jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.
    dear forex markeet main kaam kartay huway hamain is baat ka khaas khayl rakhna chaye k hamain air he indicator main kabhi bhi had say ziada yakeen nai karna chaye wo is liye k ham daikhtay hain k ham aik he pair main aik he indicator say kabhi lose kartay hain to kabhi hamain usi main he achi earning bhi mumkin hoty hay jis main agar ham us say entry point ko confirm kartay huway markeet main ziada lalach kartay hain to haara aisi surtehaal main ziada lose bhi ho skata hay jis main ham makreet main fail hotay huway kaam ko chorr bhi skatya hain is liye hamain har haal main makreet main aik he soch main kaam karnay say avoid hamari kamyabai ka raaz ban sakta hay jis main ham mannualy tareekay ko ziada say ziada tarjeeh daitya huway markeet ko achay tareekay say samjh bhi saktya hain aur is say acha earn bhi akr skatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

    Asslamualeikum

    Topic Ka Naam : “ Aik Hi Pair Mai Profit Or Loss Indicator Or Candles Ko Nazar Mai Rakh Kar Milna "“

    Topic Ki Deegar Malomaat :


    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain…………

    Topic Start Karnay Se Pheley Mai Ap Sab Ko Apna Batana Chahoun Ga Keh Mai Ek Student Houn Mai 9th Class Mai Parhta Houn Or Mughe Money Earn Karnay Ka Bhut Shoq Hai Tu Mene Isiliye Forex Ko Choose Kar Kay Is Pay Earning Karnay Ka Sochna Or Alhumdulliah Me Bhut Acha Perform Karnay Ki Kosish Kr Raha Houn Tui Ap Sab Say Bhi Request Hai Keh Ap Log Bhi Mugh Jesy Or Bhi Students Ko Motivate Karein Or Mughe Bhi Takeh Hum Future Mai Ziada Say Ziada Acha Kaam Kar Saktay Hain..

    Aj Me Apko Bataoun Ga Keh Candles Chart Mai Or Indicators Mai Kia Farq Hota Hai Or Ye Kesy Kaam Kartay Hain.Moom Bati Ka Chart ( Japani Candlestick Chart Bhi Kha Jata Hai ) Mali Chart Ka Ek Andaz Hai Ek Jo Security , Mushtaq , Ya Currency Ki Keematoun Mai Ezafay Ko Bayan Karnay Kay Liye Istamal Hota Hai. Har “ Moom Bati “ Aam Tor Par Ek Din Dikhata Hai , Is Trah Ek Mah Ka Chart “ 20 “ Tajarati Din Ko “ 20 “ Moom Batioun Ki Trah Dikha Sakta Hai.Ek Din Say Kam Waqfay Kay Waqfay Candlestick Chart Bhi Bnaye Ja Saktay Hain.Ye Ek Bar Chart Ki Trah Hai Jis mai HAR moom Bati Is Din Kay Liye Charoun Aham Malomat Kay Nomaindoun Ki Numaeindaghi Karti Hai : Moti jism Mai Khali Or Kareeb ; “ Moom Bati Ki Wak “ Mai Awla Or Kam. Muamalat Kay Gunjaish Say Barhphoor Honey Ki Wajah Say , Ye Mukhtasar Mudat Mai Aksar Kuch Din Ya Kuch Tajarati Ijlasoun Mai Tijarati Namoonoun Ki Nomaindagi Karta Hai.Or Ab Me Apko Indicators Ka Batata Houn Keh Indicators Kia Hotay Hain.Finance Mai Takneki Tajazah Mai , Takneki Ishary Rayazi Ka Hisab Kitab Hota Hai Jo Tareekhi Qeemat , Hajam , Ya ( Future Muahidoun Ki Sorat Mai ) Khuli Dilchaspi Say Mutaaliq Malomat Par Mabni Hai Jis Ka Maksad Maliyati Mandi Ki Simat Ki Peesh Gohi Krna Hai.Ye Sab Details Indicator Ki Hain Jo Bhut Hi Faida Deti Hain.Agr Hum In Ko Achy Say Samgh Lein Tu Hamein Trade Krna Asan Ho Jaye Ga Or Hum Kamiyab Rahein Gy.


    Apko Agr Meri Post Pasand Ayi Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

    Click image for larger version

Name:	download (13).png
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12329767

    Last edited by ; 04-08-2020, 12:28 PM. وجہ: Formatting

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

      Dear ye mera personally trading ka experience hay key agar ham multiple pairs me trading karen gey to hamary ley kesi be pair ki market ko samjna etna asaan nahi ho ga jetna key kesi single pair ki market ko samjna asaan ho sakta hay, esi tarha jab ham same time me multiple indicators ka use karen gey to chart clear na hony ki waja se candlestick chart pattern ko samjny me mushkil ho sakti hay aur hamy indicators be confuse kar sakty hey, ham agar single pair me hi trading karen gey aur kesi 1 hi pair me trading ka experience hasil karen gey to ye hamary ley bahot hi acha ho ga aur ham es me kamyab trading be kar saken gey, discipline ki trading ka asool be yahi hay key indicator be 1 hi analysis karny key ley use kia jaye aur kesi 1 hi pair me trading be ki jaye ta key zeyada confusion se khud ko bacha kar hi trading karny me asani ho, Forex business me agar rules ko follow karty howy ham risk management key sath aur planing key sath trading karen gey aur es bat ka be khayal raken gey key multiple pair me ham trading na karen to ham har situation me hi kamyab aur profitable trading kar saken gey,

      Trading key bunyadi asool ye hey,

      1. Risky trading kabi be na ki jaye
      2. Risk management
      3. Single pair me trading karna
      4. Single technical indicator key help se market ko analysis karna
      5. Profit targets rak kar trading karna.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear forex markeet main kaam kartay huway hamain is baat ka khaas khayl rakhna chaye k hamain air he indicator main kabhi bhi had say ziada yakeen nai karna chaye wo is liye k ham daikhtay hain k ham aik he pair main aik he indicator say kabhi lose kartay hain to kabhi hamain usi main he achi earning bhi mumkin hoty hay jis main agar ham us say entry point ko confirm kartay huway markeet main ziada lalach kartay hain to haara aisi surtehaal main ziada lose bhi ho skata hay jis main ham makreet main fail hotay huway kaam ko chorr bhi skatya hain is liye hamain har haal main makreet main aik he soch main kaam karnay say avoid hamari kamyabai ka raaz ban sakta hay jis main ham mannualy tareekay ko ziada say ziada tarjeeh daitya huway markeet ko achay tareekay say samjh bhi saktya hain aur is say acha earn bhi akr skatay hain.
        Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath Share Ki Hai junior members ko chahie ki aapki post ko carefully study karne ke bad is ko apni trading Mein apply Karen market Mein maujud different type ke indicators hote hain Agar Ham ek hi indicator ko co istemhal karte rahenge To Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte iske sath sath Agar Ham ek hi currency pair yah ek hi specific commodity per trading Karenge to vah bhi Hamare liye Jyada suitable Nahin ho sakta.

        Humko chahie ki Ham market Mein available different indicators ki learning Hasil karne ke bad unko apni trading per apply kiya Karen aur iske sath sath different commodities aur different currency pairs ki complete learning Hasil karne ke bad phone per trading Kiya Karen aur hamare pass yah option Hona chahie ki Ham time to time currency pairs to change karte Rahen aur iske sath sath indicators ko bhi step wise change kar liya Karen Agar Ham Kisi Ek indicator ko hi istemal karte rahenge To usmein Ham Jyada advantages Hasil nahin kar sakte.

        Jis Tarah market mein agar Ham ek hi strategi per kam Karenge To vah Har situation aur condition Mein Hamare liye perfect Kam Nahin kar sakti Is Tarah hi Humko chahie ki ham Hamesha multiple strategies ka istemal Kiya Karen Agar Ham multiple strategies ko apni trading Mein Shamil Karenge to se Humko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.

        Isliye aapko chahie ki aap multiple strategies ko istemal karne ke sath sath different indicators ki proper learning Hasil karne ke bad unko apni trading Mein apply Karen aur different currency pairs aur different commodities per reading karna learn Karen.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
          dear forex markeet main kaam kartay huway hamain is baat ka khaas khayl rakhna chaye k hamain air he indicator main kabhi bhi had say ziada yakeen nai karna chaye wo is liye k ham daikhtay hain k ham aik he pair main aik he indicator say kabhi lose kartay hain to kabhi hamain usi main he achi earning bhi mumkin hoty hay jis main agar ham us say entry point ko confirm kartay huway markeet main ziada lalach kartay hain to haara aisi surtehaal main ziada lose bhi ho skata hay jis main ham makreet main fail hotay huway kaam ko chorr bhi skatya hain is liye hamain har haal main makreet main aik he soch main kaam karnay say avoid hamari kamyabai ka raaz ban sakta hay jis main ham mannualy tareekay ko ziada say ziada tarjeeh daitya huway markeet ko achay tareekay say samjh bhi saktya hain aur is say acha earn bhi akr skatay hain.
          G han dear ye best hai kay ap kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath aik he pair mai kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kar kay ap kmyab ho jatye hain jub kay ap aik he pair mai bar bar kam kartye hain tu ap kaliye kafi zayda faida hai kiyu kay aik he pair mai ager bar bar kam kiya jata hai tu ap ko es mai kamyabi mil jatye hain jub kay ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur aik he pair mai ap musalsal traging kartye rhain ager ap es tarha ka kam achi tarha kartye hain tu ap kaliye kafi asani ho jati hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye haintu ap ka kam hai kay ap aik he pair mai kam karain aur ap es mai aik he indicator kay hisab say kam karyye hai tu ap ka kam aur bhi asan ho jay gaye tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna cahtye hain tu ap aik he pair mai kam kartye hain tu ap es mai kafi acha kam kar saktye hai jub kay aik he pair mai kam karna kafi asan hai aur faida bhi daita hai jub kay ap ka kam kafi acha bhi ho jata hai tu ap mahnwt aur lagan kay sath apna kam kartye rhain aur ap nay ager kamyab hona hai trading mai tu ap ka kam hai kay ap es mai khud ko update rakha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai aik he pair mai kam karain kiyu kay aik he pair mai ap ka kam kafi acha aur asan ho jata hai jis kay bad ap kaliye kafi asani ho jatye hain aur ap acha kam kar kay es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai cha kam karain aur kamyab ho jain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

            Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs informative aur behtareen strategy Kay saath trading karni chahiye aur market ki movement ko monitor karney Kay liye haumay hamesha Technically strategy Kay mutabiq trade set karni chahiye takay haum trading may zayada kamyaabi hasal Kar sakay Forex trading may haumay discipline Kay saath trading karni parti hay sur jab haum forex trading may kisi bhi currency pair pay ya commudities pay trade open karna chahtey hay to haumay pehlay market ki movement ko monitor karna hoga aur phir haum un currency pair ya commodity say related knowledge aur information ko increase kartay hoye hi haum kamyab tareekay say complete STRATEGY Kay saath trading kartay hoye kamyaabi hasal kartay hay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye apney knowledge aur learning ko hsmesha Technical bunyadono pay improve karney ki koshish kerni chahiye takay phir haum apni abilities aur skills ko polish Kartay hoye successful trading kartay hay.

            Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna hota hay aur zayada behtareen yeahi hota hay Kay haum ake hi direction may market ki movement ko monitor kartay hoye ake hi currency pair ko select kartay hoye aur samajhtay hovey trading karni chahiye takay haum apni abilities ko ake hi direction may set kartay hoye trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar saktay.

            Forex trading may usually traders ake hi direction may ake he Indicaters ko istamaal kartay hoye trade set kartay hay jab haum forex trading say related knowledge aur information ko increase kartay hay to haumay trading kartay hoye zayada Indicaters aur tools ko istamaal karney ki zarorat bhi peash nai ati hay haumay trading may hamesha market ki movement ko analyz karney Kay liye manual analaysis kartay hoye trading strategy tarteeb dayni hogi phir hi kamyaabi hasal hoti hay haumay hamesha trading may ake he chart pattern ko theek say samhjna chahiye takay haum trading may confusion ka shikar na ho aur apni skills and experience ko ake hi direction may barhatay hoye kamyaabi Kay sath trading kartay rahy.

            Haumay trading may over Trading say avoid karna hoga aur money management aur risk management ki importance ko samjhnay Kay liye mangement ko behtareen strategy Kay mutabiq trading may istamaal karna parta hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay .
            • #7 Collapse

              Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              dear forex markeet main kaam kartay huway hamain is baat ka khaas khayl rakhna chaye k hamain air he indicator main kabhi bhi had say ziada yakeen nai karna chaye wo is liye k ham daikhtay hain k ham aik he pair main aik he indicator say kabhi lose kartay hain to kabhi hamain usi main he achi earning bhi mumkin hoty hay jis main agar ham us say entry point ko confirm kartay huway markeet main ziada lalach kartay hain to haara aisi surtehaal main ziada lose bhi ho skata hay jis main ham makreet main fail hotay huway kaam ko chorr bhi skatya hain is liye hamain har haal main makreet main aik he soch main kaam karnay say avoid hamari kamyabai ka raaz ban sakta hay jis main ham mannualy tareekay ko ziada say ziada tarjeeh daitya huway markeet ko achay tareekay say samjh bhi saktya hain aur is say acha earn bhi akr skatay hain.
              Ji aapki baat bhi theek Hai Magar Ham ais market ke andar Ek indicator ko follow karte hue ismein Ham trade nahin kar sakte . Kyunki Ek indicator Hamen acche results Nahin deta hai aur agar hum currency pairs ke Upar trade Karte Hain tu To Hamen aik currency pair ko bhi select nahin karna chahie Hamen 2 se 3 currency pair ko select karna chahie aur unke Upar Hamen Jyada Se Jyada practice Karne chahie demo account ke upar aur Hamen demo account per indicator aur bahut jyada strategy ko test karna chahie Agar Hamen demo account mein profit hota hai to oske bad hi Hamen real account mein worker karna chahie otherwise Hamen practice ko Karte Rahana chahie Agar Ham Kisi Ek indicator ko follow karte hue is market ke andar trade ko open Karte Hain To Hamen Ek indicator Achcha results Nahin deta hai osse Ham loss bhi kar sakte hain Hamen chahie ki Ham aik Waqt Mein 2 se 3 indicator ko istemal Karen Jab teenon indicator Ek Jaisa result provide kar rahe ho to os ke bad hi Hamen is market Mein entry leni chahie Jab Ham ais market ke andar entry le rahe hote hain to technical analysis ke sath Hamen chahie ki Ham fundamental analysis bhi Karen aur Jis currency pair ke upar Ham trade kar rahe hain Uske related news ko check kar len Kyunki agar koi big news ke announcement Hoti Hai To iska market ki movement ke upar bahut jyada effect padta hai aur indicator ki entry fails ho sakte hain isliye zaruri hai ki fundamental ko bhi lazmiu Mein check kiya jaaye aur uske bad hi ais market ke andar trade Le Jaaye .
              • #8 Collapse

                Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                Trading ke liye hamare pass bahut se pair hote Hain hamare pass koi ek trading ka ka pair nahin hota hai hai hamen chahie ke ham agar good trading karna chahte hain to hamen different per pay working karni chahie aur hamen practice karni chahie Jab aam again and again practice karte rahenge aur jab Bam indicator ko bhi use karte rahenge to hamen main bahut hi good result milega aur hamari prektis ki vajah se hamari success easy ho jayegi...
                one indicator is best for trading:
                Jahan tak mera experience hai to main aapse a agri nahin karta hun kyunki hamen bahut se indicators ko use nahin karna chahie agar Ham trading ke liye bahut se indicators ko use karenge to Ham kabhi bhi successful nahin Ho sakenge isliye main samajhta Hun ki hamen bahut si indicated ko use nahin karna chahie aur hamen only 1 indicator ko use karna chahie jiski hamen acchi tarike se practis ho aur jisko Ham correct use kar saken agar Ham bahut se indicator ko use karenge to hamen unse good results nahin milenge kyunki Jab ham kisi indicator ko samajh nahin paate hain aur use karte hain to hamen uske good result nahin Mil paate Hain isliye only one indicator ko use karna chahie Taki Ham easily e good trading kar saken.
                confusion with more indicator
                Jab Ham trading mein bahut se indicators ko use karte hain yah Ham trading karte hue aise pair pair trading karte hain jinka hamen experience nahin hota hai to fir hamare lose hone ke chance is bahut jyada ho jaate Hain iska big reason Jay hota hai ki Jab hamara experience nahin hota aur ham bahut se indicator ko use karna Tod Kar dete Hain to hamen confusion Ho jaati hai kyunki every indicator apni price or reading batata hai jiski vajah se a hamen success nahin milati hai hamen chahie ke ham ek hi indicator ko use Karen taake Ham usko thik tarike se use kar sake.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                  Forex mein bahut hi Sare pair sote Hain Hamen Nahin Pata ke kaun se pairs fayda Dete Hain Jiski vajah se bahut se log loss Karva lete hain isliye unhen chahie ki vah timer practice karen to kya unhen pair ki movement Ka Pata Chal Jaega aur indicators ki movement ka bhi unhen samajh mein Jayegi kab kaun si indicator ki movement jo hai vah profit Mein Jayegi isliye Sab Kuchh chahie ke vah apni trading Kobita Banaya aur Behtar banane ke liye apni treating ke focus Karen Jitna Jyada time ko Apne trading co Denge Itna he was successful ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham mehnat Karen Kyunki Itni Jyada mehnat karte hain uska result Hamen bahut Achcha Milta Hai Hamen kamyabi Hasil karne ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat padati hai Kitni Ham mehnat Karenge Hamen itna hi fayda hoga aur trading Main To yah chij bahut jyada jaruri hai trading Mein Lag Chalti ki hai aur like he depend Karti Hai Hamari profit or loss per posting Mein Ham mehnat Karke bolna Seema Karke lete hain lekin trading Mein Hamara Lakkha Mata hai agar aapki Tak acchi hai to aapko Hamesha profit hi Milta Rahega kabhi bhi lost Nahin Hoga lekin lagte saath saath aap ki mehnat depend karti hai kya aap Kitna acche tarike se trading ke rules ko follow karte hain aur Kis Tarah Se aap hi Kachi trade Lagate Hain aur Yahi Ek acchi trader Ki Nishani Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                    Ji han bilkul dear brother apni Sahi baat ki hai forex market Mein kam karte hue kam Jab koi bhi indicator use karte hain To Hamen usse ek hi indicator Se Acha profit bhi ho sakta hai aur Hamen usse lost bhi ho sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki forex market Mein Ham Jab kam karte hain to market Hamen bahut jyada Dhokha Deti Hai Isme technical analysis karte hain to market unko follow nahin karti isliye Hamen is baat ka Khas khayal rakhna chahie.

                    Hamen chahie ki Ham Jab Bhi ismein kam Karte Hain unhen trade karte hue Ek Se Jyada indicators Ka istemal Karna chahie aur ismein indicator ke istemal ke sath mein technical analysis aur fundamental analysis bhi karne chahie Nagar yet Ham technical analysis of fundamental analysis Karenge to isliye Hamen Achcha profit hone ke bahut jyada chance Hote Hain DS Jab Ham Ek Se Jyada indicator ka istemal Karenge aur jab Hamen ek time mein donon indicator semi acchi trade Bata rahe Honge the use trade ki Hamen confirmation jyada ho sakti hai aur usse Ham Achcha profit Le sakte hain.

                    Trading ke dauran Ham Sab koi bhi indicator ya trading to use karte hain to sabse pahle Hamen demo account per uski practice karni chahie Jab Ham demo Kaun per uski practice Karenge To Hamen bahut fayda Hoga Agar Ham Bhagya practice ke indicator aur trading tool ka istemal Karenge to usse bhi Hamen lost jyada ho sakta hai isliye demo account per indicator Ka istemal Karna bahut Jaruri hota hai aur aap usse indicator ka result bhi check kar sakte hain.

                    Dear Yeh zaroori nahin hai ki aap ko Har trade market Mein achha profit De dear aap to Kisi bhi train mein loss ho sakta hai isliye aapko last Kiya JB Reddy Jana Hota Hai Kyunki Forex trading Mein kam karte ho aap market mein kisi bhi baat unexpected news a sakti hain Jiski vajah se aapki train last Mein Ja sakti hai vah uski vajah indicator yah aapke technical analysis Nahin Hote uski vajah market ki unexpected movement hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                      Mere Khayal Se Agaram Forex visitors may AK Pyar per trading karne aur Jyada Se Jyada analyses Karte Hain To Ham Jarur for expression is my kamyabi Aasan kar sakte hain aur ek Achcha profit Ho Sabhi kar sakte hain isliye Hamen jakar Kya Hua Mera Fox business may increase on Takia Forex trading Mein kamyabi Karke kachra profit kar sakte aur ek trade abhi kaun sa gayak Ram increase point Bada Dete Hain To Ham Jarur kamyabi Ho sakte hain aur ek Achcha profit aap Sabhi kar sakte hain isliye Main jaaiye Kya Hamesha mehnat kar sakte hain Kyunki Jab Yahan Forex Businessman Jyada Se Jyada mehnat ke sath bar Karte Hain To Ham Jarur kamyabi ke sath sath Ghata profit Ho Sar kar sakte hain Re Kshetra dawai Ban sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                        Giada aapki baat bilkul theek hai main aapki baat ko manta hun kya Humko chahie ki Ham Bhi Koi child Laga Rahe Hote Hain To Ham different indicators ka istemal Kiya Karen Kyunki Kabhi Aisa Hota Hai Ki Ek indicator Kijiye Hamen samajh nahin aati aur koi indicator Aisa Bhi hota hai jo detail Mein market ke trend koshish nahin kar Pata isliye Humko chahie kya alag alag indicators ka istemal Kiya Karen Taki Ham Ko samajh mein a Jaaye kaun sa friend hai market ka
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                          Assalamualaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab thik Honge ji aapane bilkul theek ka hai Forex mein indicator ko use karne se Hamen bahut jyada fayda Milta hai isliye Ham Apne signal analysis kar sakte hain lekin Akshar indicator bhi wrong hote hain isiliye indicator ko choose karte hue bahut jyada selective Rahe
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza;aik he pair main aik he indicator say lose aur profit ka milna.

                            dear ye mera individually buying and selling ka enjoy hay key agar ham more than one pairs me trading karen gey to hamary ley kesi be pair ki marketplace ko samjna etna asaan nahi ho ga jetna key kesi unmarried pair ki marketplace ko samjna asaan ho sakta hay, esi tarha jab ham identical time me a couple of signs ka use karen gey to chart clear na hony ki waja se candlestick chart sample ko samjny me mushkil ho sakti hay aur hamy signs be confuse kar sakty howdy, ham agar unmarried pair me hello buying and selling karen gey aur kesi 1 hello pair me trading ka enjoy hasil karen gey to ye hamary ley bahot hello acha ho ga aur ham es me kamyab buying and selling be kar saken gey, area ki buying and selling ka asool be yahi hay key indicator be 1 hello evaluation karny key ley use kia jaye aur kesi 1 hi pair me trading be ki jaye ta key zeyada confusion se khud ko bacha kar hello trading karny me asani ho, foreign exchange business me agar rules ko comply with karty howy ham danger management key sath aur planing key sath buying and selling karen gey aur es bat ka be khayal raken gey key more than one pair me ham trading na karen to ham har situation me hello kamyab aur worthwhile buying and selling kar saken gey,

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X