As Sallam O allaikom dear Pak Forex Forum Members. Main ye kahna chahta hu k hum kaysay risk managment pe controll kar saktay hain or hum kin zaroori baton pe focus kar k apnay ap ko Forex Trading k doran Risk say bacha saktay hain.
1. Trade Small : humain chahye k hum small size trades karain apni equity k mutabik trade lagatay waqt apni loat size ko kam say kam rakhain.
2. Trades with stops : humain chahye k hum apni trades main stop loss ko lazmi use karain balkay ye kahna munasib hoga k stop loss k baghair kabhi bhi apni trade ko mat chorain.
3. Using Correct Lot Size : humain lot size bilkul apni equity k hisab say use karni chahye kabhi kabhi hum jazbati ho k ya ziada profit hasil karnay k liye lot size bari rakh lete hain or nuqsaan uthatay hain humain hamesha lot size ka intikhab kartay huay ahtiat say kaam lena chahye.
4. Leverage : humain soch samajh k leverage ka intikhab karna chahye ziada leverage pe ziada loss honay ka khadsha hota hai kam equity k sath ziada laverage ko use nahe karna chahye.
5. Learn to Trade : humain sab say pahlay seekhna chahye k trade kaysay ki jati hai ideas or tukkay ka istamal kam karna chahye tabhi hum kamyab trader ban saktay hain
Risk Management Formulla :
Humain apnay risk ko controll karnay k liye or equity k hisab say apnay risk ko manage karnay k liye hum is formula ka istamal kar saktay hain k kitni equity pe humain kitna risk lena chahye.
Risk Dollar Amount = $ 5000 * 2% = $100
Ager humari equity 5000 dollors hai to hu m decide kar lete hain k hum nay sirf 2 % risk lena hai ya 1% risk kena hai or is formulay ko apply kar k hum apna risk retio nikal saktay hain. Is main faisla humara hota hai k hum kitnay % loss bardasht kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим