greed se bachen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Asalam alaikum jihan forex trading mein hame lalach se tu zaror bachna chaey q k is zyada lach ke chaer meina cha proift bhi hath se nikal jata hein aur sirf nuksan ke siwa koch bhi hasil nahi hota hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      • #33 Collapse

        g ha bhai jaan hamain chaye k hum is main mehnat karain and is main kissi kisam ka koi bhe lalach na karain and agar hum is main lalach karain gy to hum kam profit se bhe hath dho bathy gy.
        • #34 Collapse

          g bilkul main bui apki bat sy agree krti hn apko forex trading main greed sy bht door rehna kion ky jab ap forex main greedy ho jaty hain to ap ki nazar sairf profit py hoti hai or ap bht si main baton ko bhol jaty hain or main points ko miss kar dety hain jis ki waja sy achanak sy apko bht sara loss ho jata hai is lia agar ap loss sy bachna chahty hain to ap greed sy door rahain.....
          • #35 Collapse

            jee bilkul forex mai hmain greed sy bachna chaiyay takay hum sb loss na krwa bethain. jitna profit ho us pr khush rahain aur koshish krain k hum daily target reasonable rakhain, naa bohat zyada naa bohat kam
            • #36 Collapse

              Greed se bachen for the pakistan forex forum trading my agar pa pakistan forex forum tradign my agar ap is
              • #37 Collapse

                forex me ham tab hi kamyab ho sakty hey jab ham greed se bachye gey greed hi hamara capital wash kar deta hay or hamy profit k bajaye loss ho jata hay
                • #38 Collapse

                  forex ke business min loss ki sab se bari waj as min greed ka shamal hona hi as liae ham ko as business min kamyab hone ke liae as min ap ko greed se bach kir ki hi trade ko kirna chiae forex ak bot hi big business hi as min bare hi care ki zrort hoti hi
                  • #39 Collapse

                    greeds say humay bachna chaiey or humay yahe koshish karni hoge k forex trading mai agr hum greeds na he kare tw ye humare liye acha hoga kiu k bhot say loag forex trading mai emotions hojate hai and then wo lalach karte rehte hai lalach say hamesha say loss k elawa or kuch hasil nhe kar pao gay
                    • #40 Collapse

                      Do not chase momentum if you do not see a way out. Suppose that the market is fully unfold in the moment when you came in. If it is - a long way "to the exit", then you are in big trouble.
                      • #41 Collapse

                        g han jitna ho skta hai ap lalach se bchain lalach apko marwa deta hai..lalach karain gy to forex mein bss apko kabhi b kamaybi ni mily gi..lalach na karain.
                        • #42 Collapse

                          jee han ap theek kehtay hain aur main ap se agree hoon forex trading main greed waqie aik dangerous cheez hai forex main greed kerne se trader ko big loss ka samna ho sekta hai is lie humain forex trading main greed ni kerna chahie forex main ager hum greed na krain to he hum is business main successful ho sektay hain.
                          • #43 Collapse

                            Greed se bachen of the pakistan forex forum trading my agar pakistan forex forum trading my agar work karty ho
                            • #44 Collapse

                              greed agar hum mareak main greed sy andar hojaty hain tu ye hamary leay buhat haad tak khatarnak hoga aur loss too hona he han g
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                hamey cheay ky ham greed su bach es main hamara he paida hain lekin greed aik acha bhe hain lekin kabhe kabhe kya kehty hain aap sab ?...........
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X