zada profit k chakkar me loss khana bewakufi hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zada profit k chakkar me loss khana bewakufi hai
    zada profit k chakkar me loss khana bewakufi hai so hume greedy nahi huna chahiye balke market ki moment ko dekh kar trading karna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee bilkul yay aik bewakoofi hy. greed kbhi bhi apko profit nai earn k k day gi. greed sy sb sy zyada loss hota hy. jitna profit ho us pr khush ho aur sabr krain. jesay jesay expert ho gy profit bhi increase ho jata hy aur hum zyada earn kr lain gy
    • #3 Collapse

      you are right greed say door raho us time jub ap ko lagay k market is point say turn ho gi tu ap market say door raho our market may enter honay k liyeh next step deko because us time market may sell or buyer enter ho chokay hotay hai
      • #4 Collapse

        bewakoofi hai r nasmjhi bhi, lalach may aa k hm to bari trade lga laengy, bt market hmaray against chli gai to losss hi loss, r agr stop loss ni lga wa to apka acount wash hi hoga
        • #5 Collapse

          greed is always curse bilkul asi trha jo klo greed trty ha aur zda profit k chkr ma huge loss kr behty ha aur phr trading sy nafarat krna start ho jaty ha ya bilkul galat ha agr ap ko profit hasil krna ha zda [then apko learning krni ho gi aur apka experience bi hona chahy har chez ka khyl rkhna ho ga ...
          • #6 Collapse

            bilkul sahi khe rahi ho app.. !! humein kabhi bhi profit k chakkar mein aa kar koi galat qadam nhi uthana chayein warna hum sirf loss hi face karein gey.. :)
            Join Our Paid group and get 1000 to 1500 pips monthly in just 50$
            • #7 Collapse

              very important discipline that we will feel later whether we will be able WD large or even going to get the MC only,, we hope get profit consistent
              • #8 Collapse

                me apki bat sy 100% agree karta hun hmen bilkul bi greed nahi karni chahiye k hm zaida profit achieve kar layn iss sy hmara he nuksan hota hy iss liye hmesha market ki up down movements ko mind me rakhty hwy trading karni chahiye
                • #9 Collapse

                  g haan g bilkul teekh kaha hai hmyn ziada profit k chakkar myn hmyn ziada loss bhe ho sakta hai oor hmyn iss business myn apna har kaam soch samjh kar krna chahye warna bohat sa loss bhe ho sakta hai ...
                  • #10 Collapse

                    Greed is curse. Lalach sey bachna chaheye aur jitna profit asani sey aap ko hasil ho raha hy, usey ley lena chahey, bad main disappoint honey sey kuch nahi hota. Hamain aik target set karna chaheye keh hum ney itna profit lena hy aur itna loss bardasht karna hy. Jab hamara target complete ho jaye to lots close kar dain. trading sey pehlay stop loss aur take profit zaroor use karain.
                    • #11 Collapse

                      g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k is business main hamain profit k sath sath loss ka bhe chance hota hai and jab bhe hamain is main jitna bhe profit ho raha ho us ko accept kar lana chaye warna loss ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        wese jo zyda profit k chkro main loss kar bethty hai wo ye nai janty k loss hamesha insan ko yar trader ko srif or sirf bori niyat ki waja se hota hia or wo hai lalch mery bhai yar
                        • #13 Collapse

                          mairy sath kafi martaba is tarha ho chuka hay kay main agay TP barhata gaya barhata gya aur achanak movement opposite ho jati hay aur 10 dollars ki bajaye mera profit 3 dollars ho jata.
                          • #14 Collapse

                            jee han janab ap ny sahe kha ha men ap ki bat sy agree karta hon hum aksar zyada ky lalch men apne sare investment ko khatam kar deten hen hum ko bout bara loss hota ha hum ko kabhi bhi greed sy kam nhi lena cheye qu ky ya hi hum ko ameer sy ghreeb banate ha hum ko souch samgh kar market ky analysis ko dakh kar treading karni cheye ta ky hum loss sy bach jaen .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai bilkul forex mein akbhi bhi apne andar greed mat apida karen aur kabhi bhi bohat ziyada profit ke chakkar mein na rahen kiunke ye business bohat hi ziyada risky business hai aur is mein agar ap greed karenge to apko loss hi hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X