Forex trading business mein bahut se traders Aise Hain Jo market ke trend ko follow nahi karte aur apne account ko Vash kar lete hain aur loss ka Samna karte hain der traders Agar Ham market ke Trend ke against trading Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Kabhi Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen koshish Kyon nahin hai ki Ham market ko understand Karen aur Market ke trend ko follow karte hue hi trading Karen Agar market Hamari uptrend Hai To Hamen uprant ki trading karni hai aur Agar market Hamari downtrend Mein Hai To Hamen downward ki trading karni hai Hamesha koshish karen uptrend Aur downtrend Ko Dekhte Hue hi trading Karen kabhi bhi sideway trend per trading Nahin Karni chahie Kyunki yah bahut jyada risky hota hai Hamen mark kiske trend ko follow karte hue trading karne se hi Achcha profit mil sakta hai otherwise Trend ke against reading karne se Hamesha loss ka Samna hi karna padega Apne lover ko control karna chahte hain to koshish karen ki trend ko follow Karen Shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим