forex main loss ki wajha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main loss ki wajha
    Assalam-o-Alikum dears forex member agr humhy forex main loss hota hai tu uski buth c wjha hai jis ki wjha sy humhy loss hot hai forex main humhy kabi b jldbzi say kaam nahi lyna chiye or market ko dekhty hoye humhy threads ko close krna ho ga lalach kar k kabi b threads ko na close kry nahi tu humhy loss hi ho ga forex main humhy agr acha trader banna hai tu humhy apni learning power ko acha krna ho ga or forex main us waqt trade na lgy jab tak hum apko learnin achi nahi ho jati forex main loss say bachy or mehnat kry jitni zyda mehnat kry gy utni hi humhri earning achi ho gai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main loss ki wajha

    jab kam mai galti hote hai to hamy loss ho jata hain hamy mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum is mai pair or currency main trading karty hai hamy aik time mai aik he pair main kam karna chahey hum is mai soba sham yai rat main kese be wakth ka time table bana kar kam kar sakty hai hamy is main mehnat sy kam karna chahey ta ky hum is main acha result hasil kar saky
    • #3 Collapse

      Re: forex main loss ki wajha

      is forum main learn kar sakty hain aur forum main pracice kar rk hi hum achy say trade kar sakty hain aur demo main practice kar sakty hain aur forum main ghr main beth k hi hum achy say trade kar sakty hain aur forum man knowldg hsail kar k hi hum suces ho sakty hain ta k earn karein gay
      Last edited by ; 04-08-2020, 11:08 AM.
      • #4 Collapse

        Re: forex main loss ki wajha

        Assalamu Alaikum dear friends and Forex members meet hai kya aap Forex trading business maker Fateh kamyabi Hasil kar Chuke Honge aur karne ki koshish kar rahe Honge Tumhen Tumhen Sathiyon se yah Kahana Chahunga ke Forex trading business Mein loss hone Ki Sabse Badi Baja Hamari jaldbaji aur emotional Pan Aur lalach Ka Shikar Hona Hai Jiski wajah se Hamen loss hota hai hamara account Divas hota hai to increase Unse avoid karte hue Sabar Lagane ke sath market ko sabse pahle acchi Tarah analysis Karen aur apni Sector 8 chij ko strong Banane aur uske bad market Mein entry karte hue kamyabi Hasil karne ki koshish karen Taki Ham successful Businessman aur trader ki haisiyat se Kafi had Tak kamyabi Hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: forex main loss ki wajha

          Dear friend forex trading men loss ki bahut c wajoohat hen jo log learning aur knowledge k bagher trading kartay hen unn ko loss ho jata hey aur jo log demo account pe practice nhi kartay aur direct trading shuru kar detey hen jiss ki waja se achi trading nhi kar saktay aur loss uthatay hen aur jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur jald bazi se kam letey hen woh bhi loss uthatay hen iss liay soch samaj kar trading karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen tu zaroor loss kam aur profit ziyada hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: forex main loss ki wajha

            Dear loss trader careless ki vajah se hota hai agar Forex Mein laparvahi ke sath kam karenge aur focus ke sath Kam nahin karenge to kabhi bhi Forex ki field Mein success nahin Ho payenge balki aapko hamesha nuksan hi hoga kyunki Forex ek risky business bhi haiForex se achcha profit Hasil karna hai to technical kam karna padega aur technical chijon ka jyada istemal karna padega market ko analysis karna padega aur kabhi bhi jaldbaji nahin dikhane hogi agar aap jaldbaji dikha karke kam karenge to kabhi bhi Forex se achcha profit Hasil nahe kr payenge Forex jitna profitable business hai utna risky bhi hai is business ko samajhne ke liyejyada se jyada mehnat karni padegi aur learning karni padegi aur achcha experience Hasil karna padega sirf acche experience ke base per hi aap Forex ke business ko samajh paoge aur achcha kam bhi kar paoge kyunki for international business hai jismein kamyabi Hasil karne ke liye aapko high-level ke experience ki jarurat padegi aur experience aapko sirf learning sahi Hasil hoga learning par focus de aur Dil laga Kar ke mehnat Karen tab jakar ke aap Forex ki field Mein success hogen
            • #7 Collapse

              Re: forex main loss ki wajha

              hamen agar smn nuksan ho sakta hai to hamen bardaasht karta rahana chahie aur agar Ham apne aap per Ghar per dash karenge to hamen achcha kam ho sakta hai aur ham is mahine se Kam nahin ho sakta aur isliye hamen har bar apna Kam acche se karte rahana chahie hamen na kami nahin Ho sakti
              • #8 Collapse

                Re: forex main loss ki wajha

                dear friend waisay to forex trading mn loss ki bahot c wajoohat ho skti hn lekin meray khial mn forex trading mn loss ki main waja jald bazi hoti ha keun k jo log baghair sochay smjhay trade lganay mn jald bazi krtay hn to aksr unki trades,loss mn he jati hn
                • #9 Collapse

                  Re: forex main loss ki wajha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: iffatjutt پيغام ديکھيے
                  Assalam-o-Alikum dears forex member agr humhy forex main loss hota hai tu uski buth c wjha hai jis ki wjha sy humhy loss hot hai forex main humhy kabi b jldbzi say kaam nahi lyna chiye or market ko dekhty hoye humhy threads ko close krna ho ga lalach kar k kabi b threads ko na close kry nahi tu humhy loss hi ho ga forex main humhy agr acha trader banna hai tu humhy apni learning power ko acha krna ho ga or forex main us waqt trade na lgy jab tak hum apko learnin achi nahi ho jati forex main loss say bachy or mehnat kry jitni zyda mehnat kry gy utni hi humhri earning achi ho gai
                  Dear friend forest mein Basi last ki vajah ho sakti hai jiski ek Bari a bhi hai ki Ham market ko acchi tarah se study nahin karte aur apne acche nlcs ke sath nahin kam karte isliye agar humne last se bachana hai to hamen chahie ki ham acche analysis ke sath Hi Kam Karen aur jaldbazi se kam na Karen balke ke sath agar Ham is per trading karte Hain to hamen isase achcha property transfer ho sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main loss ki wajha

                    Assalam o alikum dear members 😇 forex main loss ki waja hamra knowledge ka km hona hay humen chahya Kay hum apny knowledge ko increase kren or jitna ho sakta hay apni learning ko increase kren q Kay hamry pass acha knowledge ho ga or experience ho ga tab hi hum kamyab ho saken gain humen chahya Kay hum apni mistakes ko improve kren or jitna ho sakta hay acha or quality base pay work kren ta Kay hum kamyab ho pain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main loss ki wajha

                      Pakistan forex forum mein loss ki bahut si vajuhath Hain .jin mein se Chand ek yah hai. Knowledge ka Na hona bhi forex forum mein loss ki ek bahut badi vajah hai.Market ko judge aur analyse kiye baghair trade open kar dena bhi hamare loss ki vajah banti hai. Hamare andar market ke different analysis ke knowledge ka Na hona aur hamare andar confidence aur sabar ka Na hona bhi hamari loss ki vajah hai.iske alava aur bhi Pakistan forex forum per nakam hone ki bahut si vah Jo hath Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main loss ki wajha

                        forex ma loss ki mian waja learning aur experience ki kami ha, is k ilawa jaldbazi aur lalach ma kiay gae faislay b loss ka sabab bntay hain q k inki waja sa hm mistakes kar daitay hain jin sa hmara account risk ma par jata ha, is liay soch samajh kar aur sabr k sath kam karain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main loss ki wajha

                          Forex Mein loss ki vajah Hamari lalach ke sath kam karna hota hai agar Ham Lal ke sath kam Karenge To Hamen lost Jyada Hoga per HP Hamen Jyada Se Jyada Man ke sath aur hardworking ke sath kam karna chahie jitni Jyada learning ke sath kam Karenge Itna Achcha benefit hasal kar Sakenge aur Kamyab trader band Sakenge all world mein best business mein jyada Se Jyada Main ke sath aur hardworking ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main loss ki wajha

                            Forex trading mein Hamen koshishe karne chahie ke Jin pair per trade karna chahte hain Hamen trend market ki favour mein trade karni chahie jaldbazi nahin karni chahie Safar ke sath kam karna hoga acche knowledge and experience ke sath kam karna hoga tabhi Forex trading se Ham achcha fayda sal kar sakte hain Forex trading ek achcha online business hai ismein dilchaspi ke sath kam karna chahie.Forex trading mein Hamen Agar kisi trade Se last hota hai to emotional nahin hona chahie Sabar karna chahie apni galtiyo ko sudharne ki koshish karen chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main loss ki wajha

                              Forex Mein loss Ki Sabse Badi vajah yah hai ki Ham ismein Apne work per focus Nahin Karte naahi Apna target complete karte hain aur Agar Ham ismein Apne target per complete Karenge To Ham ismein Achcha kamyabi Hasil kar Sakenge Agar ismein Hamen Achcha knowledge again Karna Hai To Hamen Demo account ki practice per focus karna chahie Taki wo bhi trading kar rahe Kabhi Bhi Na gawara Hai Taki wobhi ismein achcha profit again Karen isiliye Ham bahut zyada fayda

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X