Koi Bhi Sher lagaen usse pahle hamen state ki jama kaun per practice kar leni chahie isase use shade ki galti part jayegi aur hamesha acche se accha profit Hasil hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                          Jo trade ap Market main proper plan k sath execute krty hain woh apko loss nehi deti agr loss de b to woh loss apko bohat chotta sa loss hoga jisy ap easily recover kr skty hain kamyaab trader hmesha planning k sath trade krta kabhi bhi bina planning k trading nehi krta aur isi wjah se uska profit bohat acha hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                            jee haan aggar hummm planning kaay saath kaam karen gaay to humm zaroor kaamiyaab hon gaay aur pherr humm ache earniong auer axche income kamaa sakten hain aur o ap ko ais market mai trading karty hoye achi trading karni ho gi aus k baad ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap agar acha profit lena chaty hai to ap ko ais market mai apny plan k sath chalna hota hai aus k baad ap ais market mai loss se bach jaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai apny plan ko achy tareeky se manage kar k chalty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko kamyabi mil jati hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Planning ke sath ki gai trading kbi bi loss ni dyti

                              ji bilkul aapane theek hai ki planning ke sath Gai trainer kabhi bhi hamen last nahin chhod deti hamen chahie ki hamen trading lagate waqt pahle practice kar leni chahie agar Ham acchi tarah practice karke apne kam kuchh chahat karenge freedom lagaenge tabhi hamari trading bacche honge aur tabhi Ham achcha profit gain kar sakenge isiliye hamen pahle demo kahan per jakar practice kar leni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X