Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?
    Forex trading kay doraan servers kabhi kabhaar hang ya struck hojatey hain aur updated movements show nahi hoti aur na he trades open ya close ho paati hain kiyu kay price change ka difference hang ho chuka hota hai. Aisi soorat e haal mai market suspension say kia faraq parta hai aur trades open ya close kernay kay liye kia tareeka kaar apnana chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex trading kay doraan servers kabhi kabhaar hang ya struck hojatey hain aur updated movements show nahi hoti aur na he trades open ya close ho paati hain kiyu kay price change ka difference hang ho chuka hota hai. Aisi soorat e haal mai market suspension say kia faraq parta hai aur trades open ya close kernay kay liye kia tareeka kaar apnana chaiye?
    Yes dear market Mein Jab Ham trading kar rahe hoti hain aur uske Darmiyaan Agar suspension Ho Jaaye to usmein hamare liye bahut jyada problems bhi ho sakte hain usmein Sab sa zyda problem Hamare liye yah ho sakta hai ki Ham koi bhi trade close nahin kar sakte agar humne koi new trade Lagani Hai To usmein Itna issue Nahin Hai Kyunki Jaise hi vah problem Solve Ho Jaega To Ham Intezar karne ke bad free trade open kar sakte hain lekin agar humne Koi trade open ki hui hai aur usko Ham cross karna chahte hain To Ham market suspension ki vajah se use trade ko close kar Nahin paate Aur Ho Sakta Hai Hamari Vahi trade Kuchh der ke bad nuksan Mein Chali Jaaye aur Humko FIR Intezar Karna Pade market course level Tak touch karne mein.

    Agar market Mein suspension aapki vajah Se Hoti Hai To ismein aapko chahie ki aap apne internet ki speed ko check Karen aur Hamesha Ek Achcha internet istemal Karen Sath aapke internet ki speed ki vajah Se Kabhi Bhi aapka system hang Na Ho aur aap ko trade open ya close karne mein koi bhi problem Na Ho lekin Agar yah problem aapko server ki vajah se a raha hai to iska matlab kya hota hai ki yah problem just aapke liye hi nahin BhalKe Aur Bhi bahut Sare members ko a raha hai usmein aap ki koi mistake Nahin Hoti usmein aapko Intezar hi karna Hota Hai.

    Agar Sarver Mein Is Tarah Ki Koi mistake a Rahi Hai Jiski wajah se aapka system hang ho jata hai aur Market suspension Ho Jaati Hai To ismein aap Kuchh Bhi Nahin kar sakte aur yah mistake aapke end per Nahin Hoti ismein Agar aapko Koi nuksan ho jata hai yah aapke liye kuch problem banta hai to ismein aap khud ko kabhi bhi responsible na tehrana kyon ke ismein aapki koi mistake Nahin Thi Aur yah Ek Technical mistake ki vajah se eisa hwa tha.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Forex trading kay doraan servers kabhi kabhaar hang ya struck hojatey hain aur updated movements show nahi hoti aur na he trades open ya close ho paati hain kiyu kay price change ka difference hang ho chuka hota hai. Aisi soorat e haal mai market suspension say kia faraq parta hai aur trades open ya close kernay kay liye kia tareeka kaar apnana chaiye?
      Jab ham forex market main kisi bhi pair main trade open kerty hain tou hamari her trade achi planning ky sath chal rehi hoti hai lekin jab market main suspension hoti hai tou aesy time per ham apni planning ko disturb ker lety hain aur khud kei aesa decision lety hain jis sy hamain bara loss ho jata hai agar market without suspension trend ko follow kerty huey apni movement continue kerti hai tou ham trend ky mutabiq trade continue kerty huey jab apni planning ky mutabiq trade continue kerty hain tou hamain acha profit hasil ho sakta hai lekin jab market main suspension hoti hai tou aesy time per hamain sab sy bara loss yehi hota hai ky hamara trading ka tempo break ho jata hai jis sy ham market ki new situation ky mutabiq plan kerna shoru ker dety hain tou ham achi terha plan nehi ker paty tab hamain bara loss ho sakta hai hamain apni her open ki jany wali trade main her terha ki situation ko mutabiq planning ker ky trade continue kerni chahiay ky jab bhi market main suspension ho tou ham usi situation ky mutabiq trade open ker ky apni planning ky mutabiq trade continue kerain taky ham bary loss sy bachty huey trade continue kerain aur acha profit bhi hasil ker sakain jab market kisi waja sy hang ho jati hai tou ham apni hi planning ky against sochna shoru ker dety hain ky jab market ki position update hoti hai tou ham phir trade ko open ya close kerny main jaldi kerty hain tou ham mistake ker lety hain jis sy hamain loss ho jata hai isliay hamain aesi situation main sabar kerna chahiay aur apni planning ky mutabiq hi Trade continue rakhni chahiay ky hamain isi terha sy acha profit hasil ho sakta hai
      Last edited by ; 04-08-2020, 11:41 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

        ji Salam Walekum Pyare bhaijaan is market Mein Jab Ham trading kar rahe hote hain aur uske Darmiyaan Agar suspension Ho Jaaye to usmein hamare liye bahut jyada problems bhi ho sakti hain usmein sabse Jyada problem Hamare liye yah ho sakta hai ki Ham koi bhi train close nahin kar sakte Agar Hamen koi new trailer Gani Hai To usmein Itna issue Nahin Hai Kyon ke jaise hi vah problem solve ho Jaenge To Ham Intezar karne ke bad free trade open kar sakte hain lekin Agar Hamen Koi trade open ki hui hai aur usko Ham karo karna chahte hain To Ham Mar ki suspension ki vajah se use trade ko close kar Nahin paate aur ho sakta hai ki Hamari Vahi trade Kuchh der ke bad nuksan Mein Chali Jaaye aur Humko FIR Intezar Karna Pade market cross level Tak ka touch karne mein agar market Mein suspension aap ki vajah Se Hoti Hai To usmein aapko chahie ki aap apne internet ki speed ko check Karen aur Hamesha Ek Achcha internet istemal karne ke sath aapke internet ki speed ki vajah Se Kabhi Bhi aapka system hai na ho aur aap ko trade open ya close karne mein koi bhi problem Na Ho lekin Agar yah problem aapko sarve se ki vajah se a rahi hai to iska matlab hai ke aap Yahi problem just aapke liye hi nahin bol ke Har Kisi Ke Liye Yahi problems Hain Agar service Mein Kis Tarah Ki Koi mistake a Rahi Hai Jiski vajah se aapka system hang ho jata hai aur Market suspension Ho Jaati Hai To ismein aap Kuchh Bhi Nahin kar sakte aur yah mistake aapke and per Nahin Hoti ismein Agar aap ko koi nuksan ho jata hai yah aapke liye kuch problem banata hai to ismein aap khud ko kabhi bhi responsible yani ke Kasur Verna tribal ke yah system to Chalta hi rahata hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

          Dear forex members forex trading may Jab haum trade open kartay hay to kabhi kabhar esa hota hay Kay market struck ho jati hay Agar app apni trade ko close karna bhi chahtey hay to app kar nai saktay hay Kyu Kay uss waqt sarver down ho jata hay haum kuch bhi nai kar saktay hay iss situations may agar market suspension kar jati hay tou iss may hamari trading strategy ya planning ki koi mistake nai hoti hay haum iss situations may khud ko blame nai Kar saktay hay Kyu Kay jab market suspension karti hay tou yeah issue sab Kay saath usually same hi ho raha hota hay Agar iss ki waja say haumay kuch farak parta hay tou yeah Kay hamari Jo trade haum Profit points pay close karna chahtey they wo market ya sarver Kay struck honey ki waja say uss point ko miss Kar daytay hay aur ho sakta hay Kay jab haum apni ussi trade ko market kay dobara running may Aney Kay bad close karay to Profit ki bajay nuksan uthana parta hai magar sarver ka down hona ya struck ho Jana jaldi teak bhi ho jata hay esa continuesly nai hota hay.

          Kabhi kabhar jab haum Trading Kar rahy hotay hay tou hamara khud ka internet connection ki waja say bhi sarver hang ho jata hay to yeah Hamari waja say esa hota hay iss liye haum jab bhi koi online business kartay hay to haumay sab say pehlay apney liye ake acha aur behtareen internet connection ko prefer karna chahiye takay haum during trading Ya during business kisi tarha ki tension ko face na karay aur ake continuesly apna Kam karay rahy.

          Haumay trading Kay liye bhi kisi achay aur behtareen internet connection ko prefer karna chahiye takay haum trading Kay doraan market ya sarver ko kissi important point pay miss na Kar sakay Kyu Kay Jab market struck hoti hay to jab aapki trade open hoi hoti hay tou tab app Kay liye tension ban sakti hay magar jab app trade open karna chahtey hay tou koi issue nai hota hay wo tou app jab sarver theak ho jata hay tab bhi laga saktay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

            G dead es ka matlab hota hai kay market mai aik tarha ki nhi rhatye hain kabhi ap ko khean pay laye kay jatye hain auer kabhi ap ko khean pay laye kay jatye haim es ka matlab hai kay ye ap ko kabhi profit mai laye kay jatye hain tu kabhi ap ko es mai lose hona start ho jata hai tu market mai aisa chalta rhata hai es mai ye suspenshion hota rhata hai kiyu kay aik sa kam ager market karti hai matlab kay ager ap ko es mai profit hota hai tu ye ap ko profit he daitye rhatye hain tu es mai kam karnye walo ka kiya faida hai kiyu kay es mai kuch logo ko profit hota hai tu es mai kuch logo ko lose bhi ho jata hai tu es mai aik sa nhi chalta hai es mai oonch neecha chalta rhata hai aur ye he market ki khoobi hai kay ager ap ko es mai lose hota hai tu aik na aik time pay ap ko es mai profit bhi ho jata haiaisa nhi hai kay ap ko sirf es mai lose he hota rhata hai ya aisa nhi hai kay ap ko es mai sirf profit he hota hai tu es mai hamesha aisa chalta hai kay kuch log daida laye jatye hain jub kay kuch log aisye bhi hotye hain jub kay es mai profit aur lose chalta rhata hai kiyu kay ye kam aisa hota hai kay ap ko es mai profit kam hota hai tu ap es mai kabhi lose bhi kafi ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi lose mai nhi jatye hain jub kay es mai kam say kam logo ko profit hota hai tu us mai kam say kam logo ko lose bhi hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain apna kam ap acha kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain acha kam ap nhi kartye hain tu ap kaliye masla ban jata hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

              Ji han bilkul dear Ham Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen ismein active hokar kam karna padta hai aur ham jo bhi ismein analysis Kahate Hain vah Ham Apne knowledge ki best per karte hain aur ismein Hamen strong Anil Singh karne hote hain Agar Ham ismein active hokar Kam Nahin Karenge aur ham ismein Nahin Karenge To Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin ho sakta Ham Jab Bhi ismein Koi oi rate Lagate Hain To usse Hamen suspense create ho jata hai Kyunki Ham market ko dekhte hain ki market bahut jyada suspension create Karti Hai Jiski vajah se Hamen bahut jyada tension Ho Jaati Hai.

              Market Mein suspension simrat Yahi hota hai ki aap Jab market Mein Koi Bhi trade open Karte Hain To Hamen ismein confidence ke sath Apne trade open Karni chahie Agar Ham ismein suspense create Karenge aur ham ismein confident ke sath Nahin Karenge To Hamen kabhi bhi achcha profile Nahin ho sakta isliye self-confidence bhi bahut jyada Jaruri Hota Hai.

              Wedding Mein Ham Jab koi bhi analysis Karte Hain To Hamen chahie ki Ham ismein song nice Karen aur sabse pahle Kaun per Apne Se Usko apply Karen Agar Ham Dam account per Achcha kam Karenge aur Hamesha Karenge To Hamen ismein market ka experience Hota Rahega Jitna Jyada hamare pass experience Hoga Hamen isme itna hi jyada fayda ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

                Hamari trading pe market suspension ke bahut jyada impacts hote Hain isliye hamen main market suspension ko mind Mera kar trading karni padati hai hai hamen market mein working karne ke liye ye first of all money management karni chahie kyunki agar ham market mein main server ki technically funny mistake ki vajah se a hamari Koi trade close nahin hoti hai yah open nahin hoti hai to hamen kisi bhi Surat mein loss ke chances na hun isliye hamen jarur money management ke sath trading karni chahie taake hamari trading per bed impacts na parren...
                open your trade with stop loss
                Agar technically mistake ki vajah se server stuk ya hang Ho jata hai to hamen chahie ki ham pahle se Hi iske liye ready ho aur hamen koi bhi trade money management ke bagair open nahin karni chahie de doubt money management reading karne se bhi hamen kafi problem ho sakti hai isliye hamen money management ke sath trading open karni chahie aur iske sath sath hamen trading karte hue stoploss ko use karna chahie aur koi bhi trade de do to stop loss ke open nahin karni chahie agar Ham without stop loss ke koi bhi trade open karenge to hamen kafi lose hone ke chance hote hain isliye hamen every trade mein stop plus ko properly use karna chahie Jab hamen stop plus ko use karenge to hamari trade safe ho jayegi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay doraan market suspension say kia faraq parta hai?

                  Hit ham forex market fundamental kisi bhi pair principle exchange open kerty hain tou hamari her exchange achi arranging ky sath chal rehi hoti hai lekin hit market primary suspension hoti hai tou aesy time per ham apni arranging ko upset ker lety hain aur khud kei aesa choice lety hain jis sy hamain bara misfortune ho jata hai agar market without suspension pattern ko follow kerty huey apni development proceed kerti hai tou ham pattern ky mutabiq exchange proceed kerty huey hit apni arranging ky mutabiq exchange proceed kerty hain tou hamain acha benefit hasil ho sakta hai lekin hit market primary suspension hoti hai tou aesy time per hamain sab sy bara misfortune yehi hota hai ky hamara exchanging ka rhythm break ho jata hai jis sy ham market ki new circumstance ky mutabiq plan kerna shoru ker dety hain tou ham achi terha plan nehi ker paty tab hamain bara misfortune ho sakta hai hamain apni her open ki jany wali exchange fundamental her terha ki circumstance ko mutabiq arranging ker ky exchange proceed kerni chahiay ky hit bhi market fundamental suspension ho tou ham usi circumstance ky mutabiq exchange open ker ky apni arranging ky mutabiq exchange proceed kerain taky ham bary misfortune sy bachty huey exchange proceed kerain aur acha benefit bhi hasil ker sakain poke market kisi waja sy hang ho jati hai tou ham apni howdy arranging ky against sochna shoru ker dety hain ky punch market ki position update hoti hai tou ham phir exchange ko open ya close kerny principle jaldi kerty hain tou ham botch ker lety hain jis sy hamain misfortune ho jata hai isliay hamain aesi circumstance primary sabar kerna chahiay aur apni arranging ky mutabiq greetings Trade proceed rakhni chahiay ky hamain isi terha sy acha benefit hasil ho sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X