zada profit k chakkar me loss khana bewakufi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee haan aap ne bilkul sahe post kia hai k ziada profit k chakkar m loss uthana paray yeh aik dum bewaqoofi hai isi k liay aap k pas stop loss aur take profit ki facilities hain aap is ko use karain aur apni har trading m use karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      greed he hai jo trade main app ko loss main lay kar ja saki hai app ko greeed say hedoor rahn hai agar app esa kar lo gy to app k liye tradekarna bohta asan ho jata hai
      • #33 Collapse

        bahut say member aisa loss utha lety hain jb un ko profit ho raha hota hai to w kehty hain k aur profit ho jai likin market achanak against ho jati hai aur wo profit bhi kho bethty hain is liye ziyada profit ka lalach nahi krna chahiye ye aik risky business hai is pr bahut ziyada loss bhi ho raha hai
        • #34 Collapse

          • #35 Collapse

            Yes, you are right that if you go for more profit then there is chance that you might loss your money as well, for this to control it i am using the stop loss technical and i place the stop loss with some profit so that i always get profit.
            • #36 Collapse

              Instaforex tradding business main trade ko apni greed per control kar kay trading karni chahayie, jab tak trader greed ko control nahi kar leta wo earning nahi kar saktay, because trader zaida ki laluch main apna capital bhee loss kar deta hay.
              • #37 Collapse

                Forex trading main zyada profit k chakr main loss khana bewaqufi he hai becuse Yha pay trading main mistake ke koi gunjaish nahi hai agr ap marketing ko dakh kr trade krty hain news sy alrt or apko lgy k profit k chance zyada hain tu ap zyada profit earn kr skty hain
                • #38 Collapse

                  exactly brother high profit ke greedy me high loss take ho jata he, trader ko always greed nahi karni chahiye because forex aik high risky business he better he jitna bhi profit earn ho us trade ko close kare de aur next trade ke leye market ko analysis kare always planing ko follow kar ke trade kare.
                  • #39 Collapse

                    ji myn ap ki baat se agree krta hon k some time aisa hota ha k hum profit le rahe hote hyn or phir hum apne order ko continue rakhte hyn or phir baad myn wohi order loss myn change ho jata ha. is lye hum ko kam profit pr hi guzara krna chaye. or is se hum apni trade se sirf loss hi le skte hain hum ko is baat ki bhi practice krni cahye.
                    اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                    • #40 Collapse

                      g han dear apne sahi kaha hay jab ham ziyada profit ka sochte hain to ham ziyada profit kay chakar main thoeray profit se bhi hath dho bethte hain so hamen lalach nahi karna chahiay.
                      • #41 Collapse

                        Yeah we can't stake that amount which we can't afford to lose. We have to keep patience while trading. Shouldn't over trade and just have to follow and analyse the market accordingly. Our money management skills should be very good in order for us to be a successful trader.
                        • #42 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum pata nahi bhai jan mujh ko to is baat ki aj tak samjh nahi ae hay kay akher log forex trading kay business me he itni laluch q kartey hen aur isi laluch me apna profit aur capital dono lost kar beth tey hen.
                          • #43 Collapse

                            forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay gee haan aisa hee hoota hay but unkay sath jinko knowledge nahe hoota hay.
                            • #44 Collapse

                              assalamu alaikum dear ge ha aap ne tek kaha agar ham forex trading ke market ke hi sab see chale ge to ham is market see bohot achee earning bhi kar saktee hai leken ham ko market analysis ka tajar ba na na chahiye jab hi ham is me successfull ho saktee hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Experience or knowledge forex tradiong k ley bohat hi zruri hai lekin ye dono chizen har ksi ko eak satah nhi mil jati har ek step by spep isko sikhta hai or experience get karta hai is trah jo is business mai profit chahta hai sucess chata hai wo zrur ye dono chizen hasil kar leta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X