Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga
    Hamen trading karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie Jo log jaldbazi karte hain wo Hamesha nlos hi Aasan karte hain kripya jaldbazi Karne Se Kabhi Bhi fayda Nahin Hota balke ulta nuksan hi hota hai Hamen ine Sab cheezo Se Dur Rahane ke liye Sabar karna hoga Kyunki Sabar Ka Phal hi Meetha hota hai agar Ham Sabar Nahin Karenge To Ham kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Kyunki Sabar Se Hi Aam acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isiliye Hamen is Mein acchi kamyabi Hasil karne ke liye Sabar ke Daman ko kabhi bhi nahin chhodana chahie Kyunki Sabar Se Hi Ham acchi trading Karke Achcha profit hasil kar sakte hain Kyon Ke Jo trading Mein hold karte hain wahi Achcha profit book kar sakte hain aur jo log trading Mein hall Nahin karte hue kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

    dear jaldbaazi kisi bhi kaam aur kisi bhi business main earning ka koi solutions nai hay aur agar ham lalach kartay huway jald baazi say kaam karaty hain to ham is makreet main say kabhi bhi kuch bhi hasil nai kar skatay hain wo is liye k agar ham jaldi say kaam kartay hain to hamaray andar jokuch bi hay ham us say kabhi kuch acha hasil nai kar saktay hain aur agar ham experinece ko use nai akrtay hain to makreet main ham kabhi isay samjh nai saktay hain isk baray main kuch jaan nai skatay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

      Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut acchi baat kahi hai Hamen trading karte hue ko jaldbazi Kabhi Nahin Karni chahie Kyunki jab hm trading karte hue jaldbazi karte hain Hamen market Ki situation ki smjh nhi ati r jbb hm situation ko samjhaie bger trade open Karte Hain Ham nuksan ki taraf Jaate Hain Aur jaldbazi ka kam Shaitan ka hota hai aur Shaitan Ki Har Kam me nuksan hote hain isliye Hamen chahie ki Jab Ham trading Karen To Ham market situation Ka achi trha analyse Karen market Ko achi trha se samjhaie aur tsli ke sath trade open Kare jaldi na Karen Is Tarah Ham profit ki taraf ja sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

        G hna ap k ka i baat theek hae k hamn jub trade kernay er hkernay ka mouqa milalya to achi trade kernay kalea hamn is baat ko samjhna chahea k hum ager koe bhe kam kertay hn to is mn hamnkafi acha faida bhe hota ahe kun k kam koe bhe ho us mn mehnut he kam ati ae insan k islea hman bhe mehnut kerni chahea
        • #5 Collapse

          Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

          trading karte waqt sabse first rule yah hota hai ki hamen jaldbazi se bilkul Kam nahin karna chahie bilkul solo tarike se acche tarike se work karna chahie aur jo bhi trade lagani chahie planning ke sath aur soch samajh Ke sath lagani chahie hamen pahle market analysis kar lena chahie market analysis karke aur market ki moment ko check karke FIR hamen trading Karni chahie aur ISI tarah jab Ham Forex ke rules to follow karte hue trading karenge to hamen acche se accha profit Hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

            trading utarte waqt jaldbazi kisi taur per bhi hamare fayde mein nahin hoti Ham jab bhi profit lene ki khatir naal aaj karke jaldbazi karte hain aur loot size kafi jyada laga dete Hain to isase hamen kafi jyada nuksan hota hai hamara account wash ho sakta hai to hamen chahie ki Ham hamesha shabd ke sath kam Karen trading ko soch samajh Kar karna chahie ismein jaldbaji hamesha last deti hai jab Ham Koi kam soch samajhkar karte Hain to fir hamen yakeen hota hai ki Ham yah kam sahi tarike se kar rahe hain aur FIR uska mein hamen kamyabi bhi lazmi milati hai
            • #7 Collapse

              Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

              Trading ho ya kuch b ap kbi b jld bazi m kam na krein hmesha skoon sy calm ho k cool minded ho k kam krein takay apko success mily ku k jldbazi sy hmesha loss hota h ap kam seekhty nh hn or seekhy bgair jo b kam kiya jaye us sy loss hota h strategies ko follow krein kam ko smjain deeply usko understand krein takay kam ki proper how know ho seekhna bht zruri h kam ko us k hidden points janain understanding develop krein takay apko success mily.,.,.
              • #8 Collapse

                Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                Je ap ne sahi kaha k forex trading ma bohat hi soch samjh work karna padta ha, aik choti si mistake se hamain bohat sara loss ho sakta ha is lye forex trading ma jaldbazi se avoid karain, sakoon, aram se work karain, fresh, relax aur cool mind rahain
                Jaldbazi ki wajah: 1) forex ma aik profitable business ha jis ma log jaldi ze ameer hona chahtay hain 2) forex aik attractive market ha jis ma log har waqt trading ko pasand kartay hain 3) flying candles ko catch karnay ki koshish kartay hain
                Jaldbazi nai to phr kia karna chaye::
                1) chart ko ashi tarh se analyse karain fundamentally aur technically tor pe 2) trend k mutabiq hi entry lain, q k trend ki friend in forex
                3) strong signals pe entry lain 4) money management k mutabiq hi apnay options ko select karain, 5) apnay emotions pe control karain
                My suggestion: intizar karna loss karnay se behtar ha, jab tak confirm signals na milain koi entry na lain
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                  Trading me Jo rules and regulations hen yn ko agar follow karenge to hamen is me kamyabi mil sakti he kamyabi k lie hamen patience se trading karni he patience k siwa trading ko regularly continue karna mahak he is lie jald bazi se parhez Karen jitna mumkin ho sabar Karen ache waqt ka wait karenge to hamen achi trades lene me asani hogi aur achi trades se ham acga profit le payenge is the key factor Jo hen un me jald bazi se jitna bache rahenge utna trading me bane rahenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                    humain trading kurtaya waqt apnaa kama jald bazi main nhi kurna chahiye agar hum apna kam jald bazi main kuray gaay to humaain loss ho jay gaaa to es liyaay humain apna kam jald bazi main nhi kurnaa chahiye agar hum jald bazi kuraay gaay to hummain kamyaabi nhi milay gii to es liyaay humain apnaa kam jald baazi maan nhi kurna chaahiye humain apna kaam sabnbar kay sath kurna chahiye agar hum nay achay say trading kurni hai humain apnaa kaam hamesha soch samujh kay sath kurna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                      G jab bilkul trading k vkt hme skoon s kaam krna chahye jld baazi ni krni chahye
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                        Ji bilkul theek kaha hai aapane main aapki baat se agri Karti hun Hamen trading mein jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie Agar Ham Ne Aisa Kiya Hamen proper loss ho sakta hai Jiski vajah se a hamara account wash ho sakta hai Hamen trading ke time Apna analysis strong Rakhna chahie market ki movement ko samajhna chahie Jab market ka trend i chal raha ho hmy tb tread karni chahiy news ko b dakna chahiy news sy kafi faida hta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                          Forex trading main jitna ho sake hamen jaldbazi se bachna chahie kyunki forex trading mein jald bazi ki wajah se ham acha work our achi trader nahin kar sakte jisse forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai forex mein achi kamyabi ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                            yes dear 100% right kaha hain haar trader bina experience k kaaam karta hain tu losss kar deta hain is liye apne experience ko incrsss karna must hota hian fofrex trading main hard work karne k bad he benefit milta hian jo b hard work k sath kaam kare benefit must mile ga forex ka busniess tab he kamyab hota hian jaab ek trader relax mind k sath kaam karta hain jaldbazi neh karta han tu profit main he rehta hain jaldbzi karne wale traders loss py loss kar k apne account ko sorf wash kar ste hain
                            ​Sadaf Khan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamen trading Karte waqt jaldbazi Nahin Karni chahie warna loss hi hoga

                              ji hamen trading karte Ho jaldbaji nahin karna chahie kyon kajal wali hamen nuksan ki taraf se jaati hai karne wala insan kuchh bhi nahin samajh sakta hun yaar dekhta hai ki agar kisi chij ko bye karna hai to sell kar deta sal karne to Bhai kar deta jiski vajah se kam sar log ka samna karna padta hai jiski wajah se account WhatsApp ho sakte hain agar account WhatsApp Ho jaaye to insan ke pass mayusi ke Siva kuchh nahin rahata insan disappointed Ho jata hai magar uska FIR work karne mein bhi Dil nahin lagta thankyou

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X